Ye is pe munhasir hai aj ya phir kal nikale Jahan bhi ediyan ragde, wahin se jal nikale



یہ اُس پہ منحصر ہے آج یا پھر کل نِکالے
جہاں بھی ایڑیاں رگڑے، وہیں سے جل نِکالے
Ye is pe munhasir hai aj ya phir kal nikale
Jahan bhi ediyan ragde, wahin se jal nikale

 
اُسے کہنا، مجھے اُس سے مُحبت ہو گئی ہے
اُسے کہنا کہ میرے مسئلے کا حل نِکالے
Usay kehna, mujhe us se muhabbat ho gaiy hai
Usay kehna ke mere masale ka hal nikale


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo