Uns, ulfat, raghbat, qurbat, wisal, wabastagi Tum se najane kia kia talluq se ban gaye





اُنس، اُلفت، رغبت، قربت، وصال، وابستگی
تم سے نجانے کیا کیا تعلق سے بن گئے

تم کیا گئے کہ پھول ہواؤں سے لڑ پڑے
رُخ بھی ہمارے واسطے بے رُخ سے بن گئے
زاویار ولی

Uns, ulfat, raghbat, qurbat, wisal, wabastagi
Tum se najane kia kia talluq se ban gaye

Tum kia gaye ke phool hawaon se lad pade
Rukh bhi hamare waste be rukh se ban gaye

ZawyarWali
 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo