Posts

Showing posts from October, 2020

Yeh kaun chah gaya hai dil o deeda par ke aaj Apni nazar mein aap hain naa aashna se hum

Image
Yeh kaun chah gaya hai dil o deeda par ke aaj Apni nazar mein aap hain naa aashna se hum

Mareez-E-Ishq Hai To, Daway-E-Dil Samajh Dilbar Ko Phir Marz Janay, Dawa Janay, Shifa Janay, Khuda Janay

Image
مریضِ عشق ہے تو، دوائے دل سمجھ دلبر کو پھر مرض جانے، دوا جانے، شفاء جانے، خدا جانے Mareez-E-Ishq Hai To, Daway-E-Dil Samajh Dilbar Ko Phir Marz Janay, Dawa Janay, Shifa Janay, Khuda Janay

Awwal darje ka pathar Hoon Tarash sako tou muhabbat kar lo

Image
Awwal darje ka pathar Hoon Tarash sako tou muhabbat kar lo

Aaj lagta hai bas tamaasha tha Woh talluq jo betahaasha tha

Image
Aaj lagta hai bas tamaasha tha Woh talluq jo betahaasha  tha Hum issi baat ke haathon toot gaye Jo takhaiyal mein khud tarasha tha

Lafzon Ki Tarah Mujh Se Kitabon Mein Mila Kar Dunya Ka Tujhe Dar Hai Tou Khuwabon Mein Mila Kar

Image
Lafzon Ki Tarah Mujh Se Kitabon Mein Mila Kar Dunya Ka Tujhe Dar Hai Tou Khuwabon Mein Mila Kar   Pholoon Se Tou Khushbo Ka Ta'aluq Hai Zaroori Tu Mujh Se Mehik Ban Ke Gulabon  Mein Mila Kar   SAGHAR Ko Main Chho Kar Tujhe Mahsoos Karonga Masti Ki Tarah Mujh Se Sharabon  Mein Mila Kar   Saghar Siddiqui  

Huzoor Meri Sadaoun Pe Ghor To Kijiye Faqeer Ye To Nahi Kehta Galy Laga Lijiye

Image
Huzoor Meri Sadaoun Pe Ghor To Kijiye Faqeer Ye To Nahi Kehta Galy Laga Lijiye

Parwana Mera Nam Jalny Se Mujhe Na Dar Khaof Tu Mujh Ko Chiraghon Ki Buland Luo Me Mila Kar

Image
      پروانه میرا نام جلنے سے مجھے نه ڈر خوف تو مجھ کو چراغوں کی بلند لو میں ملا کر Parwana Mera Nam Jalny Se Mujhe Na Dar Khaof Tu Mujh Ko Chiraghon Ki Buland Luo Me Mila Kar  

Ab hum sataate nahi unko Ye baat sataati hogi unko

Image
अब हम सताते नही उनको ! ये बात सताती होगी उनको !!   Ab hum sataate nahi unko ! Ye baat sataati hogi unko !!

Maine dekha tujhe ibdita ho gai Tune dekha mujhe inteha ho gai

Image
  Maine dekha tujhe ibdita ho gai Tune dekha mujhe inteha ho gai Bewafai toh tune ki aye bewafa Jaane duniya ye kyu bewafa ho gai Tujhko kya isse koi jiye ya mare Ruth jana to teri ada ho gai Hum ibadat mein rashmo k kaiil nahi Tujhko dekha toh yaad e khuda ho gai Chain dil ko nahi lamha bhar k liye Lamha bhar ki mulaqat kya ho gai Jindagi apni kitni samjhdar thi Ek bute nasamjh pe fida ho gai Ankh se ankh aur dil se dil kya mila Dono janib se 'sajid' raza ho gai

Kabhi To Shehr e Sitamgaraan Me Koi Muhabbat Shanaas Aaye Woh Jis Ki Aankhon Se Noor Chalkay Labon Se Chahat Ki Bass Aaye

Image
کبھی تو شہرِ ستمگراں میں کوئی محبت شناس آئے وہ جس کی آنکھوں سے نُور چھلکےلبوں سے چاھت کی باس آئے Kabhi To Shehr e Sitamgaraan Me Koi Muhabbat Shanaas Aaye Woh Jis Ki Aankhon Se Noor Chalkay Labon Se Chahat Ki Bass Aaye  

Khamosh Lab Hein Jhuki Hein Palkein Dilon Mein Ulfat Nayi Nayi Hai Abhi Takaluf Hai Guftgo Mein Abhi Muhabbat Nayi Nayi Hai

Image

Hisar e zaat mein ik aarzoo machalti hai Hamein bhi kaash koi dhoondta hua aaye

Image
حصارِ ذات میں اک آرزو مچلتی ہے ہمیں بھی کاش کوئی ڈھونڈتا ہوا آئے Hisar e zaat mein ik aarzoo machalti hai Hamein bhi kaash koi dhoondta hua aaye

Main qaid hoon jis ke hisar e zaat mein Uska zikar hai meri har ik baat mein

Image
میں قید ہوں جس کے حصارِ ذات میں اس  کا  ذکر  ہے  میری ہر اک بات میں شافعہ افضل   Main qaid hoon jis ke hisar e zaat mein Uska zikar hai meri har ik baat mein Shafia Afzal

Palira raha bhari us ke ghuroor ka Dekhi hai sare umar tarazoo mein daal ke

Image
پلڑا رھا بھاری اس کے غرور کا دیکھی ھے ساری عمر ترازو میں ڈال کے Palira raha bhare us ke ghuroor ka Dekhe hai sare umar tarazu men daal ke

Hawa e Hijar Me Jo Kuch Tha Ab Ke Khaak Hoa Keh Pairhan To Gaya Tha Badan Bhi Chaak Hoa

Image
ہوائے ہجر میں ،جو کچھ تھا، اب کے خاک ہوا کہ پیرہن تو گیا تھا، بدن بھی چاک ہوا اب اُس سے ترکِ تعلق کروں تو مر جاوُں بدن سے روح کا اس درجہ اشتراک ہوا نہ پوچھ اپنی طرف پھر سے لوٹنے کا عمل کہ میں پہاڑ تھا، سمٹا تو مشتِ خاک ہوا اسی کے قرب نے تقسیم کر دیا آخر! وہ جس کا ہجر مجھے وجہِ انہماک ہوا شدید وار نہ دشمن دلیر تھا محسنؔ میں اپنی بے خبری سے مگر ہلاک ہوا

Ye nazar muntazir hai teri aaj bhi Dil kesi or se aashna hi nahen

Image
Ye nazar muntazir hai teri aaj bhi Dil kesi or se aashna hi nahen

Mat Cheen Apna Nam Mere Lab Se Istarah Be-Nam Zindagi Mein Tera Nam Hi Tou Hai

Image
Don't snatch your name from my love like this Your name is there in anonymous life

Raaz e Hayat Kia Ye Bataya Hai Aap(P.B.U.H) Ne Mujh Ko Mere Khuda Se Milaya Hai Aap(P.B.U.H) Ne

Image
رازِ حیات کیا یہ بتایا ہے آپ ﷺ نے مجھ کو مرے خدا سے ملایا ہے آپ ﷺ نے بھٹکے ہوئے تھے راہ سے اہلِ زمین سب رستہ جو عین حق تھا دکھایا ہے آپ ﷺ نے باطل کے زیرِ سایہ تھے ہم مبتلائے شرک بس اک خدا، خدا ہے بتایا ہے آپ ﷺ نے عقل و خرد، قلم، مرے مالک کی ہے عطا شیریں سخن زباں کو بنایا ہے آپ ﷺ نے ابرک دعا نہ پھر تری کیوں کر قبول ہو حرفِ دعا جو تجھ کو سکھایا ہے آپ ﷺ نے اتباف ابرک Raaz e Hayat Kia Ye Bataya Hai Aap(P.B.U.H) Ne Mujh Ko Mere Khuda Se Milaya Hai Aap(P.B.U.H) Ne Bhatkay Hoe Thay Raah Se Ahl e Zameen Sab Rasta Jo Ain Haq Tha Dekhaya Hai Aap(P.B.U.H) Ne Batil Ke Zer e Saaya Thay Hum Mubtalaa e Shirk Bas Aik Khuda , Khuda Hai Bataya Hai Aap(P.B.U.H) Ne Aqal o Khard , Qalam , Mere Malik Ki Hai Aata Shereen Sukhan Zubaan Ko Banaya Hai Aap(P.B.U.H) Ne ABRAK Dua Na Phir Teri Kion Kar Qubool Ho Harf e Dua Jo Tujh Ko Sekhaya Hai Aap(P.B.U.H) Ne   Atbaf Abrak

Roz Thakta Hoon Main Kar Kar Ke Murammat Apni Roz Aik Nuqs Naya Mujh Mein Nikal Aata Hai

Image
روز تھکتا ہوں میں کر کر کے مرمت اپنی روز اک نقص نیا مجھ میں نکل آتا ہے اتباف ابرک Roz Thakta Hoon Main Kar Kar Ke Murammat Apni Roz Aik Nuqs Naya Mujh Mein Nikal Aata Hai Atbaf Abrak

Kahon Kiss Se Main Keh Kaya Hai Shab e Gham Buri Bala Hai Mujhey Kaya Bura Tha Marna Agar Aik Baar Hota

Image
کَہُوں  کِس  سے میں کہ کیا ہے شَبِ  غَم بُری  بَلا  ہے مُجھے  کیا  بُرا  تھا  مَرنا   اَگر   اَیک   بار   ہَوتا Kahon Kiss Se Main  Keh Kaya Hai Shab e Gham Buri  Bala Hai Mujhey Kaya Bura Tha Marna Agar  Aik  Baar  Hota

Maine lab kaha, mohabbat kijiye Qabil e nafrat Hoon,aap bhi kijiye

Image
Maine lab kaha, mohabbat kijiye Qabil e nafrat Hoon,aap bhi kijiye I said love,do love I am worthy of hatred, You also do it  

Hasti hi apni kiya hai zamanay ke saamnay Ek khuwaab hain jahan mein bikhar jaeyen hum to kiya

Image
ہستی ہی اپنی کیا ہے زمانے کے سامنے اک خواب ہیں جہاں میں بکھر جائیں ہم تو کیا Hasti hi apni kiya hai zamanay ke saamnay Ek khuwaab hain jahan mein bikhar jaeyen hum to kiya

Aye haste hue honton ! Khabar ho to batana Sulgi hui aankhon ko shifa kaise milegi?

Image
Aye haste hue honton ! Khabar ho to batana Sulgi  hui  aankhon  ko  shifa  kaise  milegi? SEEMAB ZAFAR

Main pyar ka mufti Hoon, Mera fatwa hai ye Jo chod de rahon mein, kafir se bhi badtar hai

Image
Main pyar ka mufti Hoon, Mera fatwa hai ye Jo chod de rahon mein, kafir se bhi badtar hai I am the Mufti of love, this is my fatwa The one who leaves me in the way, is worse than a disbeliever

Jhoot Uss Se Main Kis Tarah Bolon Woh Mera Itbaar Karta Hai

Image
جھوٹ اس سے میں کس طرح بولوں وہ مرا اعتبار کرتا ہے Jhoot Uss Se Main Kis Tarah Bolon Woh Mera Itbaar Karta Hai

Inn Mein Khatra Hai Doob Jane Ka Jhankiye Mat Janab Inn Aankhon Mein

Image
ان میں خطرہ ہے ڈوب جانے کا جھانکیے مت جناب ان آنکھوں میں   Inn Mein Khatra Hai Doob Jane Ka Jhankiye Mat Janab Inn Aankhon Mein

Tum Woh Ho Jis Ko Dekh Kar Mere Dil Ki Khali Tehni Par Phool Gulabi Khil Jate Hein

Image
تم وہ ہو جس کو دیکھ کر میرے دل کی خالی ٹہنی پر پھول گلابی کھل جاتے ہیں جس کو دیکھ کر مجھ کو اپنی مرضی کے سارے موسم مل جاتے ہیں Tum Woh Ho Jis Ko Dekh Kar Mere Dil Ki Khali Tehni Par Phool Gulabi Khil Jate Hein Jisko Dekh Kar Mujh Ko Apni Marzi Ke Sare Mousam Mil Jate Hein

Wo Jo Geet Tum Ne Suna Nahi Meri Umar Bhar Ka Riaz Tha

Image

Kitney haseen log thay jo mil ke aik baar Aankhon mein jazb hogaye dil mein saama gaye

Image
Kitney haseen log thay jo mil ke aik baar Aankhon mein jazb hogaye dil mein saama gaye How beautiful were the people who met once There will be passion in eyes, it will be in heart

Jo Log Muyasar Hein Woh Log Ghanimat Hein Kab Kon Bichad Jaye Andaza Nahi Hota

Image
جولوگ میسر ہیں، وہ لوگ غنیمت ہیں کب کون بچھڑ جائے، اندازہ نہیں ہوتا آؤگے تو سمجھو گے، اِس دل کی بناوٹ میں دیوار تو ہوتی ہے ، دروازہ نہیں ہوتا   Jo Log Muyasar Hein Woh Log Ghanimat Hein Kab Kon Bichad Jaye Andaza Nahi Hota Aaogy To Samjho Gy Iss Dil Ki Banawat Mein Deewaar Tou Hoti Hai Darwaza Nahi Hota

Aakhiri Baar Tum Pe Aaya Tha Phir Mere Haath Nahi Aaya

Image
آخری بار تم پہ آیا تھا پھر میرے ہاتھ دل نہیں آیا Aakhiri Baar Tum Pe Aaya Tha Phir Mere Haath Nahi Aaya

Tu Mila Hai Tou Kahon Kaise Mila Kuch Bhi Nahi Aatish e Ishq Hai Aisi Keh Bacha Kuch Bhi Nahi

Image
تو مِلا ہے تو کہوں کیسے مِلا کچھ بھی نہیں آتش ِعشق ہے ایسی کہ بچا کچھ بھی نہی   Tu Mila Hai Tou Kahon Kaise Mila Kuch Bhi Nahi Aatish e Ishq Hai Aisi Keh Bacha Kuch Bhi Nahi

Aa Ja Tujhe Be-Sakhta Seenay Se Laga Loon Aye Humdam Tabiyat Zara Ghabraai Hoi Hai

Image
آ جا تُجھے بے ساختہ سینے سے لگا لوں اے ہمدم طبیعت ذرا گھبرائی ہوئی ھے Aa Ja Tujhe Be-Sakhta Seenay Se Laga Loon Aye Humdam Tabiyat Zara Ghabraai Hoi Hai

Kon Mane Ga Keh Be-Baal o Pari Se Pehle Hum Kisi Bagh Mein Thay Dar-Badari Se Pehle

Image
کون مانے گا کہ بے بال و پری سے پہلے ہم کسی باغ میں تھے دربدری سے پہلے Kon Mane Ga Keh Be-Baal o Pari Se Pehle Hum Kisi Bagh Mein Thay Dar-Badari Se Pehle

Baith Jaati Hai ,Mere Pehlo Mein Aakar TERI YAAD Mere Ghar Ka FARD Ho Jaisey

Image
بَیٹھ  جاتی  ہے   میرے  پِہلُو   میں   آکر تَیری  یاد   میرے   گھَر  کا  فَرد   ہو   جیسے Baith Jaati Hai ,Mere Pehlo Mein Aakar TERI YAAD  Mere Ghar Ka FARD Ho Jaisey

Likha hai apne naam se apne patey pe khat Muddat ke baad apni khabar chahta hoon main

Image
Likha hai apne naam se apne patey pe khat Muddat ke baad apni khabar chahta hoon main Sheen Alif Baloch

kabhi apne akele-pan k baare me jo sochoge tumhen toote hue kuch khaas rishte yaad aayenge

Image
کبھی اپنے اکیلے پن کے بارے میں جو سوچو گے تمہیں ٹوٹے ہوئے کچھ خاص رشتے یاد آئیں گے جہاں تم سے بچھڑنے کا سبب آنکھیں بھگوئیں گے وہیں اپنی محبت کے وسیلے یاد آئیں گے कभी अपने अकेले-पन के बारे में जो सोचोगे तुम्हें टूटे हुए कुछ ख़ास रिश्ते याद आएँगे जहाँ तुम से बिछड़ने का सबब आँखें भिगोएँगे वहीं अपनी मोहब्बत के वसीले याद आएँगे kabhi apne akele-pan k baare me jo sochoge tumhen toote hue kuch khaas rishte yaad aayenge jahan tum se bichdne ka sabab aankhen bhigoyenge wahen apni mohabbat k waseele yaad aayenge

Ho Na Saka Humein Kabhi Apna Khayal Tak Naseeb Naqsh Kisi Khayal Ka Loh Khayal Par Raha

Image
ہو نہ سکا ہمیں کبھی اپنا خیال تک نصیب نقش کسی خیال کا لوح خیال پر رہا Ho Na Saka Humein Kabhi Apna Khayal Tak Naseeb Naqsh Kisi Khayal Ka Loh Khayal Par Raha  

Sukoon e Qalb Tum Se Hai Sukoon e Jaan Bhi Tum Ho Ta'ajub Hai Keh Seenay Me Jahan Dil Tha Wahan Bhi Tum Ho

Image
ﺳُـﮑُﻮﻥِ ﻗَﻠـﺐ  ﺗُـﻢ  ﺳـﮯ  ﮨـﮯ , ﺳُـﮑُﻮﻥِ ﺟـﺎﮞ ﺑﻬﯽ ﺗُﻢ ﮨَﻮ ﺗَﻌَﺠُّﺐ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺳِﯿﻨﮯ ﻣﯿﮟ ﺟَﮩﺎﮞ ﺩِﻝ ﺗﻬﺎ ﻭَﮨﺎﮞ بھیﺗُﻢ ﮨَﻮ Sukoon e Qalb Tum Se Hai Sukoon e Jaan Bhi Tum Ho Ta'ajub Hai Keh Seenay Me Jahan Dil Tha Wahan Bhi Tum Ho

Naqsh fariadi hai kis ki shokhi tehreer ka Kagzi hai perahan her paiker tasweer ka

Image
نقش فریادی ہے کس کی شوخیٔ تحریر کا کاغذی ہے پیرہن ہر پیکر تصویر کا Naqsh fariadi hai kis ki shokhi tehreer ka Kagzi hai perahan her paiker tasweer ka

Pukaara jab mujhey tanhaii ney tou yaad aaya Ke apney saath bohat mukhtasar raha hoon mein

Image
Pukaara jab mujhey tanhaii ney tou yaad aaya Ke apney saath bohat mukhtasar raha hoon mein

Choom Sakta Hoon Chho Bhi Sakta Hoon Woh Bhi Yani Mere Mizaj Ki Hai

Image
چوم سکتا ہوں چھو بھی سکتا ہوں وہ بھی یعنی مرے مزاج کی ہے Choom Sakta Hoon Chho Bhi Sakta Hoon Woh Bhi Yani Mere Mizaj Ki Hai

Pagal See Ik Larki Ne Kuch Pagal Pagal Kar Dala Aankh Bhari Kia Pagli Ne Sab Kajal Kajal Kar Dala

Image
Pagal See Ik Larki Ne Kuch Pagal Pagal Kar Dala Aankh Bhari Kia Pagli Ne Sab Kajal Kajal Kar Dala Zulf Khuli Kia Aangan Mein Sab Badal Badal Kar Dala Uss Aik Nazar Ka Qissa Hai Sab Ghayel Ghayel Kar Dala  

Zehar Pee Laita Hoon Gar Shahad Bhare Hont Tere Mere Qabzay Mein Rahen Uss Ka Asar Hone Tak

Image
زہر پی لیتا ہوں ، گر شہد بھرے ہونٹ ترے میرے قبضے میں رہیں اس کا اثر ہونے تک عبدالحمید عدم Zehar Pee Laita Hoon Gar Shahad Bhare Hont Tere Mere Qabzay Mein Rahen Uss Ka Asar Hone Tak A.H.Adam

Phir Kaise Khafa Reh Sake Ga Woh Main Jab Libas Kala Pehnongi

Image
پھر  کیسے  خفا  رہ  سکے  گا  وہ میں  جب  لباس  کالا  پہنوں  گی

Riyasat De Gi Ya Tu Aap Dega Mere Bil Kia Tumhara Baap Dega

Image
ریاست دے گی یا تو آپ دے گا مرے بِل کیا  تمہارا باپ   دے گا بڑا منصف ھے  اگلا جج بھی  یارو کہا جاٸے گا جو , وہ چھاپ دے گا بجے گا جینیاتی ڈھول , جس پر ہمارا دل  کسی کی تھاپ دے  گا وہ پانی چھین لے گا شہریوں سے اور اپنے انجنوں کو بھاپ دے گا اذاں دے گا ترے کانوں میں پیسہ تو بدلے میں کفن کا ماپ دے گا بلف ہی کھیلتا آیا ھے فرحت بنا پتوں کے اب بھی ٹھاپ دے گا فرحت عباس شاہ Riyasat De Gi Ya Tu Aap Dega Mere Bil Kia Tumhara Baap Dega Bada Munsif Hai Agla Jadge Bhi Yaro Kaha Jayega Jo Woh Chaap Dega Baje Ga Jeanyati Dhol Jis Par Hamara Dil Kisi Ki Thaap Dega Woh Paani Cheen Lega Shehrion Se Aor Apne Enjano Ko Bhaap Dega Azaan Dega Tere Kanon Mein Paisa Tu Badle Mein Kafan Ka Maap Dega Belaf Hi Khelta Aaya Hai FARHAT Bina Patton Ke Ab Bhi Thaap Dega Farhat Abbas Shah

To Kia Ye Tey Hai Keh Ab Umar Bhar Nahi Milna To Phir Ye Umar Bhar Bhi Kion Tum Se Gar Nahi Milna

Image
تو کیا یہ طے ہے، کہ اب عمر بھرنہیں ملنا​ تو پھر یہ عمربھی کیوں، تم سے گرنہیں ملنا ​ یہ کون چُپکے سے تنہائیوں میں کہتا ہے​ تِرے بغیر سُکوں عُمْر بھر نہیں ملنا​ ​ چلو زمانے کی خاطر یہ جبْر بھی سہہ لیں ​ کہ اب مِلے تو کبھی ٹوٹ کر نہیں ملنا​ ​ رہِ وفا کے مُسافر کو کون سمجھائے​ کہ اِس سفر میں کوئی ہمسفرنہیں ملنا​ ​ جُدا تو جب بھی ہوئے دِل کو یوں لگا جیسے​ کہ اب گئے تو کبھی لوٹ کر نہیں ملنا​ سُرُور بارہ بنکوی To Kia Ye Tey Hai Keh Ab Umar Bhar Nahi Milna To Phir Ye Umar Bhar Bhi Kion Tum Se Gar Nahi Milna Ye Kon Chupkey Se Tanhaaion Mein Kehta Hai Tere Baghair Sukoon Umar Bhar Nahi Milna Chalo Zamane Ki Khatir Ye Jabar Bhi Seh Lein Keh Ab Milay To Kabhi Toot Ke Nahi Milna Ro e Wafa Ke Musafir Ko Kon Samjhaye Keh Iss Safar Mein Koi Humsafar Nahi Milna Juda To Jab Bhi Hoe Dil Ko Yun Laga Jaise Keh Ab Gaye To Kabhi Lout Kar Nahi Milna Suroor Barahbankvi

Jo Mila Usse Guzara Na Hua Jo Hamara Tha, Hamara Na Hua

Image
Jo Mila Usse Guzara Na Hua Jo Hamara Tha, Hamara Na Hua Hum Kisi Aur Se Mansoob Hue Kya Ye Nuqsan Tumhara Na Hua

Be-Niyazi Ke Silsilay Mein Hoon Main Kahan Ab Tere Nashay Mein Hoon

Image
بے نیازی کے سلسلے میں ہوں میں کہاں اب ترے نشے میں ہوں اک ہجر تیرا مجھے ستاتا ہے اور باقی تو بس مزے میں ہوں बे-नियाज़ी के सिलसिले में हूँ मैं कहाँ अब तेरे नशे में हूँ एक हिज़्र तेरा मुझे सताता है और बाक़ी तो बस मज़े में हूँ Be-Niyazi Ke Silsilay Mein Hoon Main Kahan Ab Tere Nashay Mein Hoon Ik Hijar Tera Mujhe Satata Hai Aur Baqi Tou Bas Mazey Mein Hoon I'm in the matter of Niyazi Where am I now in your addiction? Am in the series of Bay-Niyazi Where am I now drunk with you Your one separation teases me And the rest is just fun A hijr of yours teases me And the rest is just having fun

Ham ko nigah e yaar se peeney ka shauq hai Saqi ye jaam waam se nisbat nahi hamein

Image
ہم  کو نگاہِ  یار  سے  پینے کا  شوق  ہے ساقی یہ جام وام سے نسبت نہیں ہمیں Ham ko nigah e yaar se peeney ka shauq hai Saqi ye  jaam  waam  se nisbat nahi hamein