Kyun jan pe ban aiy hai bigda hai agar wo Us ki to ye adat ke hawaon se lade wo



کیوں جان پہ بن آئی ہے بِگڑا ہے اگر وہ
اُس کی تو یہ عادت کہ ہواؤں سے لڑے وہ
Kyun jan pe ban aiy hai bigda hai agar wo
Us ki to ye adat ke hawaon se lade wo

 
الفاظ تھے اُس کے کہ بہاروں کے پیامات
خوشبو سی برسنے لگی یوں پھول جھڑے وہ
Alfaz thay us ke ke baharon ke payamat
Khushbu si barasne lagi youn phool jade wo

 
پروین شاکر
Parveen Shakir


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo