September K Maheena Ka Woh Shayed Aakhiri Din Tha Bars Guzre Kai Main Ne "Muhabbat" Lafz Lekha Tha



ستمبر کے مہینہ کا وہ شاید آخری دن تھا
برس گزرے کئی
میں نے "محبت" لفظ لکھا تھا
کسی کاغذ کے ٹکڑے پر
اچانک یاد آیا ہے
برس گزرے کئی
مجھ کو کسی سے بات کرنی تھی
اُسے کہنا تھا
جانِ جاں! مجھے تم سے محبت ہے
مگر میں کہہ نہیں بائی
وہ کاغذ آج تک لپٹا پڑا ہے دھول میں لیکن
کسی کو دے نہیں پائی
دوبارہ چاہ کر بھی میں محبت کرنہیں پائی

 
September K Maheena Ka Woh Shayed Aakhiri Din Tha
Bars Guzre Kai
Main Ne "Muhabbat" Lafz Lekha Tha
 Kisi Kaghaz Ke Tukde Par
Achanak Yaad Aaya Hai
Bars Guzre Kai
Mujh Ko Kisi Se Baat Karni Thi
Ussay Kehna Tha
Jaan e Man ! Mujhe Tum Se Muhabbat Hai
Magar Main Keh Nahi Paai
Woh Kaghaz Aaj Tak Lepta Pada Hai Dhool Mein Lekin
Kisi Ko De Nahi Paai
Dobara Chaah Kar Bhi Main Muhabbat Kar Nahi Paai

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo