Posts

Showing posts from January, 2020

Jo aa ke rukay daman pe SABA wo ashk nahi hai pani hai , Jo ashk na chalkey ankhon se uss ashk ki qeemat hai

Image

Aankhien bhee derkhanoo ki Zuban bolnien lageen Ojhal huwa wo shakhs tu kuhram mach gaye

Image
آنکھیں بھی دھڑکنوں کی زباں بولنےلگیں اوجھل ہوا وہ شخص تو ، کہرام مچ گی  Aankhien bhee derkhanoo ki Zuban bolnien lageen Ojhal huwa wo shakhs tu kuhram mach gaye

SABHI KE DEEP SUNDAR HAIN HAMARE KYA TUMHARE KYA UJALA HAR TARAF HAI IS KINARE US KINARE KYA

Image
SABHI KE DEEP SUNDAR HAIN HAMARE KYA TUMHARE KYA UJALA HAR TARAF HAI IS KINARE US KINARE KYA

Main khayal hoon kisi aur ka, mujhay sochta koi aur hai Sar e aaina mera aks hai, pas e aaina koi aur hai

Image
Main khayal hoon kisi aur ka, mujhay sochta koi aur hai Sar e aaina mera aks hai, pas e aaina koi aur hai Main kisi ke dast e talab main hoon to kisi ke harf e dua main hoon Main naseeb hoon kisi aur ka, mujhay mangta koi aur hai Ajab aitabar o bay aitabari kay darmiyan hai zindagi Main qareeb hoon kisi aur kay, mujhay janta koi aur hai Meri roshni teray khud o khaal say mukhtalif to nahi magar Tu qareeb aa tujhay daikh loon, to wohi hai ya koi aur hai Tujhay dushmanon ki khabar na thi mujhay doston ka pata na tha Teri dastan koi aur thi, mera waqea koi aur hai Wohi munsifon ki riwayatain, wohi faislon ki ibaratain Mera jurm to koi aur tha, peh meri saza koi aur hai Kabhi laut aain to poochna nahi dekhna unhain ghaur say jinhain rastay main khabar hui keh yeh rasta koi aur hai Saleem Kauser

Chand nikla tha magar baat na thi pahley sii Yeh mulaaqat, mulaaqat na thi pahley sii

Image
Chand nikla tha magar baat na thi pahley sii Yeh mulaaqat, mulaaqat na thi pahley sii Ranj kuch Kam to huwa aaj terey milney say Yeh alag baat, Keh woh baat na thi pahley sii

mujh ko mery wujood ki had tak na janiye bey had hoon,bey hisaab hoon,bey inteha hoon main

Image
ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﻣﯿﺮﮮ ﻭﺟﻮﺩ ﮐﯽ ﺣﺪ ﺗﮏ ﻧﮧ ﺟﺎﻧﺌﮯ ﺑﮯ ﺣﺪ ﮨﻮﮞ، ﺑﮯ ﺣﺴﺎﺏ ﮨﻮﮞ، ﺑﮯ ﺍِﻧﺘﮩﺎ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ mujh ko mery wujood ki had tak na janiye bey had hoon,bey hisaab hoon,bey inteha hoon main

Tairay haath banaon pencil say Phir haath pe tairay, haath rakhoon

Image
تیرے ہاتھ بناؤں پنسل سے پھر ہاتھ پہ تیرے ہاتھ رکھوں Tairay haath banaon pencil say Phir haath pe tairay, haath rakhoon

Main Teri tasweer tankoon aur phir Asman say chand ko chalta karoon

Image
میں تری تصویر ٹانکوں اور پھر آسماں سے چاند کو چلتا کروں Main Teri tasweer tankoon aur phir Asman say chand ko chalta karoon

Yehi Nahi k faqt hum hi iztrab mein hein humaray bhoolny waly bhi is Azab mein hein

Image
ﯾﮩﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮧ ﻓﻘﻂ ﮨﻢ ﮨﯽ ﺍﺿﻄﺮﺍﺏ ﻣﯿﮟ ﮨﯿﮟ ﮨﻤﺎﺭﮮ ﺑﮭﻮﻟﻨﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﺑﮭﯽ ﺍﺱ ﻋﺬﺍﺏ ﻣﯿﮟ ﮨﯿﮟ Yehi Nahi k faqt hum hi iztrab mein hein humaray bhoolny waly bhi is Azab mein hein

Kabhi Rasta Nahi Milta Kabhi Mehwer Nahi Milta Zameen Paoun Se Sirki Hai Falak Sar Par Nahi Milta

Image
کبھی رستہ نہیں ملتا کبھی محور نہیں ملتا زمیں پاوں سے سرکی ہے، فلک سر پر نہیں ملتا جو محروم بصیرت ہو وہ محروم بصارت ہے کبھی آنکھیں نہیں کھلتیں ،کبھی منظر نہیں ملتا تو ملبوسِ نظارہ ہے تو میں نظروں کا جو ہر ہوں تجھے آنکھوں کی محرومی ، مجھے پیکر نہیں ملتا ہزاروں خواب ٹوٹے ہیں مگر ایسی نفاست سے کبھی بھی کوئی ریزہ میرے بستر پر نہیں ملتا عجب سنسان اور ویران راہوں میں بھٹکتا ہوں کوئی رہبر تو کیا ملتا ، کوئی رہ پر نہیں ملتا ہتھیلی پر لکھی ہوتی ہے قسمت پھر بھی دنیا میں جو قسمت میں لکھا ہو وہ ہتھیلی پر نہیں ملتا رحمان حفیظ

DIL Usey Caahey , Jissey Aqal Nahien Chahti Hai Khanah-Jungi Hai Ajab , Zehn O Badan Mein Ab Ke

Image
دِل اُسے چاہے ، جِسے عَقل نَہِیں چاہَتی ہے خانہ جَنگی ہے عَجَب ذہن و بَدَن میں اَب کے DIL Usey Caahey , Jissey Aqal Nahien Chahti Hai Khanah-Jungi Hai Ajab , Zehn O Badan Mein Ab Ke

Ye shehr e talismaat hai kuch keh nahi saktay Pehloo mein khara shakhs farishta hai keh iblees

Image
Ye shehr e talismaat hai kuch keh nahi saktay Pehloo mein khara shakhs farishta hai keh iblees

Adhori Aurat Mere Andar Ki Tanhaai Tumhein Mahsoos Kar Ke Aur Barh Jati Hai

Image
 ادھوری عورت ‎مرے اندر کی تنہائی ‎تمہیں محسوس کرکے اور بڑھتی ہے ‎اندھیروں کی شناسائی ‎خراجِ جان لینے کو ‎مجھے احساس دینے کو ‎ہر اک لحظہ لپکتی ہے ‎میں اکثر رات کو اٹھ کر ‎اندھیرے آسمانوں میں ‎سحر ہونے سے کچھ پہلے ‎تمہیں پہچان لیتی ہوں ‎تمہاری گہری آنکھوں کو ‎سلگتے لمس لمحوں کو ‎فسردہ دلنشیں انجام کو ‎میں جان لیتی ہوں ‎میں آگاہی کی اس منزل سے ‎رستہ مڑ نہیں سکتی ‎کہ اس کے بعد ہی ‎وہ درد کی رنگین منزل ہے ‎وہی اک بوجھ ہے جو صرف ‎مجھ کو ہی اٹھانا ہے ‎خود اپنے آپ کو کاندھے پہ لے کر ‎دور جانا ہے ‎اگر میں پوچھ لوں تم سے ‎کہ تنہا اس سفر میں ‎کون میرا ہم سفر ہوگا؟؟ ‎ شائستہ مفتی

Woh Dheemi Dheemi Aanch Jo Seenay Mein Na-Jane Kab Se Jal Rahi Thi Ab Aag Ban Chuki Hai

Image
وہ دھیمی دھیمی آنچ جو سینے میں نجانے کب سے جل رہی تھی اب آگ بن چکی ہے بےچینی بےچارگی دکھ، ملال گزرتا ھوا اک اک لمحہ صدیوں پر محیط گویا یہ انتظار لاحاصل انتظار چشمیں ویراں سے بہتی قطرہ قطرہ تیری یاد یہ ہونٹوں پر لرزتی دعائیں یہ ٹوٹے حوصلے یہ وحشت زدہ تنہائی ترستی سماعتیں کوئی تو خوش گمانی بھیجھو جو روح کو سرشار کر دے میرے تمام عمر کے ہجر کو وصال کر دے

Jinhen gile wo aayen aur aa ke baat karen Dilon’ ki mez pe baithhen mazaakraat karen

Image
Jinhen gile wo aayen aur aa ke baat karen Dilon’ ki mez pe baithhen mazaakraat karen Ajeeb hai ke ibaadat ke naam par ham log Khuda se gher-munaasib mataalbaat karen Neelofar Afzal

Roothnay Aur Mananay Ke Ihsaas Mein Hai Ik Kaif o Suroor Main Ne Hamaisha Ussay Manaya Woh Bhi Mujhe Manaye Tou

Image
روٹھنے اور منانے کے احساس میں ہے اک کیف و سرور میں نے ہمیشہ اسے منایا وہ بھی مجھے منائے تو रूठने और मनाने के एहसास में है इक कैफ़-ओ-सुरूर मैं ने हमेशा उसे मनाया वो भी मुझे मनाए तो Roothnay Aur Mananay Ke Ihsaas Mein Hai Ik Kaif o Suroor Main Ne Hamaisha Ussay Manaya Woh Bhi Mujhe Manaye Tou

Ye qurb marg-e-wafa hai agar khabar hoti Tou ham bhi tujh se bichhardne ki aarzoo karte

Image
Ye qurb marg-e-wafa hai agar khabar hoti Tou ham bhi tujh se bichhardne ki aarzoo karte

Ek laa-mehdood Udasi hai Ek be-intaha MOHABBAT ke baad

Image
Ek laa-mehdood Udasi hai Ek be-intaha MOHABBAT ke baad

Oh dil mere vich vasda, baitha naal asade hasda Puchha baatan te uoth nasda, lai baazaan waang udari

Image
Oh dil mere vich vasda, baitha naal asade hasda Puchha baatan te uoth nasda, lai baazaan waang udari

Ahbaab Ne Ussay Kabhi Katnay Nahi Diya Udti Rahi Sada Mere Mazaq Ki Patang

Image
Ahbaab Ne Ussay Kabhi Katnay Nahi Diya Udti Rahi Sada Mere Mazaq Ki Patang Razab Tabraiz

Koi Ban Gaya Ronaq Pakhian Di Koi Chor Ke Sheesh Mehal Chalya

Image
Koi Ban Gaya Ronaq Pakhian Di Koi Chor Ke Sheesh Mehal Chalya Koi Palya Naaz Te Nakhrian Wich Koi Rait Garam Te Thal Chalya Koi Bhul Gaya Maqsad Aawan Da Koi Kar Ke Maqsad Hal Chalya Ithay Har Koi Fareed Musafar Ae Koi Aj Chalya Koi Kal Chalya

Pahunchi Dua Jo Arsh Bareen Par Aata Hai Kia Ay Mere Khush Naseeb Kabhi Ye Hoa Hai Kia

Image
پہنچی دعـا جو عرشِ بریں پر عـطا ہے کیا اے میرے خوش نصیب کبھی یہ ہوا ہے کیا Pahunchi Dua Jo Arsh Bareen Par Aata Hai Kia Ay Mere Khush Naseeb Kabhi Ye Hoa Hai Kia لمحے کو مســـکرائے انہیں دیکھ کر جو ہم اک آرزو جو دل میں پلی ہے خـــطا ہے کیا Lamhe Ko Muskuraai Unhein Dekh Kar Jo Hum Ik Aarzoo Jo Dil Mein Pali Hai Khata Hai Kia تھیں مشــــــکلیں ہزاد مگر تیرے نـــــــام پر دشتِ وفـــــا کو پار کریں حوصــــلہ ہے کیا Thein Mushkelain Hazad Magar Tere Naam Par Dasht e Wafa Ko Paar Karen Hosla Hai Kia کیوں اسقـــــدر جہان میں تنہــا ہوئے ہیں ہم پوچھے تو آکے ہم سے کوئی ماجرا ہے کیا Kion Iss Qadar Jahan Mein Tanha Hoe Hain Hum  Poochay To Aakey Hum Se Koi Majra Hai Kia ہر زخـــم ہیں چھپـــائے ہوئے اپنی ذات میں ہر ظلــــــم اپنی جــــان پہ ہم کو روا ہے کیا Har Zakham Hain Chupaai Hoe Apni Zaat Mein Har Zulam Apni Jaan Pe Hum Ko Rawa Hai Kia شــــــائستہ مفتی Shaista Mufti

Daleelon Mein Sare Humein Baat De Den Raqeebon Ka Seena Kitabon Bhara Hai

Image
جدھر رخ کرو یہ عذابوں بھرا ہے جہاں اب یہ سارا عتابوں بھرا ہے دیے ہیں کہ جگنو کہ دل جل رہے ہیں نگر میرا ظالم سرابوں بھرا ہے دلیلوں میں سارے ہمیں مات دے دیں رقیبوں کا سینہ کتابوں بھرا ہے یہاں کوئی وقعت کہاں ہے ہماری ہر اک آسماں آفتابوں بھرا ہے مرے ہاتھ گر خار ہی خار آئیں تو طے ہے چمن یہ گلابوں بھرا ہے   اتباف ابرک

Humko na de zara bhi muhabbat ka wasta koi Keh bahut thokron k baad chooti hai ye aadat hamari

Image
Humko na de zara bhi muhabbat ka wasta koi Keh bahut thokron k baad chooti hai ye aadat hamari

Lehja e Yaar Mein Zehar Hain Bichhoo Ki Tarah Wo Mujhe Aap To Kehta Hain Magar Tu Ki Tarah

Image

Ab Ghar Bhi Nahi Ghar Ki Tamanna Bhi Nahi Hai Muddat Hoi Socha Tha Keh Ghar Jaengy Ik Din

Image
اب گھر بھی نہیں گھر کی تمنا بھی نہیں ہے مدت ہوئی سوچا تھا کہ گھر جائیں گے اک دن अब घर भी नहीं  घर की तमन्ना भी नहीं है मुद्दत हुई सोचा था  कि घर जाएँगे इक दिन Ab Ghar Bhi Nahi Ghar Ki Tamanna Bhi Nahi Hai Muddat Hoi Socha Tha Keh Ghar Jaengy Ik Din

Baghbaan ne aag di jab aashiyane ko mere Jin pe takiya tha wahi patte hawa dene lage

Image

Udasi , Shaam , Tanhai , Kasak Yadon Ki Be-Chaini Mujhe Sab Saunp Kar Sooraj Utar Jata Hai Pani Mein

Image

Haan Uss Ke Ta'aqub Se Mere Dil Mein Hai Inkaar Wo Shakhs Kisi Ko Na Mily Ga Na Mila Hai

Image
Haan Uss Ke Ta'aqub Se Mere Dil Mein Hai Inkaar Wo Shakhs Kisi Ko Na Mily Ga Na Mila Hai

Wo Mere Haal Pe Roya Bhi Muskuraya Bhi Ajeeb Shakhs Hai Apna Bhi Hai Paraaya Bhi

Image

Ishq Se Main Dar Chuka Tha Dar Chuka To Tum Mily Dil To Kab Ka Mar Chuka Tha Mar Chuka To Tum Mily

Image
عشق سے مَیں ڈَر چُکا تھا, ڈَر چُکا تو تم ملے دل تو کب کا مَر چُکا تھا, مَر چُکا تو تم ملے جب مَیں تنہا گھٹ رہا تھا تب کہاں تھی زندگی دل بھی غم سے بَھر چُکا تھا, بَھر چُکا تو تم ملے بے قراری, پھر محبت, پھر سے دھوکہ ! اب نہیں فیصلہ میں کَر چُکا تھا, کَر چُکا تو تم ملے مَیں تو سمجھا سب سے بڑھ کر مطلبی تھا مَیں یہاں خود پہ تُہمت دَھر چُکا تھا, دَھر چُکا تو تم ملے تیرے آنے سے بھی پہلے کوئی آ کر خواب میں رنگ مجھ میں بَھر چُکا تھا, بَھر چُکا تو تم ملے ورنہ ہم سب ڈوب کر رکھتے محبت کا بھرم اپنا بیڑا تَر چُکا تھا, تَر چُکا تو تم ملے تم کو کیا معلوم ہوگا زیبؔ پچھلی جنگ میں سارا لشکر ہَر چُکا تھا, ہَر چُکا تو تم ملے

Shayed Ussay Azeez Thein Aankhein Meri Bohat Woh, Mere Naam Apni ,Basarat Bhi Kar Gaya

Image
شاید اُسے عزیِز تھیں آنکھیں مِری بُہت وُہ میرے نام اَپنی بصارَت بھِی کَر گیا Shayed Ussay Azeez Thein Aankhein Meri Bohat Woh, Mere Naam Apni ,Basarat Bhi Kar Gaya مُحسن یِہ دِل کہ اُس سے بچھڑتا نہ تھا کَبھِی آج اُس کو بھُولنے کی جَسارت بھِی کَر گیَا Mohsin Yeh DIL Keh ,Uss Se Bichharhta Na Tha Kabhi Aaj ,Uss Ko Bhoolney Ki Jasaarat Bhi Kar Gaya

Hamare Aks Mein Hoti Jo Zakhm e DIL Ki Jhalak Hum , Aaiyney Ko Bhi Apni Tarah Rula Daitey

Image
ہمَارے عَکس میں ہَوتِی جَو زَخمِ دِل کِی جھَلک ہَم آئینے کو بھِی اَپنِی طَرَح رُلا دیتے Hamare Aks Mein Hoti Jo Zakhm e DIL Ki Jhalak Hum , Aaiyney Ko Bhi Apni Tarah Rula Daitey

Taseer e Ishq Ye Hai Tere Ehd e Husn Mein Mitti Ka Bhi Banaein To Ho Be-Qarar Dil

Image
تاثیرِ عشق یہ ہے ترے عہدِ حسن میں مٹی ڪا بھی بنائیں تو ہو بےقرار دل Taseer e Ishq Ye Hai Tere Ehd e Husn Mein Mitti Ka Bhi Banaein To Ho Be-Qarar Dil

Tamaam Shab Yunhi Dekhengi Soo e Dar Aankhen Tujhe Ganwa Ke Na Soengi Umar Bhar Aankhen

Image
تمام شب یُونہی دیکھیں گی سُوئے در آنکھیں تجھے گنوا کے نہ سوئیں گی عمر بھر آنکھیں وہ پاس تھا تو زمانے کو دیکھتی ھی نہ تھیں بچھڑ گیا تو ھُوئیں پِھر سے در بدر آنکھیں Tamaam Shab Yunhi Dekhengi Soo e Dar Aankhen Tujhe Ganwa Ke Na Soengi Umar Bhar Aankhen Woh Paas Tha To Zamane Ko Dekhti Hi Na Thein Bichad Gaya To Hoein Phir Se Dar Ba Dar Aankhen

Baqi Jo Kuch Hai Mujhe Sakht Saza Lagta Hai Meri Aankhon Ko Wahi Shakhs Bhala Lagta Hai

Image
باقی جو کچھ ہے مجھے سخت سزا لگتا ہے میری آنکھوں کو وہی شخص بھلا لگتا ہے Baqi Jo Kuch Hai Mujhe Sakht Saza Lagta Hai Meri Aankhon Ko Wahi Shakhs Bhala Lagta Hai خامشی، اُس سے مجھے جوڑے ہوئے رکھتی ہے درمیاں میں کوئی بولے تو بُرا لگتا ہے Khamshi , Uss Se Mujhe Jodey Hoe Rakhti Hai Darmiyan Mein Koi Boly To Bura Lagta Hai لمحہ لمحہ مجھے یاد آتے ہوئے شخص! بتا میں تجھے بھول سکوں گا؟ تجھے کیا لگتا ہے؟ Lamha Lamha Mujhe Yaad Aatey Hoe Shakhs Bata Main Tujhe Bhool Sakunga Tujhe Kia Lagta Hai

Buhat Choti See Hasrat Buhat Pakeeza Chahat Hai

Image
ﺑﮩﺖ ﭼﮭﻮﭨﯽ ﺳﯽ ﺣﺴﺮﺕ ﺑﮩﺖ ﭘﺎﮐﯿﺰﮦ ﭼﺎﮨﺖ ﮨﮯ ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﺭﻭ ﺑﺮﻭ ﺁﮐﺮ ﻣﯿﺮﯼ ﺟﺎﮞ ﺑﺎ ﻭﺿﻮ ﺁﮐﺮ ﮔﻮﺍﮦ ﮐﺮ ﮐﮯ ﺳﺘﺎﺭﻭﮞ ﮐﻮ ﮔﮕﻦ ﮐﮯ ﺳﺐ ﮐﻨﺎﺭﻭﮞ ﮐﻮ ﻓﻘﻂ ﺍﺗﻨﺎ ﺳﺎ ﮐﮩﻨﺎ ﮨﮯ ﻣﺠﮭﮯ ﺗﻢ ﺳﮯ ﻣﺤﺒﺖ ﮨﮯ Buhat Choti See Hasrat Buhat Pakeeza Chahat Hai Tumhare Ro Ba Ro Aa Kar Meri Jaan Ba-Wazo Aa Kar Gawaah Kare Ke Sitaron Ko Gagan Ke Sab Kinaron Ko Faqat Itna Sa Kehna Hai MUJHE TUM SE MUHABBAT HAI

Aaja ke abhi zabt ka mausam nahin guzra Aaja ke pahadon pe abhi barf jami hai

Image
Aaja ke abhi zabt ka mausam nahin guzra Aaja ke pahadon pe abhi barf jami hai Khushboo ke jazeeron se sitaron ki had'on tak Is sheher mein sab kuch hai, bas teri kami hai

Apni Shaam Ko Jab Nazr e Jaam Karte Hain Falak Se Hum Ko Sitare Salaam Karte Hain

Image
اپنی شام کو جب نذرِ جام کرتے ہیں فلک سے ہم کو ستارے سلام کرتے ہیں Apni Shaam Ko Jab Nazr e Jaam Karte Hain Falak Se Hum Ko Sitare Salaam Karte Hain سجائیں کیوں نہ اسے یہ سرائے ہے دل کی یہاں حسِین مسافر قیام کرتے ہیں Sajaein Kion Na Ussay Ye Saraai Hai Dil Ki Yahaan Haseen Musafir Qayaam Karte Hain گلے لگاتے ہیں دشمن کو بھی سرور میں ہم بہت برے ہیں، مگر نیک کام کرتے ہیں Galey Lagate Hain Dushman Ko Bhi Suroor Mein Buhat Bure Hain Magar Nek Kaam Karte Hain حیات بیچ دیں تھوڑے سے پیار کے بدلے یہ کاروبار بھی تیرے غلام کرتے ہیں Hayaat Bech Den Thodey Se Piyaar Ke Badley Ye Karobaar Bhi Tere Ghulam Karte Hain وہ جن کو دیکھ کے دل میں خدا کی یاد آئے ہم ان بتوں کا بڑا احترام کرتے ہیں Woh Jin Ko Dekh Ke Dil Mein Khuda Ki Yaad Aaye Hum Unn Button Ka Bada Ehteraam Karte Hain ہمیں بس ایک نظر سے نواز اے ساقی ہم اپنے ہوش و خرد تیرے نام کرتے ہیں Humain Bas Aik Nazar Se Nawaz Ay Saaqi Hum Apne Hosh o Khird Tere Naam Karte Hain قتیلؔ کتنے سخن ساز ہیں وہ سناٹے سکوتِ شب میں جو ہم سے کلام کرتے ہیں QATE

kaho mujh sy muhabbat hai Mohabat ki tabiyat mein yeh kaisa bachpana qudrat ny rakha hai

Image
کہو مجھ سے محبت ہے محبت کی طبیعت میں یہ کیسا بچپنا قدرت نے رکھا ہے کہ یہ جیتنی پرانی جیتنی بھی مظبوط ہو جائے اسے تاییید تازہ کی ضرورت پھر بھی رہتی ہے یقین کی آخری حدوں تک دلوں میں لیحلاحاتی ہو نگاہوں سے ٹپکتی ہو لہو میں جاجماجاتی ہو ہزاروں طرح کے دلکش حَسِین حالے باناتی ہو ایسے اظہار کے لفظوں کی حاجت پھر بھی رہتی ہے محبت مانجتی ہے یوں گواہی اپنے ہونی کی کہ جیسے تیفل ساده شام کو اک بییج بوای اور شب میں بارہا اُٹھے ، زمین کو خود کر دیکھے کہ پودا اب کاہان تک ہے ؟ محبت کی طبیعت میں عجب تکرار کی خوں ہے کہہ یہ اقرار کے لفظوں کو سن ’ نئے سے نہیں تھکی بیچارنای کی گھڑی ہو یا کوئی ملنے کی سات ہو ایسے بس ایک ہی دھن ہے کہو مجھ سے محبت ہے ، کہو مجھ سے محبت ہے تمہیں مجھ سے محبت ہے سمندر سے کہیں گہری ، ستاروں سے سوا روشن ہواؤں کی ٹیڑ دائم ، پہاڑوں کی تیرا قائم زمین سے آسمان تک جس قدر اچھے نظارے ہیں محبت کے کانای ہیں وفا کے یستا ’ ارے ہیں ہمارے ہیں ہمارے واسطے یہ چاندنی راتیں سانویرتی ہیں ، سونیحرا دن نکلتا ہے محبت جس طرف جائے زمانہ ساتھ چلتا ہے کچھ ایسی بیساکونی ہے و

Mujhay karni hai dosti faqat waqt say Suna hai achay achoon ko badal daita hai

Image
مجھے کرنی ہے دوستی فقط وقت سے سُنا ہے یہ اچھے اچھوں کو بدل دیتا ہے Mujhay karni hai dosti faqat waqt say Suna hai achay achoon ko badal daita hai

Tera Husn Hai Aafat Aur Afreen Goya Aapsara Ya Pari-Zaad Ho Tere Sang Bitaaon Jeewan Ke Baqiya Zindagi Shaad Ho

Image
Tera Husn Hai Aafat Aur Afreen Goya Aapsara Ya Pari-Zaad Ho Tere Sang Bitaaon Jeewan Ke Baqiya Zindagi Shaad Ho

Bikhra Bikhra Sa Saaz o Samaan Hai Hum Kahein Dil Kahein Aqeeda Kahein

Image
Bikhra Bikhra Sa Saaz o Samaan Hai Hum Kahein Dil Kahein Aqeeda Kahein

Main Uss Ki Nazron Ka Kuch Iss Liye Bhi Hoon Qaail Woh Jis Ko Chahey Ussay Dekhna Sekhata Hai

Image
میں اس کی نظروں کا کچھ اس لئے بھی ہوں قائل وہ جس کو چاہے اسے دیکھنا سکھاتا ہے मैं उस की नज़रों का कुछ इस लिए भी हूँ क़ाइल वो जिस को चाहे उसे देखना सिखाता है Main Uss Ki Nazron Ka Kuch Iss Liye Bhi Hoon Qaail Woh Jis Ko Chahey Ussay Dekhna Sekhata Hai  

Aukaat nahi thi Zamaane mein jo meri qeemat laga sake Kam-bakht ishq mein kya gire muft mein neelam ho gaye

Image
Aukaat nahi thi Zamaane mein jo meri qeemat laga sake Kam-bakht ishq mein kya gire muft mein neelam ho gaye

Teri gali se nikalte hi apna dum nikla Rahe hai kyuun ki andaleeb se gulistaan juda

Image
Teri gali se nikalte hi apna dum nikla Rahe hai kyuun ki andaleeb se gulistaan juda Kiya habeeb ko mujh se juda falak ne magar Naa kar saka mere dil se gham-e-habeeb juda zauq

Tere husn par likh naa de koi ghazal Meri ye badnaam kalam Tujhe waasta khuda ka Mere saamne aaya kar koi naqaab lagaane k baad

Image
Tere husn par likh naa de koi ghazal Meri ye badnaam kalam Tujhe waasta khuda ka Mere saamne aaya kar koi naqaab lagaane k baad

Kaha tha keh main nazuk hoon mat tarash mujhey Janoon mein kar hi dia tu ne pash pash mujhey

Image
کہا تھا نا کہ میں نازک ہوں مت تراش مجھے جنوں میں کر ھی دیا تو نے پاش پاش مجھے Kaha tha keh main nazuk hoon mat tarash mujhey Janoon mein kar hi dia tu ne pash pash mujhey

Main Aaina Tha Woh Mera Khayal Rakhti Thi Main Toota Tha To Chun Kar Sanbhal Rakhti Thi

Image
میں آئینہ تھا ، وہ میرا خیال رکھتی تھی میں ٹوٹتا تھا تو چن کر سنبھال رکھتی تھی میں جب بھی ترک تعلق کی بات کرتا تھا ، وہ روکتی تھی مجھے ، کل پے ٹال رکھتی تھی وہ میرے درد کو چنتی تھی اپنی پوروں سے وہ میرے واسطے خود کو نڈھال رکھتی تھی وہ ڈوبنے نہیں دیتی تھی دکھ کے دریا میں میرے وجود کی ناؤ اچھال رکھتی تھی دعائیں اس کی بلائو کو روک لیتی تھیں وہ میرے چار سو ہاتھوں کی ڈھال رکھتی تھی اک ایسی دھن کے نہیں پھر کبھی میں نے سنی وہ منفرد سا ہنسی میں کمال رکھتی تھی اسے ندامتیں میری کہاں گوارہ تھی وہ میرے واسطے آسان سوال رکھتی تھی بچھڑ کے اس سے میں دنیا کی ٹھوکروں میں ہوں محسن وہ پاس تھی تو مجھے لازوال رکھتی تھی

Tum khas ho ibadat jaise Uttay haathon ki mangi dua jaise Kitaboon mein likha ilfaz jaise Tum khas ho bilkul meri zaat jaise

Image
Tum khas ho ibadat jaise Uttay haathon ki mangi dua jaise  Kitaboon mein likha ilfaz jaise Tum khas ho bilkul meri zaat jaise