Jab ye aalam ho to likhhiye lab o rukhsar pe khak Udti hai khana e dil ke dar o deevar pe khak



جب یہ عالم ہو تو لکھیے لب و رخسار پہ خاک
اڑتی ہے خانۂ دل کے در و دیوار پہ خاک 

Jab ye aalam ho to likhhiye lab o rukhsar pe khak
Udti hai khana e dil ke dar o deevar pe khak

 
پائے وحشت نے عجب نقش بنائے تھے یہاں
اے ہوائے سرِ صحرا تری رفتار پہ خاک

Pa e wehshat ne ajab naqsh banaye thay yahan
Ay hawa e sar e sehra teri raftar pe khak
 

عرفانؔ صدیقی
Irfan Siddiqui


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo