Ye shehr e sehr zada hai, sadaa kisi ki nahi Yahan khud apne liye bhi dua kisi ki nahi



یہ شہر سحر زدہ ہے صدا کسی کی نہیں
یہاں خود اپنے لیے بھی دعا کسی کی نہیں 

Ye shehr e sehr zada hai, sadaa kisi ki nahi
Yahan khud apne liye bhi dua kisi ki nahi

 
سب اپنے اپنے فسانے سناتے جاتے ہیں
نگاہ یار مگر ہمنوا کسی کی نہیں

Sab apne apne fasane sunate jate hain
Nigah e yar magar humnawa kisi ki nahi
 

احمد فرازؔ
Ahmed Faraz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo