Posts

Showing posts from December, 2020

Karte Ho Tamanna Keh Woh GUL RO NAZAR AAYE Aankhen Bhi Tou Woh Laao Keh Khushboo Nazar Aaye

Image
کرتے ہو تمنّا کہ وہ، گُل رُو نظر آئے آنکھیں بھی تو وہ لاؤ، کہ، خُوشبو نظرآئے Karte Ho Tamanna Keh Woh GUL RO NAZAR AAYE Aankhen Bhi Tou Woh Laao Keh Khushboo Nazar Aaye

Anne wale saal mehak In phoolon ki si meharbani rahe

Image
Anne wale saal mehak In phoolon ki si meharbani rahe Dil se uljhi si zindgani rahe Ta-umr ujala bane Nigah-e-karam US ka khuloos-o-khaas mein lehza-e- shadmani rahe Wishing all family and friends a very happy new year

Na Chedo Zikar DECEMBER Ki Sard Raton Ka Kisi Ki Piyar Bhari Naram Garam Baton Ka

Image
نہ چھیڑو ذکر دسمبر کی سرد راتوں کا کسی کی پیار بھری نرم گرم باتوں کا شبِ وصال سُنا ہے سوال پوچھو گے جواب دو گے ہماری بھی چند باتوں کا پسِ نقاب بھی عاشق تو پا گئے تم کو ہوا ہے فائدہ کیا اتنی احتیاطوں کا گِلہ ہے آپ ہی سے آپ کے تغافل کا بُرا نہ مانیٔے اتنا ہماری باتوں کا   عجیب کھیل میں دنیا گزر گئی ارشد نہ فخر جیت کا کوئی نہ رنج ماتوں کا مرزا ارشد علی بیگ آڈبان ، پینسلوانیا دسمبر ٣١، ٢٠٢٠

Muhabbat Dhund Ki Wadi Mein Lepta Sard Mousam Hai Nikhar Jaye Tou Soraj Hai Bars Jaye Tou Rim Jhim Hai

Image
مُحبت  دُھند  کی وادی  میں  لِپٹا سرد موسم  ہے نِکھر جائے تو سورج ہے برس جائے تو رِم جِھم ہے Muhabbat Dhund Ki Wadi Mein Lepta Sard Mousam Hai Nikhar Jaye Tou Soraj Hai Bars Jaye Tou Rim Jhim Hai  

Kitaab Sada Rahegi Kab Tak? Kabhi Tou Aaghaaz Baab Hoga

Image
Kitaab Sada Rahegi Kab Tak? Kabhi Tou Aaghaaz Baab Hoga Jinhon Ne Basti Ujad Dali Kabhi Tou Unka Hisaab Hoga

Zindagi Kuch Samajh Mein Bhi Aa Jaye Gi Iss Bhare Shehar Mein Koi Pagal Tou Ho

Image
Zindagi Kuch Samajh Mein Bhi Aa Jaye Gi Iss Bhare Shehar Mein Koi Pagal Tou Ho

Apne tan di khabar nayi Sajan di khabar laave kaun??? Na main khaaki, na main aatish Na paani na paaun

Image
BABA BULLEH SHAH Apne tan di khabar nayi Sajan di khabar laave kaun??? Na main khaaki, na main aatish Na paani na paaun Na main khaaki, na main aatish Ve Bulleya Saaiyaan Ve ghut ghut roiyaan Jivein aate vich loon Assa nazuk dil de lok haan Sadda dil na yaar dukhaya kar Na jhoote vaade keeta kar Na jhootiyan kasmaan khaya kar Tainu kinni vaari aakheya ay Sanu alwal na azmaya kar Tere pyaar de vich main mar ja saan Mainu enna yaad na aaya kar Sajna ve aaja mud chheti nayi Udeekaan teriyaan Dubda phirega phir labhdiyaan tainu Mitti diyaan dheriyaan Apne tan di khabar nayi Sajan di khabar lave kaun

Main Ne Tou Soch Samajh Kar Hi Khareedi Har Shay Mere Saman Mein Ye Kis Ne Judaai Rakh Di

Image
میں نے تو سوچ سمجھ کر ہی خریدی ہر شے  مرے سامان میں یہ کس نے جدائی رکھ دی فاخرہ بتول Main Ne Tou Soch Samajh Kar Hi Khareedi Har Shay Mere Saman Mein Ye Kis Ne Judaai Rakh Di Fakhra Batool

Aik hi shakhs hota hai kainaat ki manind Rah e ishq mein koi qafala nahi hota

Image
ایک ہی شخص ہوتا ہے کائنات کی مانند راہِ عشــق میں کـوئی قـافلہ نہیں ہـوتا Aik hi shakhs hota  hai kainaat ki manind Rah e ishq mein koi qafala nahi hota

Ishq Ho Jaoun Piyar Ho Jaoun Main Jo Khushbo e Yaar Ho Jaoun

Image
عِشق ہوجاؤں ، پیار ہو جاؤں میں جو خوشبُوئے یار ہوجاؤں جب بھی نِکلوں میں ڈُھونڈ نے اُس کو دُھول،  مٹّی، غُبار ہو جاؤں اُس کے وعدے کا اعتبار کرُوں پِھر شَبِ اِنتظار ہو جاؤں اَوڑھ لُوں اُس کی یاد کی چادر اور،  خود پر  نِثار ہو جاؤں میں تِرا موسمِ خِزاں پہنوُں اور فصلِ بہار ہو جاؤں ایک شب اُس کو ، اِس طرح دیکھُوں دامَنِ شب کے پار ہو جاؤں جو ہَوا تُجھ کو چھُو کے آئے مَیں اُس کو چھُو لوُں ، بہار ہو جاؤں جِس گھڑی اُس کا آئنہ دیکھُوں اُس گھڑی ، عکسِ یار ہو جاؤں پُھول ٹانکوُں لباس میں اُس کے مَیں اگر دست کار ہو جاؤں اُس کا کاجل لگا کے آنکھوں میں مستیِٔ چشمِ یار ہو جاؤں

Dil hazaar bar chikhe to usey chikhne dijiye Jo aapka nahi usey jaane dijiye

Image
Dil hazaar bar chikhe to usey chikhne dijiye Jo aapka nahi usey jaane dijiye

Apni palkon par saja kar mere aansoo aap ne Raste ki dhool ko aankhon ka kajal bana diye

Image
Apni palkon par saja kar mere aansoo aap ne Raste ki dhool ko aankhon ka kajal bana diye

Yaron, Kya Mila Tumhe Mera Chehra Kured Kar Jo Zakhm Tha, Wo Rooh Ki Gehraiyon Me Tha

Image
Yaron, Kya Mila Tumhe Mera Chehra Kured Kar Jo Zakhm Tha, Wo Rooh Ki Gehraiyon Me Tha Friends, what did you get by curing my face The wound that was in the depths of the soul

Barf Girti Rahi Aasmaanon Ke Us Paar Se Raat Bhar Barf Girti Rahi Baadlon K Katoron Mein Tha Munjmid

Image
برف گرتی رہی آسمانوں کے اُس پار سے رات بھر برف گرتی رہی بادلوں کے کٹوروں میں تھا مُنجمد دیوتاؤں، خداؤں کا آبِ وضُو اور سبُو در سبُو برف کے چھینٹے ریشم کے پھولوں کی صورت بکھرتے رہے نرم گالے، خموشی میں لپٹے ہوئے سب چھتوں اور کھیتوں پہ کچّی سفیدی چھڑکتے رہے خالی گلیاں کہ جیسے چمکتے سُفید اُون کی بِلّیاں برف کے سرسراتے لحاف اوڑھ کر پُرسکوں ہوگئیں اور پھر سو گئیں خامشی میں صدا کی ملاوٹ نہ تھی کوئی آہٹ نہ تھی خوابگاہوں میں لوگ اپنے پیاروں پہ بوسے لُٹاتے رہے بے شکن بستروں پر شکن در شکن گرم گاڑھے بدن لمس کے ان کہے رنگ بھرتے رہے آگ کی گود میں کسمساتی ہوئی لکڑیاں جل بُجھیں جسم تپتے رہے ہر جنُوں کو سہارا میسر رہا ہر نظر کو ستارہ میسر رہا ہر مُحِب اپنے محبوب سے مُتّصل ہاں مگر صرف دو روتے کُرلاتے دل جو کہ اک دوسرے کے نہ تھے رُوبرُو ایک مَیں، ایک تُو رحمان فارس Barf Girti Rahi Aasmaanon Ke Us Paar Se Raat Bhar Barf Girti Rahi Baadlon K Katoron Mein Tha Munjmid Devtaaon, Khudaaon Ka Aab-e-Wuzoo Aur Sboo-dar-Sboo Barf Ke Chhaintey Resham K Phoolon Ki  Soorat Bikhrtey Rahey Narm Gaaley, Khmoshi Mei...

Log naae sal par buht kuch naya mangain'ge Leken mujhy wohi purana tumhara saath chahaye

Image
Log naae sal par buht kuch naya mangain'ge Leken mujhy wohi purana tumhara saath chahaye

Mausam toh Nahi Hum Ki Badal Jayenge

Image

Phir Aa Gaya Hai Aik Naya Saal Dosto Is Baar Bhi Kisi Se DECEMBER Nahi Ruka

Image
Phir Aa Gaya Hai Aik Naya Saal Dosto Is Baar Bhi Kisi Se DECEMBER Nahi Ruka

Andaz Apna Dekhte Hein Aainay Mein Woh Aur Ye Bhi Dekhtay Hein Koi Dekhta Na Ho

Image
Zuban Chalny Lagi Lab-Kushaai Karne Lagy Naseeb Bigda Tou Gongy Buraai Karne Lagy Humare Qad Ke Barabar Na Aa Saky Jo Log Humare Pavn Ke Neechay Khudaai Karne Lagy

Andaz Apna Dekhte Hein Aainay Mein Woh Aur Ye Bhi Dekhtay Hein Koi Dekhta Na Ho

Image

Bichad Ke Phir Milengy Yaqeen Kitna Tha Tha Tou Khuwaab Lekin Haseen Kitna Tha

Image
Mumkin Hai Keh Sadion Bhi Nazar Aaye Na Soraj Is Baar Andhera Nere Andar Se Utha Hai

Bichad Ke Phir Milengy Yaqeen Kitna Tha Tha Tou Khuwaab Lekin Haseen Kitna Tha

Image
Bichad Ke Phir Milengy Yaqeen Kitna Tha Tha Tou Khuwaab Lekin Haseen Kitna Tha Woh Mujhe Chod Gaya Mere Zawaal Se Pehle Haseen Tou Tha Hi Zaheen Kitna Tha

Aao DECEMBER Ko Rukhsat Karein

Image
Aao DECEMBER Ko Rukhsat Karein Kuch Khushion Ko Sanbhal Kar  Kuch Aansoun Ko Taal Kar Jo Lamhe Guzre Chahaton Mein Jo Pal Beetey Rafaqaton Mein Kabhi Waqt K Saath Chaltey Chaltey Jo Thak K Ruke Raston Mein Kabhi Khushion Ki Ummeed Mili Kabhi Bichdey Houn Ki Deed Mili Kabhi Be-Panah Muskura Diye Kabhi Haste Haste Ro Diye In Sare Lamhon Ko Mukhtasar Karen   Aao DECEMBER Ko Rukhsat Karein  

Badla Jo Waqt Gehri Rafaqat Badal Gai Soraj Dhala Tou Saaye Ki Soorat Badal Gai

Image
Badla Jo Waqt Gehri Rafaqat Badal Gai Soraj Dhala Tou Saaye Ki Soorat Badal Gai Ik Umar Tak Main Uski Zarorat Bana Raha Phir Yun Hoa Keh Uski Zarorat Badal Gai

Saat Rangon Se Muzaen Meri Beenaai Hai Aathwaan Rang Tera Rang e Pazeeraai Hai

Image
Saat Rangon Se Muzaen Meri Beenaai Hai Aathwaan Rang Tera Rang e Pazeeraai Hai

Doobte Suraj Ko Dekh Ke Mayus Na Ho

Image

Nigahon mein abhi tak doosra cheraa nahin aaya Bharosa hi kuch aisa tha tumhare laut aanay ka

Image
Nigahon mein abhi tak doosra cheraa nahin aaya Bharosa hi kuch aisa tha tumhare laut aanay ka I haven't seen another face yet. The trust of your return was something like this

Hum Ne Mali K Mushaqat Ka Bharm Rakhna Tha So Jahan Koi Na Mehka Wahan Hum Mehkay

Image
ہم نے مالی کی مشقت کا بھرم رکھنا تھا سو جہاں کوئی نہ مہکا وہاں ہم مہکے   Hum Ne Mali K Mushaqat Ka Bharm Rakhna Tha So Jahan Koi Na Mehka Wahan Hum Mehkay

Main Tou Iss Wastey Chup Hoon Keh Tamasha Na Baney Tu Samajhta Hai Mujhe Tujh Se Gila Kuch Bhi Nahi

Image
میں تو اِس واستے چُپ ہوں کہ تماشہ نہ بَنے تُو سَمجھتا ہے مُجھے تجھ سے گِلہ کچھ بھی نہیں   Main Tou Iss Wastey Chup Hoon Keh Tamasha Na Baney Tu Samajhta Hai Mujhe Tujh Se Gila Kuch Bhi Nahi

Dhadkano ko tatola jab maine tu pata laga Woh tu kisi aur ka hi daaman thaamey baithe hai

Image
Dhadkano ko tatola jab maine tu pata laga Woh tu kisi aur ka hi daaman thaamey baithe hai

Maine Har Baar Nayi Aankh Se Dekha Tujhko Mujhko Har Baar Naya IshQ Hua Hai Tujhse

Image
    Maine Har Baar Nayi Aankh Se Dekha Tujhko Mujhko Har Baar Naya IshQ Hua Hai Tujhse Every time I saw you with new eyes I have a new love with you every time

Rabb likhun ,khwahish likhun meharbaan likhun Ya ke farmaish likhun

Image
Rabb likhun ,khwahish likhun meharbaan likhun Ya ke farmaish likhun Udeil kar jazbaat saare kagaz pe aa tujh par mein ek kitaab likhun

jahan rahega waheen raushni lutaayega kisi charagh ka apna makaan nahin hota

Image
jahan rahega waheen raushni lutaayega kisi charagh ka apna makaan nahin hota

Aao kuch dyr desember ki dhoop mein bethain Ye fursatain hamain shayed agaly sal melain na melain

Image
Aao kuch dyr desember ki dhoop mein bethain Ye fursatain hamain shayed agaly sal melain na melain

Agar Hoon Pait Mein Luqmay Badal Jate Hein Mousam May Mein Barf Padti Hai December Garam Lagta Hai

Image
اگر ہوں پیٹ میں لقمے بدل جاتے ہیں موسم مئی میں برف پڑتی ہے دسمبر گرم لگتا ہے Agar Hoon Pait Mein Luqmay Badal Jate Hein Mousam May Mein Barf Padti Hai December Garam Lagta Hai

Buhat Takleef Deh Tha Na Ghar Khuly Na Dar Khuly Na Munah Khuly Na Zubaan Khuli Bade Arman Hein Tum Se Naya Koi Na Imtehan Lejiye

Image
بہت تکلیف دہ تھا نہ گھر کھلے نہ در کھلے نہ منہ کھلے نہ زبان کھلی بڑے آرمان ہیں تم سے نیا کوئی نہ امتحان لیجیے Buhat Takleef Deh Tha Na Ghar Khuly Na Dar Khuly Na Munah Khuly Na Zubaan Khuli Bade Arman Hein Tum Se Naya Koi Na Imtehan Lejiye

Bas Aakhiri Sawaal Aey Zindagi Ye Masroof Log Dafnaney Tou Aaeingy Na?

Image
بس آخــــــری ســوال اے!!! زندگــــی یـہ مصـروف لوگ دفنانے تو آئیں گے نـہ؟   Bas Aakhiri Sawaal Aey Zindagi Ye Masroof Log Dafnaney Tou Aaeingy Na?

Sar Jhukaoge To Pathar Devta Ho Jayega Itna Mat Chaho Use, Wo Be-Wafa Ho Jayega

Image
سر جُھکاؤ گے تو پتھر دیوتا ہو جائے گا اتنا مت چاہو اُسے وہ بے وفا ہو جائے گا Sar Jhukaoge To Pathar Devta Ho Jayega Itna Mat Chaho Use, Wo Be-Wafa Ho Jayega  

Na Jane Waqt Ne Kion Faslay Ye Dey Diye Warna Tumhi Tou Mere Jaise Thay Tumhein Tou Mera Hona Tha

Image
نہ جانے وقت نے کیوں فاصلے یہ دے دئے ورنہ تمہی تو میرے جیسے تھے تمہیں تو میرا ہونا تھا   Na Jane Waqt Ne Kion Faslay Ye Dey Diye Warna Tumhi Tou Mere Jaise Thay Tumhein Tou Mera Hona Tha

Do Hi Ba-Zouq Aadmi Hein Adam Main Hoa Ya Mera Raqeeb Hoa

Image
Do Hi Ba-Zouq Aadmi Hein Adam Main Hoa Ya Mera Raqeeb Hoa

Khuwaab Kia Koi Dekhay Neend Ke Anjaam Ke Baad Kis Ko Jeenay Ki Hos Hashar Ke Hangaam Ke Baad

Image

Ye Jo Chehre Se Tumhein Lagtay Hain Bemar Se Hum Khoob Roye Hein Lefat Kar Dar o Deewar Se Hum

Image

Dastak mein koi dard ki khushboo zaroor thi Darwaza kholne k liye ghar ka ghar utha

Image
Dastak mein koi dard ki khushboo zaroor thi Darwaza kholne k liye ghar ka ghar utha There was definitely a fragrance of pain in the knock To open the door Woke up to the house

Apni Gardan Jhuka Ke Peetay Hein Hum Musalla Bicha Ke Peetay Hein

Image
شرابی میں شرابی Sharaabi Main Sharaabi   اپنی گردن جھکا کے پیتے ہیں ہم مصلےٰ بچھا کے پیتے ہیں Apni Gardan Jhuka Ke Peetay Hein Hum Musalla Bicha Ke Peetay Hein سجدہ کرتے ہیں دن میں جی بھر کے رات بھر جی لگا کے پیتے ہیں Sajdah Kartey HeinDin Mein Jee Bhar Ke Raat Bhar Jee Laga Ke Peetay Hein کھینچئے انتظارِ ساغر آپ ہم صراحی اٹھا کے پیتے ہیں Kijiye Intezar e Saghar Aap Hum Surahi Utha Ke Peetay Hein مے کدے میں کہاں ہماری شراب روز مقتل میں جا کے پیتے ہیں Mai-Kaday Mein Kahan Humari Sharaab Roz MaqtalMein Ja Ke Peetay Hein رہ گئے شیخ جی وضو کرتے ہم لہو میں نہا کے پیتے ہیں Reh Gaye Sheikh Jee Wazo Karte Hum Lahoo Mein Naha Ke Peetay Hein بیَن کرتی ہے قلقلِ مینا ہم بھی آنسو بہا کے پیتے ہیں Bain Karti Hai Qulqul e Maina Hum Bhi Aansoo Baha Ke Peetay Hein روشنی کو فروغِ مے ہے بہت لو، دیا ہم بجھا کے پیتے ہیں Roshni Ko Farogh Mai Hai Buhat Lou , Diya Hum Bujha Ke Peetay Hein استقامت شراب دیتی ہے پاؤں ہم بھی جما کے پیتے ہیں Isteqamat Sharaab Deti Hai Paoun Hum Bhi Jama Ke Peetay Hein ہم کو ...

Aey giryaa zaar zindgi kuch dair mazrat Mera bhi dil kiya hai zara muskuraon main

Image
اے گریہ زار زندگی کچھ دیر معذرت میرا بھی دل کیا ہے ، ذرا مسکراؤں میں Aey giryaa zaar zindgi kuch dair mazrat Mera bhi dil kiya hai zara muskuraon main

A blurry face lives in my eyes A stray firefly lives in my dreams

Image
A blurry face lives in my eyes A stray firefly lives in my dreams One innocent voice does not let me sleep A tangled sentence remains in my memories Who has the fragrance of Shabnami Aanchal, now talk in me Some feeling like fragrance lives in my breath I can't control myself, I can't say anything. Whose words have this effect in my words The bloody nights of December keep me restless Lams of one hand still lives in my thoughts The heart is also sorry, the feeling is also confusion of thoughts. Whose eye's tear is this in my eyes

Sab intezar mein thay, kab koi zubaan khulay Phir us k hont khulay aur sab k kaan khulay

Image
غزل سب انتظار میں تھے، کب کوئی زبان کُھلے پھر اُس کے ہونٹ کُھلے اور سب کے کان کُھلے بھلے ہو لاکھ حسیں خواب ،یاد رہتا نہیں جب آنکھ درجنوں لوگوں کے درمیان کُھلے بہت سا لیں گے کرایہ ،ذرا سی دیں گے جگہ یہاں کے لوگوں کے دل تنگ ہیں ،مکان کُھلے گیا وہ شخص تو نظریں اٹھائیں لوگوں نے ہوا تھمی تو جہازوں کے بادبان کُھلے ہماری آنکھ میں کھدّر کے خواب بِکتے تھے تم آئے اور یہاں بوسکی کے تھان کُھلے جگہ ہو اِس میں، کم از کم، مرے یقیں کے لیے میں چاہتا ہوں کہ اتنا تِرا گمان کھُلے یہ کون بھول گیا اُن لبوں کا خاکہ یہاں؟ یہ کون چھوڑ گیا گُڑ کے مرتبان کُھلے؟ عمیر نجمی Ghazal   Sab intezar mein thay, kab koi zubaan khulay Phir us k hont khulay aur sab k kaan khulay Bhalay ho laakh haseen khwab, yaad rehta nahin Jab aankh darjanon logon k darmyaan khulay Bohat sa lain ge kiraya, zara si dain ge jagah Yahan k logon k dil tang hain, makaan khulay Gaya wo shakhs to nazrain uthayin logon ne Hawa thami to jahaazon k baadbaan khulay Hamari aankh mein khaddar k khwab biktay thay Tum aye aur yahan boski k thaan khu...

Yeh aur baat k sajde nahi qabool use Magar woh sakhs hamara khuda aaj bhi hai

Image
ये और बात कि सजदे नहीं कुबूल उसे मगर वो शख्स हमारा खुदा तो आज भी है Yeh aur baat k sajde nahi qabool use Magar woh sakhs hamara khuda aaj bhi hai

Khud se larti hoon , bigarti hoon, mana leti hoon Main ne tanhayi ko ik khail bana rakha hai

Image
Khud se larti hoon , bigarti hoon, mana leti hoon Main ne tanhayi ko ik khail bana rakha hai I fight with myself, I spoil myself, I convince myself. I have made loneliness a game

Yeh ashk nahi hai aas hai Ke ab bhi tu mere pass hai

Image
Yeh ashk nahi hai aas hai Ke ab bhi tu mere pass hai This is not love it is hope Are you still with me

Phir Naya Saal Nai Subah Nai Ummeedein Ae Khuda Khair Ki Khabron K Ujalay Rakhna

Image