Ap diljui ki zehmat na uthayen jayen Ro ke baitha hoon, na ab aur rulayen, jayen



ﺁﭖ ﺩﻝ ﺟُﻮﺋﯽ ﮐﯽ ﺯﺣﻤﺖ ﻧﮧ ﺍﭨﮭﺎﺋﯿﮟ، ﺟﺎﺋﯿﮟ
ﺭﻭ ﮐﮯ ﺑﯿﭩﮭﺎ ﮨﻮﮞ، ﻧﮧ ﺍﺏ ﺍﻭﺭ ﺭُﻻﺋﯿﮟ ﺟﺎﺋﯿﮟ
Ap diljui ki zehmat na uthayen jayen
Ro ke baitha hoon, na ab aur rulayen, jayen


ﺣُﺠﺮۂ ﭼﺸﻢ ﺗﻮ ﺍﻭﺭﻭﮞﮐﮯ لیے ﺑﻨﺪ ﮐِﯿﺎ
آﭖ ﺗﻮ ﻣﺎﻟﮏ ﻭ ﻣﺨﺘﺎﺭ ﮨﯿﮟ، ﺁﺋﯿﮟ ﺟﺎﺋﯿﮟ
Hujrah e chashm to auron ke liye band kiya
Ap to malik o mukhtar hain ayen jayen


اﻭﺭ ﺑﮭﯽ ﺁﺋﮯ ﺗﮭﮯ ﺩﺭﻣﺎﻥِ ﻣﺤﺒّﺖ ﻟﮯ ﮐﺮ
آﭖ ﺑﮭﯽ ﺁﺋﯿﮟ، ﮐوئی ﺯﺧﻢ ﻟﮕﺎﺋﯿﮟ، ﺟﺎﺋﯿﮟ
Aur bhi aye thay darman e muhabbat le kar
Ap bhi ayen, koi zakhm lagayen jayen


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo