Jo Karte Thay Khul Ke Dushmani , Wo Log Mujhe Raas Thay Ye Zehr Bhari Muskurahatein , Ye Raqabatein Mujhe Dha Gai
جو کرتے تھے کھل کے دشمنی , وہ لوگ مجھے راس تھے
یہ ذہر بھری مسکراہٹیں , یہ رقابتیں مجھے ڈھا گئ
جو رسیاءہیں دہرے معیار کے , جو چھپے ہیں تہرے نقاب میں
ہیں دلوں میں کچھ , زباں پہ کچھ , یہ منافقاتیں مجھے کھاگئ
یہ ذہر بھری مسکراہٹیں , یہ رقابتیں مجھے ڈھا گئ
جو رسیاءہیں دہرے معیار کے , جو چھپے ہیں تہرے نقاب میں
ہیں دلوں میں کچھ , زباں پہ کچھ , یہ منافقاتیں مجھے کھاگئ
عروج واسطی
Jo Karte Thay Khul Ke Dushmani , Wo Log Mujhe Raas Thay
Ye Zehr Bhari Muskurahatein , Ye Raqabatein Mujhe Dha Gai
Jo Raseya Hain Duhre Ma'ayar Ke , Jo Chhupay Hain Tehre Naqaab Mein
Hain Dilon Mein Kuch , Zubaan Pe Kuch , Ye Munafaqatein Mujhe Kha Gai
Urooj Wasti
Comments
Post a Comment