Lala o gul ko dekhte kia ye bahar dekh kar Reh gaye bekhudi mein hum soorat e yar dekh kar



لالہ و گل کـــــو دیکھتے کیا یہ بہار دیکھ کر
رہ گئے بیخودی میں ہم صورتِ یار دیکھ کر
Lala o gul ko dekhte kia ye bahar dekh kar
Reh gaye bekhudi mein hum soorat e yar dekh kar

 
تھی یہ ہوس کہ دیکھتے خال و خط بہار حسن
آنکھیں ہی چندھیا گئیں جلــــوۂ یار دیکھ کر
Thi ye hawis ke dekhte khal o khat e bahar e husn
Ankhen hi chundheya gayeen jalwa e yar dekh kar

 
جگـــــــر مراد آبادی
Jigar Murad Abadi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha