Zulf o muygan hain tere baad bhi abaad nahi Ab bhi ankhen hain pari khana tere baad ? nahi



زلف و مژگاں ہیں ترے بعد بھی آباد نہیں
اب بھی آنکھیں ہیں پری خانہ ترے بعد؟ نہیں
Zulf o muygan hain tere baad bhi abaad nahi
Ab bhi ankhen hain pari khana tere baad ? nahi

 
اے مرے ڈھیر حسیں دوست، تو کیا واقعی میں
تُم مجھے بھول گئے اب میں تمہیں یاد نہیں؟
Ay mere dher haseen dost to kia waqeiy mein
Tum mujhe bhool gaye ? ab main tumhen yad nahi ?

 
رباعی خامؔ

Rubai Khaam


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo