Posts

Showing posts from March, 2020

Sochiye Aur Laot Jaeye Ghar Mein Rahiye Mahfooz Rahiye

Image
Gulzar saab's message for all  Waqt Itna Nahi Kahein Tik Kar Iss Ki Aadat Bhi Aadmi See Hai Aap Ruk Jaeye   Ye Waqt Bhi Nikal Jaeye Ga Ye Waqt Khairiyat Se Nikal Jaeye Uss Ke Liye Aap Ka Ruk Jana Lazmi Hai Apne Hi Ghar Mein Nazarband Hona Zaroori Hai Ghar Mein Nazarband Hona Aadatan Fitratan Aadmi Ko Manzoor Nahi Lekin Iss Baar Ye Nazarbandi Qubool Kar Lejiye Iss Mein Sirf Aap Hi Ka Bhala Nahi Pori Insani Nasal Ka Bhala Hai Sirf Humare Ghar Mahallay Shehr Aur Desh Mein Nahi Ye Pori Dunya Mein Ho Raha Hai Ghar Ke Bahir Qadam Uthaney Se Pehle Rukiye Sochiye Aur Laot Jaeye Ghar Mein Rahiye Mahfooz Rahiye

Jawani , Zindagani Hai , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe Ye Ik Aisi Kahani Hai , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe

Image
جوانی ،زندگانی ہے، نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے یہ اک ایسی کہانی ہے، نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے ہمارے اور تمہارے واسطے میں اک نیا پن تھا مگر دنیا پرانی ہے، نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے محبت ہم نے تم نے ایک وقتی چیز سمجھی تھی محبت جاودانی ہے، نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے گزاری ہے جوانی روٹھنے میں اور منانے میں گھڑی بھر کی جوانی ہے، نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے ادائے کم نگاہی نے کیا رسوا محبت کو یہ کس کی مہربانی ہے، نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے عیاں کر دی ہر اک پر ہم نے اپنی داستانِ دل یہ کس کس سے چھپانی ہے، نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے جہاں دو دل ملے دنیا نے کانٹے بو دئیے اکثر یہی سب کی کہانی ہے، نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے متاعِ حسن و الفت پر یقیں کتنا تھا دونوں کو یہاں ہر چیز فانی ہے، نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے صبا اکبر آبادی

Rakha Na CORONA Ne Kisi Ka Bharam Bhi Maikhana Bhi Khali Hai Kaleesa Bhi Haram Bhi

Image
Rakha Na CORONA Ne Kisi Ka Bharam Bhi Maikhana Bhi Khali Hai Kaleesa Bhi Haram Bhi

Tehzeeb he ijazat nahen dete mujhe warna Uthaa ke moun pe de maaro ye tera ye gustaakh lehja

Image
تہذیب ہی اجازت نہیں دیتی مجھے ورنہ اٹھاکے منہ پہ دے مارو یہ تیرا یہ گستاخ لہجہ Tehzeeb he ijazat nahen dete mujhe warna Uthaa ke moun pe de maaro ye tera ye gustaakh lehja

Tere Qadmon Ki Aahat Ko Ye Dil Hai Dhoondta Har Dum Har Ik Aawaaz Par Ik Thartharahat Hoti Jati Hai

Image
تیرے قدموں کی آہٹ کو یہ دل ہے ڈھونڈتا ہر دم ہر اک آواز پر اک تھرتھراہٹ ہوتی جاتی ہے तेरे क़दमों की आहट को  ये दिल है ढूँडता हर दम हर इक आवाज़ पर  इक थरथराहट होती जाती है Tere Qadmon Ki Aahat Ko Ye Dil Hai Dhoondta Har Dum Har Ik Aawaaz Par Ik Thartharahat Hoti Jati Hai Meena kumari Naaz

Aurat Shah Lateef K Nazar Me

Image
اس نے پوچھا شاہ لطیف کون تھا؟ میں نے کہا دنیا کا پہلا فیمینسٹ شاعر اس نے پوچھا کس طرح؟ میں نے کہا اس طرح کہ وہ جانتا تھا کہ عورت کیا چاہتی ہے؟ اس سوال کا جواب ارسطو بھی نہ دے پایا اس لیے علامہ اقبال نے کہا تھا ہزار بار حکیموں نے اس کو سلجھایا پھر بھی یہ مسئلہ زن رہا وہیں کا وہیں دنیا کے سارے دانشور اور شاعر کہتے رہے کہ   عورت ایک مسئلہ ہے اس حقیقت کا ادراک صرف لطیف کو تھا کہ   عورت مسئلہ نہیں عورت محبت ہے مگر وہ محبت نہیں جو مرد کرتا ہے مرد کے لیے محبت جسم ہے عورت کے لیے محبت جذبہ ہے مرد کی محبت جسم کا جال ہے عورت کی محبت روح کی آزادی ہے مرد کی محبت مقابلہ ہے عورت کی محبت عاجزی ہے مرد کی محبت ایک پل ہے عورت کی محبت پوری زندگی ہے مرد کی محبت ایک افسانہ ہے عورت کی محبت ایک حقیقت ہے سارے شعراء شیکسپئر سے لیکر شیلے تک اور ہومر سے لیکر ہم تم تک سب یہ سمجھتے رہے کہ عورت معشوق ہے صرف شاہ کو معلوم تھا کہ عورت عاشق ہے اس لیے شاہ لطیف نے لکھا   عورت عشق کی استاد ہے سب سوچتے رہے کہ   آخر عورت کیا چاہتی ہے؟ تخت بخت اور جسم سخت؟ شاہ عبدالطیف کو علم تھ

LAGTA NAHI KE USS SE MARASIM BAHAAL HOON MAIN KIA KARON KE THODA SA PAGAL TOU MAIN BHI HOON

Image
LAGTA NAHI KE USS SE MARASIM BAHAAL HOON MAIN KIA KARON KE THODA SA PAGAL TOU MAIN BHI HOON

Yaad aate hain tou phir toot kar yaad aate hain Kuch guzre hoe lamhy kuch bechare hoe log

Image
Yaad aate hain tou phir toot kar yaad aate hain Kuch guzre hoe lamhy kuch bechare hoe log

There is no cure nor medicine Oh... love I have come to fight with you

Image
There is no cure nor medicine...!! Oh... love I have come to fight with you...!!  

Aik Roothi Pari Mananey Ke Liye Ba-Khuda Main Chand Le Kar Aaya Hoon

Image
ایک روٹھی پری منانے کے لیے باخُدا میں چاند لے کر آیا ہوں    Aik Roothi Pari Mananey Ke Liye  Ba-Khuda Main Chand Le Kar Aaya Hoon    

Tum Bhi Mere Saath Bheego Mujhe Aisi Barish Ki Chhahat Hai

Image
Tum Bhi Mere Saath Bheego Mujhe Aisi Barish Ki Chhahat Hai

Roz o Shab Ke Mely Mein Ghaflaton Ke Mare Log Shayed Yahi Samajhty Hain Hum Ne Jis Ko Dafnaya Tha Bas Usi Ko Marna Tha

Image

Kuch Din Pehle Zameen Par Charcha Tha Kaun Desh Me Rahega Ab Aasmaan Se Faisla Ho Raha Hai Kaon Dunya Me Rahega

Image

Main Ne Tab Tab Tumhare Rabtey Ka Intezaar Kia Mujhe Jab Jab Delasey Ki Zaroorat Thi

Image
‏ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺗٙﺐ ﺗٙﺐ ﺗُﻤﮩﺎﺭﮮ ﺭٙﺍﺑﻄﮯ ﮐﺎ ﺍِﻧﺘﻈﺎﺭ ﮐﯿﺎ ‏ ﻣُﺠﮭﮯ ﺟٙﺐ ﺟٙﺐ ﺩِﻻﺳﮯ ﮐﯽ ﺿﺮﻭﺭﺕ ﺗﮭﯽ  Main Ne Tab Tab Tumhare Rabtey Ka Intezaar Kia Mujhe Jab Jab Delasey Ki Zaroorat Thi

Par nikalte hi katarne ki waba phoot padi Ek hi baar na marne ki waba phoot padi

Image
Par nikalte hi katarne ki waba phoot padi Ek hi baar na marne ki waba phoot padi Jaane kya Bair tha iss shehr ko mujh aison se Mere baste hi ujadne ki waba phoot padi Mein wo mehroom-e-inaayat hoon ke jis ne tujh se Milna chaha tou bichadne ki waba phoot padi Naeem Zarar

Tuu agar aik jhalak apni dikha day un ko sab musavver teri tasveer bananay lag jaien

Image
تو اگر ایک جھلک اپنی دکھا دے اُن کو سب مصور تری تصویر بنانے لگ جائیں "Tuu agar aik jhalak apni dikha day un ko sab musavver teri tasveer bananay lag jaien "

Khobsorat naqosh wali wo gadagar larki Siya rang na hoti tou pari hoti

Image
خوبصورت نقوش والی وہ گداگر لڑکی سیاہ رنگ نہ ہوتی تو پری ہوتی  Khobsorat naqosh wali wo gadagar larki Siya rang na hoti tou pari hoti

Pehli Aazaan Ka Phool Khilata Hai DOCTOR Bemariyon Se Bachay Bachata Hai DOCTOR

Image
ڈاکٹرز اور تمام طبی عملے کو سلام *** *** *** *** *** *** *** *** پہلی اَذاں کا پھول کھِلاتا ہے ڈاکٹر بیماریوں سے بچے بچاتا ہے ڈاکٹر رب کی عطا سے عمر بڑھاتا ہے ڈاکٹر سر جاہلوں سے روز کھپاتا ہے ڈاکٹر بیماریوں سے جنگ ہو کہ حق کی بات ہو ہم ڈاکٹر کے ساتھ ہیں تم کس کے ساتھ ہو؟ Pehli Aazaan Ka Phool Khilata Hai DOCTOR Bemariyon Se Bachay Bachata Hai DOCTOR Rab Ki Aata Se Umar Barhata Hai DOCTOR Sar Jahilon Se Raz Khapata Hai DOCTOR Bemariyon Se Jang Ho Keh Haq Ki Baat Ho  Hum DOCTOR Ke Saath Hain Tum Kis Ke Saath Ho? بے چینیوں میں نیند کا دارُو پلائے گا دانتوں میں دَرد ہو تو یہی کام آئے گا اِس کی دَوا سے کہنہ مَرَض بھاگ جائے گا بگڑی ہُوئی بدن کی یہی تو بنائے گا طیارے میں مدد ہو کہ جنگل میں رات ہو ہم ڈاکٹر کے ساتھ ہیں تم کس کے ساتھ ہو؟ Be-Chainiyon Mein Neend Ka Daro Pilaye Ga Danton Mein Dard Ho Tou Yahi Kaam Aaye Ga Iss Ki Dawa Se Kuhna Maraz Bhag Jae Ga Bigri Hoi Badan Ki Yahi Tou Banaye Ga Tayyare Mein Madad Ho Keh Jangal Mein Raat Ho Hum DO

CHEHRE KA NISAF HISSA NAQAAB MEIN KAR KE HUSN WALE KARTE HAIN DEEDAAR MEIN MILAWAT

Image
      چہرے کا نصف حصہ نقاب میں کر کے حسن والے کرتے ہیں دیدار میں ملاوٹ   CHEHRE KA NISAF HISSA NAQAAB MEIN KAR KE HUSN WALE KARTE HAIN DEEDAAR MEIN MILAWAT

Tum Ho Yousaf Ke Khareedaar Tumhein Kya Maloom Habash Se Aaye Howay Shakhas Ki Qeemat Kya Hai

Image

Kion Main Umeed Ka Daman Chodon Mua'ajezy Mushkilon Mein Hote Hain

Image
Kion Main Umeed Ka Daman Chodon Mua'ajezy Mushkilon Mein Hote Hain

Vo Nashtar Sahi Par Dil Mein Jab Utar Jave

Image

Takalluf Bartaraf Nazzaargi Mein Bhi Sahii Lekin

Image

Na Jaane Qaid Mein Hoon Ya Hifazat Mein Kisi Ki Khenchi Hai Har Taraf Ik Chaar Deewaari Si Koyi

Image
Na Jaane Qaid Mein Hoon Ya Hifazat Mein Kisi Ki Khenchi Hai Har Taraf Ik Chaar Deewaari Si Koyi

Wahan Se Hai Meri Himmatt Ki Ibteda ,Wallah Jo Inteha Hai , Tere Sabar ,Aazmaaney Ki

Image
وَہاں سے ہے مِری ہِمَّت کی اِبتَدا ، وَاللّٰہُ جو اِنتہا ہے ، تِرے صبَر آ زمانے کِی  Wahan Se Hai Meri Himmatt Ki Ibteda ,Wallah Jo  Inteha Hai , Tere Sabar ,Aazmaaney Ki

Main shaam ke manzar mein hoon tahleel shuda ! Aur tum ganv ki maghrib ki azaan ho

Image
Main shaam ke manzar mein hoon tahleel shuda ! Aur tum ganv ki maghrib ki azaan ho !! मैं शाम के मंज़र में हूँ तहलील-शुदा ! और तुम गांव की मग़रिब की अजां हो !!

Tarap is Lau ki Besabab Nahi Hai Hawa Kahin Paas se Guzri Tou Hogi

Image
Tarap is Lau ki Besabab Nahi Hai Hawa Kahin Paas se Guzri Tou Hogi

Tum Mere Hi Lahoo Par Guzar Auqaat Karo Ho Ghairon Se Hans Hans Kar Mulaqaat Karo Ho

Image
Tum Mere Hi Lahoo Par Guzar Auqaat Karo Ho Ghairon Se Hans Hans Kar Mulaqaat Karo Ho Aur Hum Se Wahi Zehr Bhari Baat Karo Ho Siraf Mujh Se Hi Ameeron Ki Tarah Baat Karo Ho Kar Ke Khoon Poocho Ho Keh Kon Tha Ye Bismil Tum Qatal Karo Ho Keh Kiramaat Karo Ho

Khuda Ne Sabar Karne Ki Mujhe Tofeeq Bakhshi hai Arey Jee Bhar Ke Tadpao , Shikayat Kon Karta Hai

Image
 خدا نے صبر کرنے کی مجھے توفیق بخشی ہے   ارے جی بھر کے تڑپاؤ شکایت کون کرتا ہے खुदा ने सब्र करने की मुझे तौफ़ीक़ बख़्शी है अरे जी भर के तड़पाऔ शिकायत कौन करत ा है Khuda Ne Sabar Karne Ki Mujhe Tofeeq Bakhshi hai Arey Jee Bhar Ke Tadpao , Shikayat Kon Karta Hai  

Suna hai ghar ka naqsha badal gaya mehfooz Tou hum bhi chal ke apne ghar ko dekhte hain

Image
*Lock-down* Suna hai ghar ka naqsha badal gaya mehfooz Tou hum bhi chal ke apne ghar ko dekhte hain

HUN J MILAY TE ROK K PUCHAAN WEKHYA EE ...APNA HAAL

Image
ھُن جے مِلے تے روک کے پُچھاں ‎ویکھیا ای ... اَپنا حال ‎کِتھے گئی اوہ ... رنگت تیری ‎سَپّاں وَرگی ...چال ‎گلاّں کردیاں ...گُوڑیاں اَکھّاں ‎وا نال ... اُڈ دے وال ‎کِتھے گیا اوہ ...ٹھاٹھاں ماردا ‎لہُو دا ...اَنھّاں زور ‎سہواں وَرگی ... گرم جوانی ‎لے گئے کیہڑے ... چور ‎ منیر نیازی HUN J MILAY TE ROK K PUCHAAN WEKHYA EE ...APNA HAAL KITHAY GAI O...RANGAT TERI SAPAAN WARGI...CHAAL GALLAAN KARDYAN...GOORYAN AKHAAN WA NAL ...UD DAY VAAL KITAY GYA O...THATHAAN MARDAA LAHOO DA ...ANHA ZOR SAHWAAN WARGI...GARAM JAWANI LAE GAE KEHRAY ...CHOR MUNIR NIAZI

Laga Ke Dao Pe Apni Janein Jo Jaan Hamari Bacha Rahe Hain Qasam Khuda Ki Wo Sab Maseeha Zameen Pe Janat Kama Rahe Hain

Image
تمام طبی اداروں ، ڈاکٹرز ، نرسز ،تمام مددگار اور میڈیکل اسٹاف کو سلام اللہ آپ سب کو سلامت اور محفوظ رکھے۔۔۔ امین لگا کے داؤ پہ اپنی جانیں جو جاں ہماری بچا رہے ہیں قسم خدا کی وہ سب مسیحا، زمیں پہ جنت کما رہے ہیں اتباف ابرک Laga Ke Dao Pe Apni Janein Jo Jaan Hamari Bacha Rahe Hain Qasam Khuda Ki Wo Sab Maseeha Zameen Pe Janat Kama Rahe Hain Atbaf Abrak

Jo Meri Zeest Ko Aaya Tha Lagane Paiwand Woh Meri Zaat Ke Dhagon Mein Ulajh Baitha Hai

Image
جو میری زیست کو آیا تھا لگانے پیوند  وہ میری ذات کے دھاگوں میں الجھ بیٹھا ھے Jo Meri Zeest Ko Aaya Tha Lagane Paiwand Woh Meri Zaat Ke Dhagon Mein Ulajh Baitha Hai

Rindon Ki Ada Masha ALLAH,Saghar Ka Maza Subhallah Maikhane Ka Mousam Kia Kehna , Saqi Ki Aata Subhanalla

Image
رندوں کی ادا ماشاءاللہ, ساغر کا مزا سبحان اللہ میخانے کا موسم کیا کہنا, ساقی کی عطا سبحان اللہ   ساقی کا تبسم صل علی, صہبا کا نشہ سبحان اللہ شیشہ و صراحی رقص میں ہیں, مستی کی فضا سبحان اللہ رت آج سہانی آئی ہے, پھولوں پہ جوانی آئی ہے ھر شاخ پہ بلبل گاتی پھرے, لہکی ہے ہوا سبحان اللہ مستی سے مزین ہے محفل, ساقی کی زیارت ھے حاصل ماحول حسیں, موسم ھے جواں, روشن ہے فضا سبحان اللہ اس حسن مجسم کی باتیں, پرمغز بھی ہیں,پرکیف بھی ہیں انداز تکلم میں جو ھے اک شعلہ نوا سبحان اللہ سائل کا بھرا دامان طلب, رندوں کی خطائیں معاف ہوئیں میخانے کی رحمت کیا کہنا, ساقی کی سخا سبحان اللہ وہ چشم کہ چشمہءفیض ہےجووہ لب کہ سخن جن پر قرباں قد سرو چمن کو شرماۓ, رخ شمس لقا سبحان اللہ ہاتھوں کی گرفت کے میں صدقے جس میں کہ زمام دو عالم ھے اس دست عنایت کے قرباں صد رنگ حنا سبحان اللہ میخانے کی نسبت نے بخشی آفاق کی وسعت ذروں کو رندوں کی زد میں ہیں سارے دشت و دریا سبحان اللہ وہ نطق جو کن کا کفو بنا, وہ جاں کہ مشیت کی محرم تیور میں وہ بت ھے سر تا پا برھان خدا سبحان اللہ ساغ

Mujh Se Nafrat Karne Wale Kamaal Ka Hunar Rakhte Hain Mujhe Dekhna Bhi Nahi Chahte Aur Mujh Pe Hi Nazar Rakhte Hain

Image
مجھ سے نفرت کرنے والے کمال کا ہنر رکھتے ہے مجھے دیکھنا بھی نہیں چاہتے اور مجھ پہ ہی نظر رکھتے ہیں Mujh Se Nafrat Karne Wale Kamaal Ka Hunar Rakhte Hain Mujhe Dekhna Bhi Nahi Chahte Aur Mujh Pe Hi Nazar Rakhte Hain

Kuch Na Kaho Kuch Bhi Na Kaho Kia Kehna Hai Kia Sun'na Hai Samay Ka Ye Pal Ruk Sa Gaya Hai Aur Iss Pal Mein

Image
کچھ نہ کہو کچھ بھی نہ کہو کیا کہنا ہے کیا سننا ہے سمے کا یہ پل رک سا گیا ہے اور اس پل میں   Kuch Na Kaho Kuch Bhi Na Kaho Kia Kehna Hai Kia Sun'na Hai Samay Ka Ye Pal  Ruk Sa Gaya Hai Aur Iss Pal Mein

Masjid band Mandar band Kaleesa band Maikada o bazar band

Image
مسجد بند مندر بند کليسا بند مہ کدہ و بازار بند ساغر و مینا و قربتِ یار بند لمحہِ وصل بند بوسہِ محبوب بند لمسِ دستِ وفا بند دروازہِ یار بند دیدارِ دلدار بند درِ طبیب و درِ حبیب بند امید و شفا بند دردِ دل کی دوا بند بس اب پھر سے کُن کہہ دے پھر سے فیکون کر پھر سے میرا خریدار بن    نورالہدیٰ شاہ Masjid band Mandar band Kaleesa band Maikada o bazar band Saghar o meena o qurbat e yar band lamha-e-wasal band Bosa-e-mehboob band lams-e-dast e wafa band Darwaza-e-yar band Deedar-e-dildar band Dar-e-habeeb o dar-e-tabeeb band Umeed o shifa band Dard e dil ki dawa band Bas ab phir say "kun" keh day Phir say "fayakoon" kar Phir say maira khareedar ban " Noor -ul-Huda Shah

Haal aisa keh Zindagi bhi haraam Deen aisa keh Khodkushi bhi haraam

Image
Haal aisa keh Zindagi bhi haraam Deen aisa keh Khodkushi bhi haraam

Ye kon chupke se tanha'aeon mein kehta hai Tere baghair sukoon umar bhar nahen melna

Image
یہ کون چُپکے سے , تنہائیوں میں کہتا ہے تِرے بغیر سُکوں , عُمْر بھر نہیں ملنا سُرُور بارہ بنکوی Ye kon chupke se tanha'aeon mein kehta hai Tere baghair sukoon umar bhar nahen melna Surror barah bankwi

ghar pay rehne ka hukam suntay hi baaz be ghar bohat udas huay

Image
    گھر پہ رہنے کا حکم سنتے ہی بعض بے گھر بہت اُداس ہُوئے شہزادقیس ghar pay rehne ka hukam suntay hi baaz be ghar bohat udas huay Shahzad Qais

Mout Ka Mousam Hai NAYI WABA Aai Hai Saans Laine Par Bhi Ik Saza Aai Hai

Image
موت کا موسم ہے' نئی وباء آئی ہے سانس لینے پر بھی اک سزا آئی ہے جان نہیں چھوڑتی جان جانے تلک عشق تیرے ٹکر کی اک بلا آئی ہے Mout Ka Mousam Hai NAYI WABA Aai Hai Saans Laine Par Bhi Ik Saza Aai Hai Jaan Nahi Chorti Jaan Jane Talak Ishq Tere Takkar Ki Ik Bala Aai Hai

Saare Haseen Log , Wahein Dab Gaye Jahan Uss Sanvli Ne Aankh Uthayi "GHUROOR" Se

Image
      سارے حسین لوگ، وہیں دب گئے جہاں اس سانولی نے آنکھ اٹھائی "غرور" سے Saare Haseen Log , Wahein Dab Gaye Jahan Uss Sanvli Ne Aankh Uthayi "GHUROOR" Se

Tu Ne Dekha Hi Nahi Shehr Mein Phaili Thi Waba Marne Walo Mein Tere Husn Ke Bemaar Bhi Thay

Image
تُو نے دیکھا ہی نہیں شہر میں پھیلی تھی وبا مرنے والوں میں ترے حُسن کے بیمار بھی تھے Tu Ne Dekha Hi Nahi Shehr Mein Phaili Thi Waba Marne Walo Mein Tere Husn Ke Bemaar Bhi Thay

Zara Thehro Mujhe Mahsoos Karne Do Azeeyat Se Bhare Lamhe

Image
    ﺫﺭﺍ ﭨﮭﮩﺮﻭ ﻣﺠﮭﮯ ﻣﺤﺴﻮﺱ ﮐﺮﻧﮯ ﺩﻭ ﺍﺫﯾﺖ ﺳﮯ ﺑﮭﺮﮮ ﻟﻤﺤﮯ , ﺑﭽﮭﮍﺗﮯ ﻭﻗﺖ ﮐﮯ ﻗﺼﮯ ﮐﮧ ﺟﺐ ﺧﺎﻣﻮﺵ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﮐﮯ ﮐﻨﺎﺭﻭﮞ ﭘﺮ ﻣﺤﺒﺖ ﺟﻞ ﺭﮨﯽ ﮨﻮﮔﯽ ﮐﺌﯽ ﺟﻤﻠﮯ ﻟﺒﻮﮞ ﮐﯽ ﮐﭙﮑﭙﺎﮨﭧ ﺳﮯ ﮨﯽ ﭘﺘﮭﺮ ﮨﻮ ﺭﮨﮯ ﮨﻮﮞ ﮔﮯ ﻣﺠﮭﮯ ﺍﻥ ﭘﺘﮭﺮﻭﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﯿﻦ ﮐﺮﺗﯽ ﭼﯿﺨﺘﯽ ﮔﻮﯾﺎﺋﯽ ﮐﻮ ﻣﺤﺴﻮﺱ ﮐﺮﻧﮯ ﺩﻭ ﺫﺭﺍ ﭨﮭﮩﺮﻭ ﻣﺠﮭﮯ ﺗﻨﮩﺎﺋﯽ ﮐﻮ ﻣﺤﺴﻮﺱ ﮐﺮﻧﮯ ﺩﻭ ﺗﻤﮭﺎﺭﮮ ﺑﻌﺪ ﮐﺎ ﻣﻨﻈﺮ , ﺩﻝِ ﺑﺮﺑﺎﺩ ﮐﺎ ﻣﻨﻈﺮ ﺟﮩﺎﮞ ﭘﺮ ﺁﺭﺯﻭﺅﮞ ﮐﮯ ﺟﻮﺍﮞ ﻻﺷﻮﮞ ﭘﺮ ﮐﻮﺋﯽ ﺭﻭ ﺭﮨﺎ ﮨﻮﮔﺍ ﺟﮩﺎﮞ ﻗﺴﻤﺖ ﻣﺤﺒﺖ ﮐﯽ ﮐﮩﺎﻧﯽ ﻣﯿﮟ ﺟُﺪﺍﺋﯽ ﻟﮑﮫ ﺭﮨﯽ ﮨﻮﮔﯽ ﻣﺠﮭﮯ ﺍﻥ ﺳﺮﺩ ﻟﻤﺤﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺳﺴﮑﺘﮯ ﺩﺭﺩ ﮐﯽ ﮔﮩﺮﺍﺋﯽ ﮐﻮ ﻣﺤﺴﻮﺱ ﮐﺮﻧﮯ ﺩﻭ ﺫﺭﺍ ﭨﮭﮩﺮﻭ ﻣﺠﮭﮯ ﺗﻨﮩﺎﺋﯽ ﮐﻮ ﻣﺤﺴﻮﺱ ﮐﺮﻧﮯ ﺩﻭ

Wabaa-e-Aam Se Mrney Ka Khof Apni Jagah Kiwaar Khol K Dekho, Bahaar Aai Hai !

Image
وبائے عام سے مرنے کا خوف اپنی جگہ کواڑ کھول کے دیکھو، بہار آئی ہے گُلوں سے بھرنے لگے ایشیا کے لالہ زار وہ دیکھو ہوگئے یورپ کے آسماں شفّاف بہت چمکنے لگا ہے ہمارا سیّارہ پرندے گانے لگے ہیں، ہوائیں ہوگئیں صاف گھروں کے صحنوں میں کلکاریاں ہیں بچوں کی محبتوں کے دیے ہیں ہر اک شبستاں میں وہ دیکھو، چُوم رہا ہے فلک کو ماہِ تمام ابھی بھی خواب ہیں دامانِ نوعِ انساں میں لہُو میں خوف سہی، دل میں وسوسے ہی سہی وبا سے جنگ کے یہ روز و شب بُرے ہی سہی مگر اُمید کی لَو پھر سے ٹمٹمائی ہے کواڑ کھول کے دیکھو، بہار آئی ہے رحمان فارس Wabaa-e-Aam Se Mrney Ka Khof Apni Jagah Kiwaar Khol K Dekho, Bahaar Aai Hai ! Gulon Se Bharney Lagey “Asia” K Laala-Zaar Woh Dekho Ho Gaey “Europe” K Aasmaan Shaffaaf Bohot Chamakney Lga Hai Hamara Sayyara Prindey Gaaney Lagey Hein, Hawaaein Ho Gaieen Saaf Gharon K Sehnon Mein Kilkaariyaan Hein Bacchon Ki Muhabbaton K Diey Hein Har Ik Shabistaan Mein Woh Dekho, Choom Raha Hai Falak Ko Maah-e-Tamaam Abhi Bhi Khuwaab Hein Daamaan-e-Noey-Insaa

Ajeeb marz hai jis ki dawa hai tanhaayi Baqa-e-shehr hai ab shehr ke ujardne mein

Image
Ajeeb marz hai jis ki dawa hai tanhaayi Baqa-e-shehr hai ab shehr ke ujardne mein Unknown

Bakhash Deta Hai Woh Khataoun Ko Haath Uthtay Hain Jab Duaoun Ko

Image
بخش دیتا ہے وہ خطاؤں کو ہاتھ اٹھتے ہیں جب دعاؤں کو Bakhash Deta Hai Woh Khataoun Ko Haath Uthtay Hain Jab Duaoun Ko دل سے گرتا ہوں جب میں سجدوں میں دور کرتا ہے سب بلاؤں کو Dil Se Girta Hoon Jab Main Sajdon Mein Door Karta Hai Sab Balaoun Ko   میں پرندہ ہوں تھک بھی جاتا ہوں پر لگاتا ہے وہ فضاؤں کو Main Parenda Hoon Thak Bhi Jata Hoon Par Lagata Hai Woh Fizaoun Ko یہ عطا ہے, یہ اُس کی رحمت ہے میں مُسخّر کروں خلاؤں کو Ye Aata Hai Ye Uss Ki Rehmat Hai Main Musakhar Karon Khalaoun Ko وقت کی سختیوں کو ٹالے وہ وہی لاتا ہے دھوپ چھاؤں کو Waqt Ki Sakhtiyon Ko Talay Woh Wahi Lata Hai Dhoop Chaaoun Ko بس اک اللہ ہمیں بہت کافی چھوڑ باقی سبھی خداؤں کو Bas Ik ALLAH Humain Buhat Kaafi Chorr Baqi Sabhi Khudaoun Ko کبھی دے کے مجھے، کبھی لے کر وہ پرکھتا مری وفاؤں کو Kabhi De Ke Mujhe Kabhi Le Kar Woh Parakhta Meri Wafaoun Ko سوچ ماتھے پہ وہ اگر لکھ دے کون پوچھے گا پارساؤں کو Soch Maathey Pe Woh Agar Lekh Dey Kon Poochay Ga Paarsaaoun Ko

Dai Wo Nigaah e Shauq Mujhe Jiss Ke Rubaru Ho Kar Hazaar Pardo'n Mein Ho Aashkaar Tu

Image

Teno Aakhiya See Main Muth Ret Di Aan Muth Kholen Na Tu_Meno Rolein Na

Image
تِینوں آکھیا سی میں مُٹھ ریت دی آں مُٹھ کھولی نہ توں_مینوں رولیں نہ تو فیر وی مٹھ نوں_کھول دِتا مِینوں آخر سَجنا_تُوں رُول دِتا Teno Aakhiya See Main Muth Ret Di Aan Muth Kholen Na Tu_Meno Rolein Na Tu Fir Vi Muth Nu_Khol Dita Meno Aakhir Sajna_Tuun Rol Dita