Rayegani tu mere khwab kahan phenkti hai Kia wahan ? khalq jahan kaar e ziyan phenkti hai



ﺭﺍﺋﯿﮕﺎﻧﯽ، ﺗﻮ ﻣﯿﺮﮮ ﺧﻮﺍﺏ ﮐﮩﺎﮞ ﭘﮭﯿﻨﮑﺘﯽ ﮨﮯ
ﮐﯿﺎ ﻭﮨﺎﮞ ﺧﻠﻖ ﺟﮩﺎﮞ ﮐﺎﺭ ﺯﯾﺎﮞ ﭘﮭﯿﻨﮑﺘﯽ ﮨﮯ 

Rayegani tu mere khwab kahan phenkti hai
Kia wahan ? khalq jahan kaar e ziyan phenkti hai

 
ﺧﺎﮎ ﮐﻮ ﺧﺎﮎ ﺑﻨﺎﺗﯽ ﮨﮯ ﭼﻠﻮ ﻣﺎﻥ ﻟﯿﺎ
ﻣﻮﺕ ﻟﯿﮑﻦ ﻟﺐ ﻭ ﺭﺧﺴﺎﺭ ﮐﮩﺎﮞ ﭘﮭﯿﻨﮑﺘﯽ ﮨﮯ

Khak ko khak banati hai chalo maan lia
Maut lekin lab o rukhsar kahan phenkti hai

 
واجد امیر
Wajid Ameer


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo