September K Maheena Ka Woh Shayed Aakhiri Din Tha Bars Guzre Kai Main Ne "Muhabbat" Lafz Lekha Tha
ستمبر کے مہینہ کا وہ شاید آخری دن تھا برس گزرے کئی میں نے "محبت" لفظ لکھا تھا کسی کاغذ کے ٹکڑے پر اچانک یاد آیا ہے برس گزرے کئی مجھ کو کسی سے بات کرنی تھی اُسے کہنا تھا جانِ جاں! مجھے تم سے محبت ہے مگر میں کہہ نہیں بائی وہ کاغذ آج تک لپٹا پڑا ہے دھول میں لیکن کسی کو دے نہیں پائی دوبارہ چاہ کر بھی میں محبت کرنہیں پائی September K Maheena Ka Woh Shayed Aakhiri Din Tha Bars Guzre Kai Main Ne "Muhabbat" Lafz Lekha Tha Kisi Kaghaz Ke Tukde Par Achanak Yaad Aaya Hai Bars Guzre Kai Mujh Ko Kisi Se Baat Karni Thi Ussay Kehna Tha Jaan e Man ! Mujhe Tum Se Muhabbat Hai Magar Main Keh Nahi Paai Woh Kaghaz Aaj Tak Lepta Pada Hai Dhool Mein Lekin Kisi Ko De Nahi Paai Dobara Chaah Kar Bhi Main Muhabbat Kar Nahi Paai