Posts

Showing posts from July, 2018

Phir Se Aaya Chunav Hai Abrak Chalo Phir Vote Aazmata Hon (Itbap Abrak)

Image
جو نہ ہوتا ہے وہ دکھاتا ہوں اپنے کرتوت سب چھپاتا ہوں دل ہی دل خوب مسکراتا ہوں خود کو خادم میں جب بتاتا ہوں سیہ لگنے لگے سفید مرا بات اس طور سے گھماتا ہوں روپ لیڈر کا پر لٹیرا ہوں بس نقابوں میں سج کے آتا ہوں لوٹتا ہوں میں اس صفائی سے چور کا شور خود مچاتا ہوں جب بھی آئیں چناو کی گھڑیاں شعبدہ بازیاں دکھاتا ہوں جینا مشکل ہے اقتدار بنا سو میں ہر داو آزماتا ہوں عزتیں ووٹ کو یوں دیتا ہوں ووٹ کی قیمتیں لگاتا ہوں زور سے، مال سے، خرید کے سب پھر کئی سال میں کماتا ہوں ہے یہ جمہور کھیل میرے لئے ہر اناڑی سے جیت جاتا ہو ں میرا ہتھیار ہے سیاست یہ بھائی بھائی سے میں لڑاتا ہوں گویا نعرے سبھی پرانے ہیں نئے سُر تال بس لگاتا ہوں صرف بھاشن ہیں میرے سب وعدے جیت کر سب میں بھول جاتا ہوں پُر یقیں ہے نظام بوسیدہ جیتے کوئی بھی میں ہی آتا ہوں یہاں جمہور ہو یا آمر ہو میں ہی سب ڈوریاں ہلاتا ہوں پھر سے آیا چناو ہے ابرک چلو پھر ووٹ آزماتا ہوں اتباف ابرک

Fikr e sood o ziyan na kar saii Ye muhabbat hai karobar nahi

Image
فکرِ سود و زیاں نہ کر سائیں یہ محبت ہے کاروبار نہیں Fikr e sood o ziyan na kar saii Ye muhabbat hai karobar nahi

Maza Barsat Ka Dekho To In Aankho Me Aa Baitho Safedi Hai, Siyahi Hai, Shafaq Hai, Abr-e-Baran Hai

Image
Maza Barsat Ka Dekho To In Aankho Me Aa Baitho Safedi Hai, Siyahi Hai, Shafaq Hai, Abr-e-Baran Hai

Na Jane Kaun Si Sazishon Ka Hum Shikaar Ho Gaye Ke Jitne Saaf Dil Thy, Itne Daaghdaar Ho Gaye

Image
‏ناجانـــے کون سی سازشــــــــوں کا ہـــــــم شــکار ہــوگئـے کــــــــے جتنـــے صـــافــ دل تھـــــے اتنــــے داغ دار ہــوگئـے Na Jane Kaun Si Sazishon Ka Hum Shikaar Ho Gaye Ke Jitne Saaf Dil Thy, Itne Daaghdaar Ho Gaye......!!

Angoor Sy Pohncha Tha Na Injeer Sy Pohncha Ras Rooh Talak Bosey Ki Taaseer Sy Pohncha

Image
انگور سے پہنچا تھا نہ انجیر سے پہنچا رس رُوح تلک بوسے کی تاثیر سے پہنچا پھر مُند گئیں دروازے کو تکتی ھُوئی آنکھیں پیغام رساں تھوڑی سی تاخیر سے پہنچا عُجلت میں پڑے لڑکو ! سُنو میری کہانی مَیں عشق تلک صبر کی تدبیر سے پہنچا قیدی کے خطوں پر بڑے پہرے تھے، لہٰذا پیغام مٹائی ھُوئی تحریر سے پہنچا قبل اس کے کہ جن قتل ھی کردیتا پری کو شہزادہ کوئی مُلکِ اساطیر سے پہنچا پھر پنجتَنِ پاک کی تقدیس بتانے پیغامِ خُدا آیۂ تطہیر سے پہنچا وہ گھاؤ ھے گہرا کہ جو پہنچا ھے زباں سے اُس زخم کی نسبت کہ جو شمشیر سے پہنچا آنکھوں سے تو ٹپکے گا جو دُکھ اندھے گدا کو اک گالیاں دیتے ھُوئے رھگیر سے پہنچا ! ورنہ تو میرے پاس عمَل تھے نہ عَلَم تھا مَیں مولا تلک نوحۂ دلگیر سے پہنچا ! پہنچی مرے دل تک تری آواز کی تاثیر پھر مَیں ترے در تک اُسی تاثیر سے پہنچا درکار تھا کُچھ رنگ حُریّت کے عَلَم کو پھر تازہ لہُو وادئ کشمیر سے پہنچا ثروت ھو کہ اظہار ھو، تابش ھو کہ جاذب فارس ! ھمیں سب فیضِ سُخن میر سے پہنچا رحمان فارس Angoor Sy Pohncha Tha Na Injeer Sy Pohncha Ras Rooh Talak Bosey ...

Dil Mein Ik Jaan e Tamanna Ne Jagah Paai Hai Aaj Gulshan Mein Nahi Ghar Mein Bahaar Aai Hai

Image
دل میں اک جان_تمنا نے جگہ پائی ہے آج گلشن میں نہیں گھر میں بہار آئی ہے آ گیا میرے تصور میں کوئی پردہ نشیں آج ہر چیز نظر آنے لگی مجھ کو حسیں کیا کہوں میں بڑی دلکش میری تنہائی ہے ... بہکی بہکی نشہء حسن میں کھوئی کھوئی جیسے خیام کی رنگین رباعی کوئی دل کے شیشے میں پری بن کے اتر آئی ہے ... حسن کے سامنے اظہار_وفا ہے مشکل کاش چھپ کر ہی وہ سن لیں میرا افسانہء دل جس نے یہ پیار کی منزل مجھے دکھلائی ہے آج گلشن میں نہیں گھر میں بہار آئی ہے ... شکیل بدایونی Dil Mein Ik Jaan e Tamanna Ne Jagah Paai Hai Aaj Gulshan Mein Nahi Ghar Mein Bahaar Aai Hai Aa Gaya Mere Tasawwer Mein Koi Parda-Nasheen Aaj Har Cheez Nazar Aanay Lagi Mujhko Haseen Kia Kahon Main Badi Dil-Kash Meri Tanhaai Hai Behki Behki Nasha e Husn Mein Khoi Khoi Jaise Khayam Ki Rangeen Rubai Koi Dil K Sheeshay Mein Pari Ban K Utar Aai Hai Husn K Saamnay Izhaar e Wafa Hai Mushkil Kaash Chup Kar Hi Woh Sun Len Mera Afsana e Dil Jis Ne Ye Piyar Ki Manzil Mujhe Dekhlai Hai Aaj Gulshan Mein Nahi Ghar Mein...

Ummar bhar Rehay, Teri Justujo main Hum Tu Na milla kissi kafir ko, jannat ki tarah

Image
عمر بھر رھے تیری جستجو میں ھم تُو نہ ملا کسی کافر کو جنت کی طرح Ummar bhar Rehay, Teri Justujo main Hum Tu Na milla kissi kafir ko, jannat ki tarah

Jugnoo se bhala kya teergi door hongi raah ki Wo charag koi charag hai? na jala hua na bujha hua

Image
Jugnoo se bhala kya teergi door hongi raah ki Wo charag koi charag hai? na jala hua na bujha hua

Banda parwar koi khairaat nahi Hum Wafaon Ka Sila Mangtay Hain

Image
بندہ پرور کوئی خیرات نہیں ہم وفاؤں کا صلہ مانگتے ہیں Banda parwar koi khairaat nahi Hum Wafaon Ka Sila Mangtay Hain

Na Khuda parast mile , Na Butt parast mile Faqeer jahaan bhi mile , Ishq mein mast mile

Image
Na Khuda parast mile , Na Butt parast mile Faqeer jahaan bhi mile , Ishq mein mast mile

Jin Waadiyon Ke Log Luttey , Ghar Ujarh Gayey Unn Waadiyon , Mein Kiya Hai Tera Kaam ! Chandni

Image
جِن وادیوں۔ کے لوگ لُٹے ، گھَر اُجڑ چُکے اُن۔ وادیوں میں۔ کیا ہے تیرا کام چاندنی Jin Waadiyon Ke Log  Luttey , Ghar Ujarh Gayey Unn Waadiyon , Mein Kiya Hai Tera Kaam ! Chandni

Buhat koshish main karta hon Andhe’re khatm hon lekin ! Kahin jugno nahin milta Kahin par chand aadha hai

Image
Suno ! Buhat koshish main karta hon Andhe’re khatm hon lekin ! Kahin jugno nahin milta Kahin par chand aadha hai

Muhab'bat seekh lo hum sy Kahien karni na parr jaaye

Image
محبت سیکھ لو ہم سے کہیں کرنی نہ پڑ جائے Muhab'bat seekh lo hum sy Kahien karni na parr jaaye Go Ahead: Ask Me ... Ask Me About Love, And I Will Tel You The Essence of Madness! Rumi

Main wo sahra jise paani ki hawas le Doobi tuu wo badal jo kabhi toot ke barsa hi nahin

Image
Main wo sahra jise paani ki hawas le Doobi tuu wo badal jo kabhi toot ke barsa hi nahin

Tamashe yahaan sab ishq hi nahi karta Is pet ne bhi di hain ruswaiyan buhat

Image
Tamashe yahaan sab ishq hi nahi karta Is pet ne bhi di hain ruswaiyan buhat

Dekho meri nigaah se aaghaz e fasl e gul Patthar bhi sabza posh huye hain bahaar mein

Image
Dekho meri nigaah se aaghaz e fasl e gul Patthar bhi sabza posh huye hain bahaar mein

Tera Husn Ho Mera Ishq Ho Tera Husn Ho Mera Ishq Ho To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho

Image
Tera Husn Ho Mera Ishq Ho Tera Husn Ho Mera Ishq Ho To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho Kabhi Main Milon, Kabhi Tu Milay Kabhi Hum Milain, Mulaqaat Ho Kabhi Tu Ho Chup, Kabhi Main Hoon Chup Kabhi Dono Hum Chup Chaap Hoon Kabhi Guftagu Kabhi Tazkiray Kabhi Zikar Ho Ko'i Baat Ho Kabhi Visaal Ho To Din Ko Ho Kabhi Hijar Ho To Voh Raat Ho Kabhi Main Tera Kabhi Tu Meri Kabhi Sath Main Kabhi Sath Tu Kabhi Ek Doojay Ka Sath Ho Kabhi Sohbatain, Kabhi Ranjishain Kabhi Dooriyan, Kabhi Qurbatain Kabhi Ulfatain, Kabhi Nafratain Kabhi Jeet Ho, Kabhi Maat Ho Kabhi PhooL Ho Kabhi Dhool Ho Kabhi Yaad Ho, Kabhi BhooL Ho Rahain Muskuratay Pyaar Main Khilain Phool Ban K Bahaar Main Na Nashaib Ho Na Faraaz Ho Na Nasab Ho Na He Zaat Ho Rahain Muskuratay Pyaar Main Khilain Phool Ban K Bahaar Main Na Zameen Ko'i Na Falak Ko'i Na Vajood Ho Na He Zaat Ho Tera Husn Ho Mera Ishq Ho To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho..!!

Jis Ki Aawaaz Mein Salwat Ho Nigahoon Mein Shikan Aisi Tasweer Ke Tukday Nahi Joday Jate

Image
جس کی آواز میں سلوٹ ہو نگاہوں میں شکن ایسی تصویر کے ٹکڑے نہیں جوڑا کرتے Jis Ki Aawaaz Mein Salwat Ho Nigahoon Mein Shikan Aisi Tasweer Ke Tukday Nahi Joday Jate

Wo chale tou nahi hain mere saath saath kabhi Baarish k mousam main Phir bhi ye barsaat jab bhi aati hai unki yaad bahoot sataati hai

Image
Wo chale tou nahi hain mere saath saath kabhi Baarish k mousam main Phir bhi ye barsaat jab bhi aati hai unki yaad bahoot sataati hai Ban k baadal meri aanken bhi baras jaati hain jaise ban k boondain bhigo deta hai Aasman zamin ko Jab jab Aasman Ko Zameen se milne ki tarap sataati hai bas kuch aisi hi haalat mere iss dil ki bhi ho jaati hai

Ishq Ko Jism Ki Hajat To Nahi Ishq, Ay Dost Tijarat To Nahi

Image
Ishq Ko Jism Ki Hajat To Nahi Ishq, Ay Dost Tijarat To Nahi Lafz, Tasveer Teri Bante Gaye Ye Mohabbat Ki karamat To Nahi Kuch To Rone Ka Sabab Hai Warna Chashm-e-Hairan Ki Ye Aadat To Nahi Bas Nibhate Hain Yunhi Tujhse Hum Zindagi Teri Zarurat To Nahi Puchta Hai Ye Maseeha Mujhse Saans Lene Me Sahulat To Nahi Main Jo Tabe Nahi Hun Khud Apne Mujhpe Ab Teri Hukumat To Nahi Main Bhi Dil Me Hun Tere Duniya Bhi Ye Mohabbat Me Dayanat To Nahi Aaj Lab Par Nahi Jo Naam Tera Waqt-e- Aakhir Ki Alamat To Nahi....!! عشق کو جسم کی حاجت تو نہیں عشق اے دوست تجارت تو نہیں لفظ تصویر تری بنتے گئــے یہ محبت کی کرامت تو نہیں...؟ کچھ تو رونے کا سبب ہے ورنہ چشمِ حیراں کی یہ عادت تو نہیں بس نبھاتے ہیں یونہی تجھ سے ہم زندگی تیری ضرورت تو نہیں پوچھتا ہے یہ مسیــحا مجھ سے سانس لینے میں سہولت تو نہیں....؟ میں جو تابع نہیں ہوں خود اپنے مجھ پہ اب تیری حکومت تو نہیں....-؟ میں بھی دل میں ہوں ترے دنیا بھی یہ محبت میں دیانت تو نہیں آج لب پـر ...

hum bnaayenge yahaan 'saghar' nayi tsveer e shauq hum takhyyul k mujaddid hum tasawwor k imaam

Image
Today 44th Death Anniversary Most famous urdu poet who live his tragedy life and died on a street corner of Lahore "Saghar Siddiqui" (Muhammad Akhtar) 1928 Ambala, India -19 July 1974 Lahore, Pakistan Pen name- Saghar Saghar Siddiqui was born in 1928 in Ambala (in united Punjab under British India). Siddiqui started writing poetry as a child. He moved to Amritsar(Punjab), in search of work and used to make wooden combs while writing Urdu poetry. For some time he used Nasir Hijazi as his pen name, but later he switched to Saghar Siddiqui.When 16 years old, he regularly started attending mushairas (poerty recitals) in Jalandhar, Ludhiana and Gurdaspur. In 1947, when he was 19, he migrated to Pakistan during the independence and settled in Lahore. In those days with his slim appearance, wearing pants and boski (yellow silky cloth) shirts, with curly hair, and reciting beautiful ghazals in a melodious voice, he became a huge success. He had some tragic tu...

Wafaon Se Mukar Jana Humain Aya Nahi Ab Tak Jo Waqif Na Hon Chhahat Se Hum Un Se Zid Nahi Karte

Image
Wafaon Se Mukar Jana Humain Aya Nahi Ab Tak Jo Waqif Na Hon Chhahat Se Hum Un Se Zid Nahi Karte

Phir Na Simtay Gi Muhabbat Jo Bikhar Jay Gi Zindgi Zulf Nahi Phir Sanwar Jay Gi Tham Lo Haath Us Ka Jo Piyar Kary Tum Sy Ye Zindgi Thahre Gi Nahi Jo Guzar Jy Gi

Image
Phir Na Simtay Gi Muhabbat Jo Bikhar Jay Gi Zindgi Zulf Nahi Phir Sanwar Jay Gi Tham Lo Haath Us Ka Jo Piyar Kary Tum Sy Ye Zindgi Thahre Gi Nahi Jo Guzar Jy Gi

arzoo teri barkarar rahey dil ka kia hae raha raha na raha

Image
  آرزو تیری برقرار رہے دل کا کیا ہے رہا رہا نہ رہا  arzoo teri barkarar rahey dil ka kia hae raha raha na raha  'आरज़ू' तेरी बरक़रार रहे  दिल का क्या है रहा रहा न रहा 

Jo Karte Thay Khul Ke Dushmani , Wo Log Mujhe Raas Thay Ye Zehr Bhari Muskurahatein , Ye Raqabatein Mujhe Dha Gai

Image
جو کرتے تھے کھل کے دشمنی , وہ لوگ مجھے راس تھے یہ ذہر بھری مسکراہٹیں , یہ رقابتیں مجھے ڈھا گئ جو رسیاءہیں دہرے معیار کے , جو چھپے ہیں تہرے نقاب میں ہیں دلوں میں کچھ , زباں پہ کچھ , یہ منافقاتیں مجھے کھاگئ عروج واسطی Jo Karte Thay Khul Ke Dushmani , Wo Log Mujhe Raas Thay Ye Zehr Bhari Muskurahatein , Ye Raqabatein Mujhe Dha Gai Jo Raseya Hain Duhre Ma'ayar Ke , Jo Chhupay Hain Tehre Naqaab Mein Hain Dilon Mein Kuch , Zubaan Pe Kuch , Ye Munafaqatein Mujhe Kha Gai Urooj Wasti  

Ye muhabbat ka shehr hai janab Yahan savera suraj se nahi kisi ke deedar se hota hai

Image
Ye muhabbat ka shehr hai janab Yahan savera suraj se nahi kisi ke deedar se hota hai

BE ZUBANI ZUBAN NA HO JAE

Image

ye khuley khuley se gesoo inhein tu laakh snwaarey mere haath se snwrtey to kuchh aur baat hoti

Image
ye khuley khuley se gesoo inhein tu laakh snwaarey mere haath se snwrtey to kuchh aur baat hoti

Dard Deny Ka Tujhe Bhi Shouq Tha Buhat Aur Phir Dekh Hum Ne Bhi Sehny Ki Inteha Kar Di

Image
Dard Deny Ka Tujhe Bhi Shouq Tha Buhat Aur Phir Dekh Hum Ne Bhi Sehny Ki Inteha Kar Di

Hawa Ki Lehron Pe Dolte Kuch Khizan Raseeda Ye Zard Patte Kisi Ki Chahat Me Tera Bhi Gar, Ye Haal Hota Kamaal Hota

Image
Hawa Ki Lehron Pe Dolte Kuch Khizan Raseeda Ye Zard Patte Kisi Ki Chahat Me Tera Bhi Gar, Ye Haal Hota Kamaal Hota..!!

Un aankhon ka aalam, ghulabi ghulabi Mere dil ka aalam, sharabi sharabi

Image
Un aankhon ka aalam, ghulabi ghulabi Mere dil ka aalam, sharabi sharabi Nigahon ne dekhi, muhabbat ne maani Teri bemisali, teri la-jawaabi Ye duz-deeda nazarein, ye raftaar-e-naazuk Inheen ke badaulat hui hai kharaabi Khuda ke liye apni nazron ko roko Tamanna bani ja rahi hai jawabi Hai Behzad unki nigah-e-karam par Meri na-muradi meri kaamayabi Behzad Lucknavi

Intezaar Zehr Nazarandazi Qehr Ishq Ko Yunhi Qatil Nahi Kehty

Image
انتظار زہر نظر اندازی قہر عشق کو یوں ہی قاتل نہیں کہتے Intezaar Zehr Nazarandazi Qehr Ishq Ko Yunhi Qatil Nahi Kehty

Wohi tooti hui kashti hai apni Wohi thehra hua darya hamara Kisi janib nahi khulte dareeche Kahin jata nahi rastaa hamara

Image
Wohi tooti hui kashti hai apni Wohi thehra hua darya hamara Kisi janib nahi khulte dareeche Kahin jata nahi rastaa hamara Ahmad Mushtaq

Mujh se kahta hai koi aap pareshan na hon Meri zulfon ko to aadat hai Pareshani ki

Image
Mujh se kahta hai koi aap pareshan na hon Meri zulfon ko to aadat hai Pareshani ki

Sorat Jinki Ujli Ujli Man Tareek Samandar Hon Aise Pyare Yaron Se Mohsin, Sehraon Ke Naag Bhale

Image
Sorat Jinki Ujli Ujli Man Tareek Samandar Hon Aise Pyare Yaron Se Mohsin, Sehraon Ke Naag Bhale

Rawa Mi Ghesto Rang Du Soor Gulaab Du Rangeeno Na Khaloona Mi Kr'ral Jor'r Warla Khaista Du Toro Shpo Na

Image
راوه می غَستو رنګ د سور ګلاب د رنګینو نہ خالونہ می کړل جوړ ورلہ خائستہ د تورو شپو نہ نازونہ اداګانے می را جمع د نرگس کړی خکلہ می ورلہ راوړه د سحر د پلوشو نہ خندا می ورلہ راوړه د ګلونو د خندا نہ وفا می ورله راوړه د پتنګ او د بورا نہ نو کاغذ می ورتہ زړه کړو مصور می کړلو زان دی هر سہ نہ می جوړ کړو لو تصویر د خپل جانان غنی خان بابا Rawa Mi Ghesto Rang Du Soor Gulaab Du Rangeeno Na Khaloona Mi Kr'ral Jor'r Warla Khaista Du Toro Shpo Na Nazoona Adagany Mi Rajama Du Nargas Kr're Khukola Mi Warla Raor'ra Du Sahar Du Palwasho Na Khanda Mi Warla Raor'ra Du Guloono Du Khanda Na Wafa Mi Warla Raor'ra Du Patang Ao Du Bora Na Nu Kaghaz Mi Warta Zr'ru Kr'ro Musawwir Mi Kr'ralo Zaan De Har Sa Na Mi Jor'r Kr'ralo Tasweer Du Khpal Janaan Ghani Khan Baba

Chalty Chalty Do Neno Ne Taak Ke Aisa Waar Kia Doob Gaien Woh Nabzein Jinko Harkat Me Asani Thi

Image
چلتے چلتے دو نینوں نے  تاک کے ایسا وار کیا ڈوب گئیں وہ نبضیں جن کو حرکت میں آسانی تھی (رزب تبریز) Chalty Chalty Do Neno Ne Taak Ke Aisa Waar Kia Doob Gaien Woh Nabzein Jinko Harkat Me Asani Thi Razab Tabraiz

Hawa Mein Meri Ana Bhigti Rahi Warna Main Aashyane Mein Barsaat Kaat Sakta Tha

Image
Hawa Mein Meri Ana Bhigti Rahi Warna Main Aashyane Mein Barsaat Kaat Sakta Tha

Pareshaan hai dill aur zindagi udass bhee Tanha hun main aur sab kuch mere pas bhee Lagta hai main hoon pr main hoon bhee nhi Sab kuch mila mujhe jaise kuch mila hee nhi

Image
Pareshaan hai dill aur zindagi udass bhee Tanha hun main aur sab kuch mere pas bhee Lagta hai main hoon pr main hoon bhee nhi Sab kuch mila mujhe jaise kuch mila hee nhi

Wo Mujhko Chhor Kar Mujh Jaisa Talash Karta Hai Wo Be Wafa Ban Kar Wafa Talash Karta Hai.

Image
وہ مجھکو چھوڑ کر مجھ جیسا تلاش کرتا ھے وہ بیوفا بن کر وفا  تلاش کرتا ھے Wo Mujhko Chhor Kar Mujh Jaisa Talash Karta Hai Wo Be Wafa Ban Kar Wafa Talash Karta Hai.....!!

Gorion Ke Jurm Itny Dil-Faraib Ho Gaye Sanvli Ke Haq Me Aaj Aik Bhi Gawaah Nahi

Image
گوریوں کے جرم اتنے 🖤 دل فریب ہو گئے سانولی کے حق میں آج ایک بھی گواہ نہیں (رزب تبریز) Gorion Ke Jurm Itny Dil-Faraib Ho Gaye Sanvli Ke Haq Me Aaj Aik Bhi Gawaah Nahi Razab Tabraiz

Kis ki khushbo se dar o bam mehke mehke Kon jalta hai tere sheher me sandal ki tarha

Image
Kis ki khushbo se dar o bam mehke mehke Kon jalta hai tere sheher me sandal ki tarha

Kabhi bepanaah baras parii Kabhi gum si hai Ye baarish bhi kuch kuch Tum si hai

Image
Kabhi bepanaah baras parii Kabhi gum si hai Ye baarish bhi kuch kuch Tum si hai

Sitamgar! tum se umeed e karam ho gi, jinhen ho gi Humein to dekhna ye hai keh tu zalim kahan tak hai

Image
ستمگر! تم سے امید کرم ہو گی، جنہیں ہو گی ہمیں تو دیکھنا یہ ہے کہ تو ظالم کہاں تک ہے Sitamgar! tum se umeed e karam ho gi, jinhen ho gi Humein to dekhna ye hai  keh tu zalim kahan tak hai

Iss Se Pehly Jag Mujhe Fursat Nahi Deta Hijar Ki Taash Khelta Hon Aadhi Shab Ke Baad

Image
اس سے پہلے جگ مجھے فرصت نہیں دیتا ہجر کی تاش کھیلتا ہوں آدھی شب کے بعد (رزب تبریز) Iss Se Pehly Jag Mujhe Fursat Nahi Deta Hijar Ki Taash Khelta Hon Aadhi Shab Ke Baad Razab Tabraiz

hijar ki raat ye har doobtey taarey ne kaha hum na kehtey they na ayengy wo aye to nahi

Image
ہجر کی رات یہ ہر ڈوبتے تارے نے کہا ہم نہ کہتے تھے نہ آئیں گے وہ آئے تو نہیں  hijar ki raat ye har doobtey taarey ne kaha hum na kehtey they na ayengy wo aye to nahi

Maahir Tha Woh Syasat e Hijr o Wisaal Main Us Nay Kabhi Raqeeb Ko Chaha Kabhi Humain

Image
Maahir Tha Woh Syasat e Hijr o Wisaal Main Us Nay Kabhi Raqeeb Ko Chaha Kabhi Humain ماہر تھا وہ سیاست ہجر و وصال میں اس نے کبھی رقیب کو چاہا کبھی ہمیں

Dar-e-Zindan Pe Dastak Ahista do Meri Jaan Dewaney So Rahey Hain Shab-e-Tanhai Guzar Ke

Image
Dar-e-Zindan Pe Dastak Ahista do Meri Jaan Dewaney So Rahey Hain Shab-e-Tanhai Guzar Ke