Sochiye Aur Laot Jaeye Ghar Mein Rahiye Mahfooz Rahiye


Gulzar saab's message for all 

Waqt Itna Nahi Kahein Tik Kar
Iss Ki Aadat Bhi Aadmi See Hai Aap Ruk Jaeye  
Ye Waqt Bhi Nikal Jaeye Ga Ye Waqt
Khairiyat Se Nikal Jaeye Uss Ke Liye Aap Ka Ruk Jana
Lazmi Hai Apne Hi Ghar Mein Nazarband Hona Zaroori Hai
Ghar Mein Nazarband Hona Aadatan Fitratan Aadmi Ko
Manzoor Nahi Lekin Iss Baar Ye Nazarbandi Qubool Kar Lejiye
Iss Mein Sirf Aap Hi Ka Bhala Nahi Pori Insani Nasal Ka Bhala Hai
Sirf Humare Ghar Mahallay Shehr Aur Desh Mein Nahi
Ye Pori Dunya Mein Ho Raha Hai
Ghar Ke Bahir Qadam Uthaney Se Pehle Rukiye
Sochiye Aur Laot Jaeye

Ghar Mein Rahiye Mahfooz Rahiye




Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha