Wo umr bhar ki parastish bhi rayegan hi gaiy Ke wo jo but thay mere, ishq ke khuda hi na thay



وہ عمر بھر کی پرستش بھی رائیگاں ہی گئی
کہ وہ جو بت تھے میرے، عشق کے خدا ہی نہ تھے
Wo umr bhar ki parastish bhi rayegan hi gaiy
Ke wo jo but thay mere, ishq ke khuda hi na thay

 
انہیں سنائی نہ دیتی تھی دھڑکنوں کی تڑپ
وہ دل کدے میں تھے پر دل سے آشنا ہی نہ تھے
Unhen sunaiy na deti thi dhadkanon ki tadap
Wo dil kade mein thay par dil se ashna hi na thay


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo