Teri nigah jab uthi rooh mein noor bhar gaiy Aik hi pal mein door tak manzar e jan badal gaya



تیری نگاہ جب اُٹھی، روح میں نُور بھر گئی
ایک ہی پل میں دُور تک مَنظرِ جاں بدل گیا
Teri nigah jab uthi rooh mein noor bhar gaiy
Aik hi pal mein door tak manzar e jan badal gaya


عشق کا راز کیا کُھلا جیسے شرر بکھر گئے
ایک ذرا سی بات سے شہر کا شہر جل گیا
Ishq ka raz kia khhula jaise sharar bikhhar gaye
Aik zara si bat se shehr ka shehr jal gaya


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo