Chodh Hum Khaak Nasheenon Ko Kisi Jangal Mein Takeh Phaily Na Hawa Shehar Mein Khud-Dari Ki



چھوڑ ہم خاک نشینوں کو کسی جنگل میں
تاکہ پھیلے نہ ہوا شہر میں خود داری کی
Chodh Hum Khaak Nasheenon Ko Kisi Jangal Mein
Takeh Phaily Na Hawa Shehar Mein Khud-Dari Ki

یہ تنزل ہے اُنہی ماوں کی تربیت کا
جن کے بچوں نے مرے ملک سے غداری کی
Ye Tanazal Hai Unhi Maaoun Ki Tarbiat Ka
Jin Ke Bachon Ne Mere Mulk Se Ghadari Ki

قاسمی رہ گیا آنکھوں میں دمِ رفتن یہ
موت کی موت سے پہلے نہیں تیاری کی
QASMI Reh Gaya Aankhon Mein Dum e Raftan Peh
Mout Ki Mout Se Pehle Nahi Tayari Ki
محمد اکرام قاسمی
Muhammad Ikram Qasmi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo