Posts

Showing posts from May, 2018

Hata Kar Zulf Chehre Se Na Gali Mein Shaam Ko Nikalna Kahein Koi Eid Na Kar Le Abhi Ramzan Baki Hai

Image
ہٹا کے زلف چہرے سے نہ گلی میں شام کو نکلنا۔۔ کہیں کوئی عید نہ کر لے ابھی رمضان باقی ہے؟؟  Hata Kar Zulf Chehre Se Na Gali Mein Shaam Ko Nikalna Kahein Koi Eid Na Kar Le Abhi Ramzan Baki Hai??

Tark e Muhabbat Kar Bhetay Hum , Zabt e Muhabbat Aur Bhi Hai Aik Qayamat Beet Chuki Hai , Aik Qayamat Aur Bhi Hai

Image
ترکِ محبت کر بیٹھے ہم، ضبط محبت اور بھی ہے ایک قیامت بیت چکی ہے، ایک قیامت اور بھی ہے ہم نے اُسی کے درد سے اپنے سانس کا رشتہ جوڑ لیا ورنہ شہر میں زندہ رہنے کی اِکصورت اور بھی ہے ڈوبتا سوُرج دیکھ کے خوش ہو رہنا کس کو راس آیا دن کا دکھ سہہ جانے والو، رات کی وحشت اور بھی ہے صرف رتوں کے ساتھ بدلتے رہنے پر موقوف نہیں اُس میں بچوں جیسی ضِد کرنے کی عادت اور بھی ہے صدیوں بعد اُسے پھر دیکھا، دل نے پھر محسوس کیا اور بھی گہری چوٹ لگی ہے، درد میں شدّت اور بھی ہے میری بھیگتی پلکوں پر جب اُس نے دونوں ہاتھ رکھے پھر یہ بھید کھُلا اِن اشکوں کی کچھ قیمت اور بھی ہے اُس کو گنوا کر محسن اُس کے درد کا قرض چکانا ہے ایک اذّیت ماند پڑی ہے ایک اذّیت اوربھی ہے محسن نقوی

Khuwahish Se Nahi Girty Phal Jholi Mein Waqt Ke Shaakh Ko Mere Dost Hilana Hoga

Image
🍂خواہش سے نہیں گرتے پھل جھولی میں🍂 🍂وقت کے شاخ کو میرے دوست ھلانا ہوگا🍂 🍂کچھ نہیں ہوگا اندھیروں کو برا کہنے سے🍂 🍂اپنے حصے کا دیا خود ہی جلانا ہوگا🍂 🍂Khuwahish Se Nahi Girty Phal Jholi Mein🍂 🍂Waqt Ke Shaakh Ko Mere Dost Hilana Hoga🍂 🍂Kuch Nahi Hoga Andhero Ko Bura Kehny Se🍂  🍂Apne Hisse Ka Diya Khud Hi Jalana Hoga🍂

Suna Hai Uske Ashkon Se Bujhi Hai Piyaas Sahra Ki Jo Kehta Tha Main Pathar Hon Mujhe Rona Nahi Aata

Image
ﺳﻨﺎ ﮨﮯ ﺍﺱ ﮐﮯ ﺍﺷﮑﻮﮞ ﺳﮯ ﺑﺠﮭﯽ ﮨﮯ ﭘﯿﺎﺱ ﺻﺤﺮﺍ ﮐﯽ ﺟﻮ ﮐﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ ﻣﯿﮟ ﭘﺘﮭﺮ ﮨﻮﮞ  ﻣﺠﮭﮯ ﺭﻭﻧﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﺁﺗﺎ Suna Hai Uske Ashkon Se Bujhi Hai Piyaas Sahra Ki Jo Kehta Tha Main Pathar Hon Mujhe Rona Nahi Aata

Kisi Sahar Ka , Kisi Shaam Ka Nahi Rehta Jo Hamara Ho Jae Woh Kisi Kaam Ka Nahi Rehta

Image
کسی سحر کا ، کسی شام کا نہیں رہتا جو ہمارا ھو جائے وہ کسی کام کا نہیں رہتا Kisi Sahar Ka , Kisi Shaam Ka Nahi Rehta Jo Hamara Ho Jae Woh Kisi Kaam Ka Nahi Rehta

Vekh Najomi , Hath Diyan Leekaan , Bakhtaan Wali Gal Ty Das Hun Ty Saa Vii Mukde Jande , Jeewan Da Koi Wal Ty Das

Image
ویکھ نجومی، ہَتھ دِیاں لِیکاں، بَختاں والی گَل تے دَس ہُن تے ساں وی مُکدے جاندے، جِیوَن دا کوئی وَل تے دَس Vekh Najomi , Hath Diyan Leekaan , Bakhtaan Wali Gal Ty Das Hun Ty Saa Vii Mukde Jande , Jeewan Da Koi Wal Ty Das

Almiya Ye Nahi Keh.... Mout Aani Hai... Woh Tou Barhaq Hai.... Almiya Ye Hai ... Keh Jeena Nahi Seekha

Image
Almiya Ye Nahi Keh....                               Mout Aani Hai... Woh Tou Barhaq Hai....                              Almiya Ye Hai ... Keh Jeena Nahi Seekha....

Bashar A'amaal Kar Achay Tere Uqba Mein Kaam Aaein Wahan Jannat Nahi Milti Yahan Se Saath Jati Hai

Image
بشر اعمال کر اچھے ترے عقبیٰ میں کام آئیں وہاں جنت نہیں ملتی یہاں سے ساتھ جاتی ہے Bashar A'amaal Kar Achay Tere Uqba Mein Kaam Aaein Wahan Jannat Nahi Milti Yahan Se Saath Jati Hai

Meri Aqal o Hosh Ki Sab Halten Tum Ne Saanchay Mein Junoon Ke Dal Den

Image
میری عقل و ھوش کی سب حالتیں​ تم نے سانچے میں جنوں کے ڈال دیں​ کر لیا تھا میں نے عہدِ ترکِ عشق​ تم نے پھر بانہیں گلے میں ڈال دیں جون ایلیا Meri Aqal o Hosh Ki Sab Halten Tum Ne Saanchay Mein Junoon Ke Dal Den Kar Liya Tha Main Ne Ahd e Tark e Ishq Tum Ne Phir Banhen Gale Me Dal Den Joun Eliya

Kisi Ko Kaise Bataen Zaroratein Apni Madad Mily Na Mily Aabroo Tou Jati Hai

Image
Kisi Ko Kaise Bataen Zaroratein Apni Madad Mily Na Mily Aabroo Tou Jati Hai Waseem Brelvi

Ada Un Kaale Kaale Gesuon Ki Kuchh Niraali Hai Banaane Se Bigadte Hain Sanwaare Se Bikharte Hain

Image
Ada Un Kaale Kaale Gesuon Ki Kuchh Niraali Hai Banaane Se Bigadte Hain Sanwaare Se Bikharte Hain Daagh Dehlvi

Happy Yaom e Takbeer

Image
Yaom-e-Takbeer The Day when Pakistan became 1st Islamic nuclear Power Na'ara e Takbeer Na'ara e Takbeer  Happy Yaom e Takbeer

Meri Chahat Rahe Gi Hamesha Jawan Jisam Dhalny Se Jazbaat Dhalty Nahi

Image
میری چاہت رہے گی ہمیشہ جواں جسم ڈھلنے سے جزبات ڈھلتے نہیں موت آنے سے بھی پیار مرتا نہیں دم نکلنے سے ارماں نکلتے نہیں لاکھ طوفان ہوں ہم نہ گھبرائیں گے تو نہ آئے گی ملنے تو ہم آئیں گے جان پر کھیلنے سے جھجھکتے ہیں جو وہ محبت کی راہوں پہ چلتے نہیں ہم نے چھوڑا نہ چھوڑیں گے دامن تیرا جس کو اپنا لیا اس کو اپنا لیا ہو سکے تو ہمیں عمر بھر آزما موسموں کی طرح ہم بدلتے نہیں تو ملے نہ ملے پر سلامت رہے دور ہی کی سہی تجھ سے نسبت رہے زندگی بھر تیری مجھ کو حسرت رہے حسرتوں کے بنا خواب پلتے نہیں

Junoon e Ishq Ki Rasm e Ajeeb Kya Kahna Main Un Se Door Wo Mere Qareeb Kya Kahna

Image

wahan bhi tujh ko jalayen ge, tum jo kehte ho khabar na thi mujhe jannat mein aag bhi hogi

Image
wahan bhi tujh ko jalayen ge, tum jo kehte ho khabar na thi mujhe jannat mein aag bhi hogi وہاں بھی تجھ کو جلائیں گے، تم جو کہتے ہو خبر نہ تھی مجھے جنت میں آگ بھی ہوگی

Padtee Hai Unn Ki Aankh Sar-E-Bazm Jab Kahin Jatay Hain Ek Nigah Par So So Guman Mujhe

Image
پڑتی ہے اُن کی آنکھ سرِ بزم جب کہیں جاتے ہیں اک نگاہ پر سو سو گماں مجھے داغ دہلوی Padtee Hai Unn Ki Aankh Sar-E-Bazm Jab Kahin Jatay Hain Ek Nigah Par So So Guman Mujhe Dagh Dehlavi  

WAQT SE POOCH RAHA HAI KOI ZAKHM KIA WAQAI,BHAR JATAY HEIN

Image
وقت سے پوچھ رہا ہے کوئ زخم کیا واقعی بھر جاتے ہیں زندگی تیرے تعاقب میں ہم اتنا چلتے ہیں کہ مر جاتے ہیں WAQT SE POOCH RAHA HAI KOI ZAKHM KIA WAQAI,BHAR JATAY HEIN ZINDAGI TERE TA'AQUB MAIN HUM ITNA CHALTE HEIN,K MAR JATE HEIN

Zulfo Ko Hata Le Chehre Se Thoda Ujala Hone De Soraj Ko Zara Sharminda Kar Manh Raat Ka Kala Hone De

Image
زلفوں کو ہٹالے چہرے سے تھوڑا سا اجالا ہونے دے سورج کو ذرا شرمندہ کر منہ رات کا کالا ہونے دے ہو جو موسم کو پتا یہ تیری زلف ہے کیا چوم لے مانگ تیری جھک کے ساون کی گھٹا زلف لہرائے لہراکے بادل بنے جو بھی دیکھے تجھے تیرا پاگل بنے ایسا بھی نظارہ ہونے دے دیکھ ناراض نہ ہو میرے معصوم صنم میں کوئی غیر نہیں تیری آنکھوں کی قسم دے اجازت کہ تیرے قدم چوم لوں ساتھ میں بھی تیرے دو گھڑی جھوم لوں ہلکا سا اشارہ ہونے دے زلفوں کو ہٹا لے چہرے سے

mujhy saans saans geran lage Ye wajood wehum-o-guman lage Main talash khud ki kahan karon Meri zaat khuab-o-khayal hai

Image
mujhy saans saans geran lage Ye wajood wehum-o-guman lage Main talash khud ki kahan karon Meri zaat khuab-o-khayal hai

kab mujh ko etraf-e-muhabbat na tha Faraz kab main ne yeh kaha hai sazaen mujhe na do

Image
kab mujh ko etraf-e-muhabbat na tha Faraz kab main ne yeh kaha hai sazaen mujhe na do

Kion Na Hum Ahd e Rafaqat Ko Bhulane Lag Jaein Shayad Iss Zakham Ko Bharne Mein Zamane Lag Jaein

Image
کیوں نہ ہم عہدِ رفاقت کو بھلانے لگ جائیں شاید اس زخم کو بھرنے میں زمانے لگ جائیں نہیں ایسا بھی کہ اِک عمر کی قُربت کے نشے ایک دو روز کی رنجش سے ٹھکانے لگ جائیں یہی ناصح!! جو ہمیں تجھ سے نہ ملنے کو کہیں تجھ کو دیکھیں تو تجھے دیکھنے آنے لگ جائیں ہم کہ ہیں لذتِ آزار کے مارے ہوئے لوگ چارہ گر آئیں تو زخموں کو چھپانے لگ جائیں ربط کے سینکڑوں حیلے ہیں محبت نہ سہی ہم ترے ساتھ کسی اور بہانے لگ جائیں ساقیا۔۔۔۔۔۔۔! مسجد و مکتب تو نہیں میخانہ! دیکھنا پھر بھی غلط لوگ نہ آنے لگ جائیں قرب اچھا ہے مگر اتنی بھی شدت سے نہ مل یہ نہ ہو تجھ کو مرے روگ پرانے لگ جائیں اب فراز آؤ چلیں اپنے قبیلے کی طرف شاعری ترک کریں ۔۔۔ بوجھ اٹھانے لگ جائیں احمد فراز

Jihalaton Ke Andhere Mita Ke Laot Aaya,Main Aaj Saari Kitabein Jala Ke Laot Aaya

Image
جہالتوں کے اندھيرے مٹا کے لوٹ آیا میں آج ساری کتابیں جلا کے لوٹ آیا یہ سوچ کر کہ وہ تنہائی ساتھ لائے گا میں چھت پہ بیٹھے پرندے اڑا کے لوٹ آیا وہ اب بھی ریل میں بیٹھی سسک رہی ہوگی میں اپنا ہاتھ ہوا میں ہلا کے لوٹ آیا خبر ملی ہے کہ سونا نکل رہا ہے وہاں میں جس زمین پہ ٹھوکر لگا کے لوٹ آیا وہ چاہتا تھا کہ کاسہ خرید لے میرا میں اس کے تاج کی قیمت لگا کے لوٹ آیا راحت اندوری

Jis Dais Se Maao Behno Ko Aghyaar Utha Kar Le Jaen Jis Dais Se Qatil Ghundo Ko Ashraaf Chuda Kar Le Jaen

Image
*_* جس دیس سے ماؤں بہنوں کو *_* *_* اغیار اٹھا کر لے جائیں *_* *_* جس دیس سے قاتل غنڈوں کو *_* *_* اشراف چھڑا کر لے جائیں *_* *_* جس دیس کی کورٹ کچہری میں *_* *_* انصاف ٹکوں پر بکتا ہو *_* *_* جس دیس کا منشی قاضی بھی *_* *_* مجرم سے پوچھ کے لکھتا ہو *_* *_* جس دیس کے چپے چپے پر *_* *_* پولیس کے ناکے ہوتے ہوں *_* *_* جس دیس کے مندر مسجد میں *_* *_* ہر روز دھماکے ہوتے ہوں *_* *_* جس دیس میں جاں کے رکھوالے *_* *_* خود جانیں لیں معصوموں کی *_* *_* جس دیس میں حاکم ظالم ہوں *_* *_* سسکی نہ سنیں مجبوروں کی *_* *_* جس دیس کے عادل بہرے ہوں *_* *_* آہیں نہ سنیں معصوموں کی *_* *_* جس دیس کی گلیوں کوچوں میں *_* *_* ہر سمت فحاشی پھیلی ہو *_* *_* جس دیس میں بنت حوا کی *_* *_* چادر بھی داغ سے میلی ہو *_* *_* جس دیس میں آٹے چینی کا *_* *_* بحران فلک

Gunaah e Ishq Agar Hai Toh Ghum Nahi Wo Aadmi Hi Kya Jo Ek Bhi Khata Na Kare

Image
Gunaah e Ishq Agar Hai Toh Ghum Nahi Wo Aadmi Hi Kya Jo Ek Bhi Khata Na Kare

Zabt se kaam liya dil ne tou kya fakr karon Is me kya ishq ki izzat thii keh ruswa na hua Waqt phir aisa bhi aaya keh uss se milte huye Koi aansoo bhi na gira koi tamasha na hua

Image
Zabt se kaam liya dil ne tou kya fakr karon Is me kya ishq ki izzat thii keh ruswa na hua Waqt phir aisa bhi aaya keh uss se milte huye Koi aansoo bhi na gira koi tamasha na hua

Main Aksar Ye Sochta Hon Tumhein Kion Itna Main Sochta Hon Tum Nahi Rooh Mere Jisam Mein Na Hi Ho Saans Meri Hayaat Mein Phir Bhi Basay Ho Meri Zaat Mein

Image
Main Aksar Ye Sochta Hon Tumhein Kion Itna Main Sochta Hon Tum Nahi Rooh Mere Jisam Mein Na Hi Ho Saans Meri Hayaat Mein Phir Bhi Basay Ho Meri Zaat Mein

Mujhe hayat meri marzi se melti agar Tera wajood meri rooh mein sela hota

Image
Mujhe hayat meri marzi se melti agar Tera wajood meri rooh mein sela hota

Meri manzelain bhi aajeeb thain Mera faiz bhi tha kamal par Kabhi sab kuch mela bina talab Kabhi kuch na mela sawal par

Image
Meri manzelain bhi aajeeb thain Mera faiz bhi tha kamal par Kabhi sab kuch mela bina talab Kabhi kuch na mela sawal par

Gulshan Gulshan shola e gul ki zulf e Saba ki baat chali Harf e junoo ki band e gira ki jurm o saza ki baat chali

Image
Gulshan Gulshan shola e gul ki zulf e Saba ki baat chali Harf e junoo ki band e gira ki jurm o saza ki baat chali Zinda zinda shor e junoo hai mausam Gul ke aane se Mehfil mehfil abke baras har bagh e wafa ki baat chali Ahd e sitam hai dekhe ham aashufta sarou par kya guzre Shahar me uske band e kaba ki rang e heena ki baat chali Ek huwa deewana ek ne sar teshe se phod liya Kaise kaise log the jinke rasm e wafa ki baat chali Asghar Saleem

Bakhash Deta Hai Woh Khataon Ko Haath Uthtay Hain Jab Duaon Ko

Image
بخش دیتا ہے وہ خطاؤں کو ہاتھ اٹھتے ہیں جب دعاؤں کو دل سے گرتا ہوں جب میں سجدوں میں دور کرتا ہے سب بلاؤں کو میں پرندہ ہوں تھک بھی جاتا ہوں پر لگاتا ہے وہ فضاؤں کو یہ عطا ہے, یہ اُس کی رحمت ہے میں مُسخّر کروں خلاؤں کو وقت کی سختیوں کو ٹالے وہ وہی لاتا ہے دھوپ چھاؤں کو بس اک اللہ ہمیں بہت کافی توڑ باقی سبھی خداؤں کو کبھی دے کے مجھے، کبھی لے کر وہ پرکھتا مری وفاؤں کو سوچ ماتھے پہ وہ اگر لکھ دے کون پوچھے گا پارساؤں کو ایک یہ معجزہ ہی کیا کم ہے وہ ملاتا ہے ہمنواؤں کو سب تکبّر، غرور چھین مرا اور مٹا دے سبھی اناؤں کو ایک اللہ نہ گر سنے ابرک کون سنتا ہے ہم گداؤں کو اتباف ابرک

Yaad rakkho to dil ke paas hain hum Bhool jaao to faasley hain bahot

Image
Yaad rakkho to dil ke paas hain hum Bhool jaao to faasley hain bahot

Rukh Bhi Dikhlaao Mujhe Zulf-E-Siyah-Faam Ke Baad Qayada Hai Keh Sahar Hoti Hai Har Shaam Ke Baad

Image
*** Rukh Bhi Dikhlaao Mujhe Zulf-E-Siyah-Faam Ke Baad *** *** Qayada Hai Keh Sahar Hoti Hai Har Shaam Ke Baad ***

Wafaon Se Mukar Jana Humain Aya Nahi Ab Tak Jo Waqif Na Hon Chahat Se Hum Un Se Zid Nahi Karte

Image
Wafaon Se Mukar Jana Humain Aya Nahi Ab Tak Jo Waqif Na Hon Chahat Se Hum Un Se Zid Nahi Karte

Du Gulo Dak Aorbal Pre Teet Kr'ra Ku Shereen Yaar Pa Zankadan Vii Rogh Ba Sheena

Image
د ګلـو ډک اوربل پرې ټیټ کړه که شیرین یار په ځنکدن وي روغ به شینه Du Gulo Dak Aorbal Pre Teet Kr'ra Ku Shereen Yaar Pa Zankadan Vii Rogh Ba Sheena

Us Ki Aankhon Ko Kabi Ghor Se Dekha Hai Faraz Rone Walon Ki Tarah Jagne Walon Jesi

Image
Us Ki Aankhon Ko Kabi Ghor Se Dekha Hai Faraz Rone Walon Ki Tarah Jagne Walon Jesi

LAUT AAO K MUNTAZIR HA NIGAAH IS SE PEHLAY K LAUH-E-QISMAT PAR BAAB-E-ULFAT TAMAM HO JAE IS SE PEHLAY K SHAAM HO JAAE

Image
لوٹ آئو کہ منتظر ہے نگاہ اس سے پہلے کہ لوح قسمت پر باب الفت تمام ہو جائے اس سے پہلے کہ شام ہو جائے LAUT AAO K MUNTAZIR HA NIGAAH IS SE PEHLAY K LAUH-E-QISMAT PAR BAAB-E-ULFAT TAMAM HO JAE IS SE PEHLAY K SHAAM HO JAAE

Di Mu’azzin Ne Shab-E-Vasl Azaaan Pichhli Raat Haay Kambakht Ko Kis Waqt Khuda Yaad Aaya

Image
Di Mu’azzin Ne Shab-E-Vasl Azaaan Pichhli Raat Haay Kambakht Ko Kis Waqt Khuda Yaad Aaya Daagh Dehlvi

Sayyaad daam-e-zulf se mujh ko reha kare Woh din tamaam umar na aaye khuda kare

Image
Sayyaad daam-e-zulf se mujh ko reha kare Woh din tamaam umar na aaye khuda kare Le de ke reh gaya hai yahi ek aasra Aisa kabhii na ho ke woh tarq-e-wafa kare Josh Malihabadi

Tum kaali siyahi se likho ya lal se kuch yaadein to hari hi reh jaayegi

Image
Tum kaali siyahi se likho ya lal se kuch yaadein to hari hi reh jaayegi

Umar Ik Khuwaab Sajaane Mein Gayi Teri Tasveer Banaaney Mein Gayi

Image
عُمر اِک خواب سجانے میں گئی تیری تصویر بنانے میں گئی Umar Ik Khuwaab Sajaane Mein Gayi Teri Tasveer Banaaney Mein Gayi رہ گئی کُچھ تو تیرے سُننے میں آور کُچھ آپنے سُنانے میں گئی Reh Gayi  Kuchh To Tere Sun'ne Mein Aur Kuchh Apne Sunaane Mein Gayi

Us Ko Juda Hoye Bhi Zamana Bohat Hua Ab Kya Kahen Ye Qissa Purana Bohat Hua

Image
Us Ko Juda Hoye Bhi Zamana Bohat Hua Ab Kya Kahen Ye Qissa Purana Bohat Hua Dhalti Na Thi Kisi Bhi Jatan Se Shab-e-firaq Ai Marg-e-na-gahan Tera Aana Bohat Hua Ham Khuld Se Nikal To Gaye Hain Par Ai Khuda Itne Se Waqiye Ka Fasana Bohat Hua Ab Ham Hain Aur Sare Zamane Ki Dushmani Us Se Zara Sa Rabt Barhana Bohat Hua Ab Kyun Na Zindagi Pe Mohabbat Ko Waar Dain Is Aashiqi Mein Jaan Se Jana Bohat Hua Ab Tak To Dil Ka Dil Se Ta’aaruf Na Ho Saka Mana Ki Us Se Milna Milana Bohat Hua Kya Kya Na Ham Kharaab Hoye Hain Magar Ye Dil Ai Yaad-e-yaar Tera Thikaana Bohat Hua Kahta Tha Naasehon Se Mere Munh Na Aaiyo Phir Kya Tha Ek Huu Ka Bahaana Bahut Hua Lo Phir Tire Labon Pe Usi Bewafa Ka Zikr Ahmad ‘faraz’ Tujh Se Kaha Na Bohat Hua