Woh Dill Nawaz hai lekin Nazar shanas nahi Mera ilaaj meray Chara'h gar k pas nahi
Woh Dill Nawaz hai lekin Nazar shanas nahi
Mera ilaaj meray Chara'h gar k pas nahi
Tarap rahay Hain zaban par kaey sawal magar
Meray leay koi shayan e iltamas nahin
Teray jalu main bhi Dill kanp kaanp uthta hai
Meray mizaj ko asudgi bhi raas nahin
Kabhi kabhi jo teray Qarb main guzaray thay
Ab un dino'n ka tasawar bhi meray pas nahin
Guzar rahay Hain ajab marhaloon say deeda -o- Dill
Seher ke us tou hai Zindagi ke us nahin
Mujhay yeh dar hai Teri aarzoo na mit ja'ay
Bohot dino'n say tabiyat Meri udaas nahin

Comments
Post a Comment