Muhabbat Ke Taqazo Se Mukarna Tou Nahi Mumkin Tujhe Jis Se Muhabbat Hai
دُعا زہرا
محبت کے تقاضوں سے مُکرنا تو نہیں ممکن
تُجھے جس سے محبت ہے
اُسی کے ساتھ رہنا تیری مرضی اور ترا حق ہے
مگر بیٹی
محبت تو تری ماں کو بھی تُجھ سے تھی
محبت تیرے بابا کو بھی تُجھ سے تھی
محبت کرنے والوں سے یہی تو بُھول ہوتی ہے
محبت سے محبت کے تصادم میں
محبت آپ ہی مقتول ہوتی ہے
DUA ZEHRA
Muhabbat Ke Taqazo Se Mukarna Tou Nahi Mumkin
Tujhe Jis Se Muhabbat Hai
Usi Ke Saath Rehna Teri Marzi Aur Tera Haq Hai
MAGAR BETI
Muhabbat Tou Teri MAA Ko Bhi Tujh Se Thi
Muhabbat Tere BABA Ko Bhi Tujh Se Thi
Muhabbat Karne Walo Se Yahi Bhool Hoti Hai
Muhabbat Se Muhabbat Ke Tasadum Mein
Muhabbat Aap Hi Maqtool Hoti Hai

Comments
Post a Comment