Nashah Pila ke girana to sab ko aata hay Maza to jab hay kah Girton ko tham la saqi
Nashah Pila ke girana to sab ko aata hay
Maza to jab hay kah Girton ko tham la saqi
Jo badah kash tha Purane, Woh uthte jate hen
Kahin se aabi baqaye dawam le saqi
kati hay raat to Hangamah Gustari min tari
Sahar qarib hay, Allah ka naam le saqi

Comments
Post a Comment