Posts

Showing posts from October, 2025

Alvida October Yeh Woh Maheena Hai Jo Chupky Se Dil Ke Darwaze Par Dastak Daita Hai

Image
الوداع اکتوبر Alvida October   یہ وہ مہینہ ہے جو چپکے سے دل کے دروازے پر دستک دیتا ہے اورچپکے سے سرگوشی کرتاہے چلو، چند دن اور خاموش رہ لیتے ہیں Yeh Woh Maheena Hai Jo Chupky Se Dil Ke Darwaze Par Dastak Daita Hai Aur Chupke Se Sargoshi Karta Hai Chalo , Chand Din Aur Khamosh Reh Laity Hein ہوا نظریں نیچی کر لیتی ہے درخت آہستہ سانس لیتے ہیں اور یادیں پتوں کی مانند گرنے لگتی ہیں   Hawa Nazrein Neechi Kar Laiti Hai Darakht Aahista Aahista Sans Laity Hein Aur Yaadein Patton Ki Manind Girne Lagti Hein یہ موسم آوازیں کم اور سوچیں زیادہ کر دیتا ہے جب ہم بیٹھے بیٹھے کھو جاتے ہیں ہر خشک پتے میں کھوئی ہوئی اس ہر خوشی کو ڈھونڈتے ہیں اور آنکھیں ہر نمی کو محبت سمجھ بیٹھتی ہیں   Yeh Mousam Aawazein Kam Aur Sochein Ziyada Kar Daita Hai Jab Hum Baithay Baithay Kho Jate Hein Har Khushk Paty Mein Khoi Hoi Us Har Khushi Ko Dhoonty Hein Aur Aankhein Har Nami Ko Muhabbat Samajh Baithti Hein اکتوبر وہ پل ہے جو گزر کر بھی رہ جاتا ہے سانسوں کے بیچ رکی ہوئی آہ کی طرح دل کی دیواروں پر سرد لمس کی ...

Yeh Jo Ishq Maslak Ke Log Hein,Inhein Ramz Sare Sekha Piya Yeh Junoon e Ishq Ki Dastan , Inhein Harf Harf Suna Piya

Image
یہ جو عشق مسلک کے لوگ ہیں،انہیں رمز سارے سکھا پیا یہ جنونِ عشق کی داستاں، انھیں حرف حرف سناپیا Yeh Jo Ishq Maslak Ke Log Hein,Inhein Ramz Sare Sekha Piya Yeh Junoon e Ishq Ki Dastan , Inhein Harf Harf Suna Piya مرے چارہ گر،میں ہوں در بدر،میں تو تھک گئی،ہے عجب سفر مری بے نشاں سی ہیں منزلیں،مجھے راستہ بھی دکھا پیا نہ حدود میں،نہ قیود میں،مرا دل ترے ہی وجود میں یہ سجود کا حسیں پیرہن میری روح پر تو سجا پیا میں تو آس تھی،میں تو پیاس تھی،کسی پھول کی میں بھی باس تھی مری پتیاں گریں جا بجا، انہیں شاخ پر تو سجا پیا میں فقیر ہوں،میں حقیر ہوں۔کسی خواب کی نہ اسیر ہوں میں عزیز ہو ں تو تجھے ہی بس، سو عزیز تر ہی بنا پیا میں فلک سے آئی خطا مری،اسے ڈھونڈناہے وفا مری یہ جفا کی جو ہیں حقیقتیں،مری آنکھ کو وہ دکھا پیا مرے آسماں مرے سا ئباں،توُ ہی رازداں،توُ ہی مہرباں جہاں لا مکاں کے ہیں سلسلے، وہیں میرا گھر بھی بنا پیا یہ جو آرزو و ں کا دیس ہے، یہ جو خاک خاک سا بھیس ہے جو ازل ابد کا یہ بھید ہے،اسے بھید ہی میں بتا پیا یہ قدم قدم پہ بشارتیں، یہ نظر نظر میں زیارتیں یہ بصارتیں،یہ بجھارتیں،مرے شہر دل کو دکھا پیا...

Tu Ne Khud Choda Muhabbat Ka Safar Yaad Tou Kar Main Ne Tou Tujh Se Alag Ho Ke Musafat Nahi Ki

Image
Tu Ne Khud Choda Muhabbat Ka Safar Yaad Tou Kar Main Ne Tou Tujh Se Alag Ho Ke Musafat Nahi Ki Tu Ne Charchay Kiye Har Ja Meri Ruswaai Ke Main Ne Khud Se Bhi Kabhi Teri Shikayat Nahi Ki

Ik Imtehan Aa Khada Rasty Mein Na-Gahan Majboor Ho Ke Mujh Ko Wafa Baichni Padi

Image
Ik Imtehan Aa Khada Rasty Mein Na-Gahan Majboor Ho Ke Mujh Ko Wafa Baichni Padi

Tumhein Hum Aman Ke Mousam Mein Milny Aaeingy Humare Dais Mein Din , In Dinon Safar Ke Nahi

Image
    Tumhein Hum Aman Ke Mousam Mein Milny Aaeingy Humare Dais Mein Din , In Dinon Safar Ke Nahi  

Jis Taraf Jaye Muqadar Ka Sitarah Jaoun Yeh Bhi Mumkin Hai Tere Dil Mein Utara Jaoun

Image
جس طرف جائے مقدر کا ستارہ جاؤں یہ بھی ممکن ہے ترے دل میں اتارا جاؤں Jis Taraf Jaye Muqadar Ka Sitarah Jaoun Yeh Bhi Mumkin Hai Tere Dil Mein Utara Jaoun میں محبت ہوں، کڑی دھوپ میں چھاؤں جیسے میں کوئی وقت نہیں ہوں کہ گزارا جاؤں چارہ گر مجھ کو بتاتی ہے تری خاموشی کچھ نہیں ہے مرے اس درد کا چارہ، جاؤں "تیری آنکھوں میں کوئی عکس نہ دیکھے میرا" اس نے آنکھوں سے کیا مجھ کو اشارہ ، جاؤں ایک دریا نے رواں ہوتے ہوئے اس سے کہا آپ نے پاؤں ڈبونے ہیں کہ کھارا جاؤں یہ بھی منظور نہیں تجھ پہ کوئی انگلی اٹھے اور یہ خواہش بھی، ترے لب سے پکارا جاؤں میرا کردار پسندیدہ نہیں قصے میں میں کسی موڑ پہ ہو سکتا ہے، مارا جاؤں نعیم عباس ساجد Naeem Abas Sajid

Jithay Jithay Thod Payi Ae Sajna Teri Lod Payi Ae

Image
جِتھے جِتھے تھوڑ پئی اے سَجنا تیری لوڑ پئی اے Jithay Jithay Thod Payi Ae Sajna Teri Lod Payi Ae سِینے لا کے حَل ہو جانی ساڈے وِچ جے توڑ پئی اے یاداں نال نئیں پُوری پینی جِنی تیری تھوڑ پئی اے پُنوں پُنوں کردی سَسی ٹِبے دے وچ دوڑ پئی اے پِچھے مُڑ کے ویکھ تے سئی نا اَج فیر تیری لوڑ پئی اے میرے سُفنے رول کے سارے دَھرتی ایتھے چوڑ پئی اے

Sar Bacha Kalma e Tamjeed Utha Aur Nikal Shehar e Gustakh Se Touheed Utha Aur Nikal

Image
سر بچا کلمۂ تمجید اٹھا اور نکل شہرِ گستاخ سے توحید اٹھا اور نکل Sar Bacha Kalma e Tamjeed Utha Aur Nikal Shehar e Gustakh Se Touheed Utha Aur Nikal مجھ کو کافی ہیں مرے مردہ و افسردہ چراغ اپنے جلتے ہوئے خورشید اٹھا اور نکل کب تلک غیب کے حجرے میں پڑے رہنا ہے حُسن سے پردۂ تجرید اٹھا اور نکل اس سے آسان کوئی کام نہیں دنیا میں ہاتھ میں پرچمِ تنقید اٹھا اور نکل طاہر عباس امبر Tahir Abbas Amber

Khoon Be-Wafa Unka , Be-Rukhi Sahaily Hai Kis Gaday Mein Daleingy

Image
خون بیوفا ان کا، بے رخی سہیلی ہے کس گڑھے میں ڈالیں گے Khoon Be-Wafa Unka , Be-Rukhi Sahaily Hai Kis Gaday Mein Daleingy کس کنوئیں میں پھینکیں گے دوست ہیں، خدا جانے کس جگہ پہ ماریں گے

Wo sar phiri hawa thi sambhalna padha mujhey Mai.n aakhri chiraagh tha jalna padha mujhey

Image
वो सर फिरी हवा थी सँभलना पड़ा मुझे मैं आख़री चिराग़ था जलना पड़ा मुझे। महसूस कर रहा था उसे अपने आस पास अपना ख़याल ख़ुद ही बदलना पड़ा मुझे। कुछ दूर तक तो जैसे कोई मेरे साथ था फिर अपने साथ आप ही चलना पड़ा मुझे। अमीर कज़लबाश Wo sar phiri hawa thi sambhalna padha mujhey Mai.n aakhri chiraagh tha jalna padha mujhey Mehsoos kar raha tha ussay apney aas paas Apna khyaal khud hi badalna padha mujhey Kuchh duur tak tau jaisey koyee merey saath tha Phir apney saath aap hi chalna padha mujhey  Amir Kazalbash

Na tajurba Kare se waiz ke ye bateen Hain Is rang KO kya Jane pocho to kabhi pee hai

Image
نا تجربہ کاری سے واعظ کی یہ باتیں ہیں اس رنگ کو کیا جانے، پوچھو تو کبھی پی ہے؟​ Na tajurba Kare se waiz ke ye bateen Hain Is rang KO kya Jane pocho to kabhi pee hai

Okay I turn my eyes around You also tell the earrings not to kiss the neck

Image
Okay I turn my eyes around You also tell the earrings not to kiss the neck It's okay, I turn my eyes back You also tell with earrings not to kiss the neck

Main is khayal me usko pookar baithi thi Mujhe laga vo abhi taq hai muntazir mera

Image
میں اس خیال میں اس کو پکار بیٹھی تھی ‏مجھے لگا وہ ابھی تک ہے منتظر میرا ‏ Main is khayal me usko pookar baithi thi Mujhe laga vo abhi taq hai muntazir mera

ahl-e-mahfil pe kab ahwal khula hai apna main bhi khamosh raha us ne bhi pursish nahin ki

Image
ahl-e-mahfil pe kab ahwal khula hai apna main bhi khamosh raha us ne bhi pursish nahin ki ye bhi kya kam hai ki donon ka bharam qaem hai us ne bakhshish nahin ki hum ne guzarish nahin ki ek to hum ko adab aadab ne pyasa rakkha us pe mahfil mein surahi ne bhi gardish nahin ki wo hamein bhul gaya ho to ajab kya hai 'faraaz' hum ne bhi mel-mulaqat ki koshish nahin ki

Jo Apne Paid Jalty Chod Jaein Unhein Kia Haq Keh Rothein Baghban Se

Image
کریں ترکِ زمیں یا جائیں جاں سے  وُہی  انداز   اُن   کے   آسماں   سے اگر  چاہیں  تو  وُہ  دِیوار  پڑھ  لیں  ہمیں اب کُچھ نہیں کہنا زُباں سے سِتارہ ہی نہیں جب ساتھ دیتا تو کشتی کام لے کیا بادباں سے  ضروری ہو گئی اب دِل کی زینت مکیں پہچانے جاتے ہیں مکاں سے  بساطِ  زیست   پر   اکثر   زمانہ پلٹ لیتا ہے اپنے حق میں پانسے وَگرنہ فصلِ گُل کی قدر کیا تھی بڑی حکمت ہے وابستہ خِزاں سے  کِسی نے بات کی تھی ہنس کے شاید زمانے بھر سے ہیں ہم خُوش گُماں سے کبھی تنہائی  کا  ڈر  روکتا  تھا اور اب مشکل ہجومِ ہمرہاں سے الاؤ  ہی  جلانے  کی  شبیں  ہیں مگر ہٹ کر کِسی کے سائباں سے سبھی سودے خسارے کے نہیں تھے  مگر ، فُرصت نہ تھی کارِ جہاں سے مُحبّت اور وُہ بھی غیر مشروط بہت مُشکل ہے ایسے مہرباں سے نکالی بھی گئی تھیں سوئیاں کیا کوئی تصدیق کرتا قصّہ خواں سے  مَیں اِک اِک تِیر پر خُود ڈھال بنتی اگر  ہوتا  وُہ  دُشمن...

Meri Koshish Hai Keh Main Dil Na Dukhaoun Tera Phir Bhi Ae Dost! Koi Baat Agar Ho Jaye

Image
Meri Koshish Hai Keh Main Dil Na Dukhaoun Tera Phir Bhi Ae Dost! Koi Baat Agar Ho Jaye     Main Kabhi Zindagi Keh Kar Na Pukaron Ho Jaye Zindagi Kehty Hein Usko Jo Basar Ho Jaye  

Ghdhi Se Lakh Mehinga Tou Ghadhi Ka Waqt Hota Hai Jo Iski Qadar Karta Hai Usi Ka Waqt Hota Hai

Image

Koi Jo Mujh Se Muhabbat Ka Pooch Ly Matlab Main Yun Karonga Keh Usko Milaounga Tujh Se

Image
Koi Jo Mujh Se Muhabbat Ka Pooch Ly Matlab Main Yun Karonga Keh Usko Milaounga Tujh Se Yeh Har Faraib Ke Chungal Se Bach Nikalta Hai Main Apne Dil Ko Kisi Din Lagaounga Tujh Se Humare Shehar Mein Sab Se Haseen Shakhs Hai Tu Main Kaise Sab Ki Tawaja Hataounga Tujh Se Na Tod Zabt Ke Bandhan , Galy Na Lag Mere Main Ro Pada Tou Sanbhala Na Jaounga Tujh Se

Ta'azeeyat Karne Aao Logo Muhabbat Mar Gayi Mujh Mein

Image
Ta'azeeyat Karne Aao Logo Muhabbat Mar Gayi Mujh Mein

Ye bhala kaun Sharma raha hai yun fursat main yaad kr K Ki kichkiya aana to chahati hai par hich kicha rahi hai

Image
ये भला कौन शरमा रहा है यूँ फुर्सत में याद कर के कि हिचकियाँ आना तो चाहती है पर हिच किचा रही है Ye bhala kaun Sharma raha hai yun fursat main yaad kr K Ki kichkiya aana to chahati hai par hich kicha rahi hai

Bekhri pari then toot ky kalyan zamen per Tarteb dy ky mein ne tera nam lekh deya

Image
بکھری پڑی تھیں ٹوٹ کے کلیاں زمین پر ترتیب دے کے میں نے تیرا نام لکھ دیا قیصر کسی کی دین ھے یہ شاعری میری اُس کی غزل پہ کس نے میرا نام لکھ دیا Bekhri pari then toot ky kalyan zamen per Tarteb dy ky mein ne tera nam lekh deya Qeser kesi ki den hy ye shayri meri Os ki ghazal peh kes ne mera nam lekh deya

ham ko bhi ties lagti thi raftar waqat ki lakin wo intezar se pehle ki bat hay

Image
ہم کو بھی تیز لگتی تھی رفتار وقت کی لیکن وہ انتظار سے پہلے کی بات ہے ham ko bhi ties lagti thi raftar waqat ki lakin wo intezar se pehle ki bat hay

us ko kuchh yaad aa gaya hoga warna wo phone kaTta hi nahin

Image
اس کو کچھ یاد آ گیا ہوگا ورنہ وہ فون کاٹتا ہی نہیں us ko kuchh yaad aa gaya hoga warna wo phone kaTta hi nahin

Jo Thakan Thi Kisi Se Muhabbat Ki Woh Thakan Bhi Utar Di Main Ne

Image
Jo Thakan Thi Kisi Se Muhabbat Ki Woh Thakan Bhi Utar Di Main Ne Ik Khuwahish Thi Us Se Milny Ki Phir Woh Khuwahish Bhi Maar Di Main Ne Poochty Kia Ho Zindagi Ke Bare Mein? Mujh Par Guzri Guzar Di Main Ne  

Noch Ke Baal Tere Saath Jhagadty Thay Kabhi Aaj Ik Harf e Shikayat Ke Bhi Qabil Na Rahe

Image
Noch Ke Baal Tere Saath Jhagadty Thay Kabhi Aaj Ik Harf e Shikayat Ke Bhi Qabil Na Rahe Hum Tere Laad Se Bigday Hoe Ziddi Bachay Aise Bigday Jo Hidayat Ke Bhi Qabil Na Rahe

Main Ne Bhi Qehqahon Ke Lubady Udh Kar Sabit Yeh Kar Diya Keh Mere Paas Gham Nahi Hai

Image
Main Ne Bhi Qehqahon Ke Lubady Udh Kar Sabit Yeh Kar Diya Keh Mere Paas Gham Nahi Hai

Laot Aai Hein Daikho Barishein Phir Se Yahan Wahan Ik Tumhi Ko Laot Aane Ki Fursat Nahi Mili

Image
Laot Aai Hein Daikho Barishein Phir Se Yahan Wahan Ik Tumhi Ko Laot Aane Ki Fursat Nahi Mili

Khushbo Jaise Log Mily Afsane Mein Aik Purana Khat Khola Anjane Mein

Image
Khushbo Jaise Log Mily Afsane Mein Aik Purana Khat Khola Anjane Mein

Kaash Usko Koi Batla Aaye Koi Muhabbat Ke Sabhi Chehre

Image
Kaash Usko Koi Batla Aaye Koi Muhabbat Ke Sabhi Chehre Khushi Ke Gham Ke Sab Lamhe Usi Ke Nam Peh Kar Ke Yeh Ghalty Kar Chuka Hon Main Nikalna Ab Nahi Mumkin Muhabbat Kar Chuka Hon Main Kab Ka Mar Chuka Hon Main

Ab Konse Mousam Se Koi Aas Lagaye Barsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Unko Hum Aaye

Image
Ab Konse Mousam Se Koi Aas Lagaye Barsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Unko Hum Aaye

Apni Tasweer Ko Rakh Kar Teri Tasweer Ke Saath Main Ne Ik Umar Guzari Badi Tadbeer Ke Saath

Image
Apni Tasweer Ko Rakh Kar Teri Tasweer Ke Saath Main Ne Ik Umar Guzari Badi Tadbeer Ke Saath

Hum Dono Ne Pehne Hein Kaly Rang Ke Kapday Aaj Us Ne Mere Til Ke Jaise , Main Ne Uske Dil Ke Jaise

Image
Hum Dono Ne Pehne Hein Kaly Rang Ke Kapday Aaj Us Ne Mere Til Ke Jaise , Main Ne Uske Dil Ke Jaise

October Reh Gaya Thoda November Aane Wala Hai Phir Teri Yaadon Ko Le Kar December Aane Wala Hai

Image
October Reh Gaya Thoda November Aane Wala Hai Phir Teri Yaadon Ko Le Kar December Aane Wala Hai

Jis Tanha Paid Ke Neechay Hum Barish Mein Bheegay Thay Tum Bhi Usko Chho Ke Guzarna , Main Bhi Us Se Leptonga

Image
Jis Tanha Paid Ke Neechay Hum Barish Mein Bheegay Thay Tum Bhi Usko Chho Ke Guzarna , Main Bhi Us Se Leptonga

Ab Kisi Ke Bhi Ishare Mein Nahi Aaengy Hum Muhabbat Ke Khasare Mein Nahi Aaengy

Image
Ab Kisi Ke Bhi Ishare Mein Nahi Aaengy Hum Muhabbat Ke Khasare Mein Nahi Aaengy   Ab Bhi Aaeingy Mere Shair Muhabbat Wale Han Magar Aap Ke Bare  Mein Nahi Aaengy   Aap Jo Rad e Bala Ka Bhi Wazeefa Kar Lo Hum Woh Jadoo Hein Utare Mein Nahi Aaengy  

Woh Umar Bhar Ki Parestish Bhi Raegan Hi Gai Keh Woh Butt Thay Mere Ishq Ke Khuda Hi Na Thay

Image
Woh Umar Bhar Ki Parestish Bhi Raegan Hi Gai Keh Woh Butt Thay Mere Ishq Ke Khuda Hi Na Thay Unhein Sunaai Na Daiti Thi Dhadkanon Ki Tadap Woh Dil Kady Mein Thay , Par Dil Se Aashna Hi Na Thay

Ik Khasare Ne Bharam Tod Diye Zabt Ke Sab Aur Phir Hota Gaya Mera Zuban Tere Bad

Image
Ik Khasare Ne Bharam Tod Diye Zabt Ke Sab Aur Phir Hota Gaya Mera Zuban Tere Bad Phir Kisi Dukh Ki , Khushi Ki , Na Rahi Koi Tameez Kis Rawani Se Chali Umar Rawan Tere Bad

Jis Mein Kuch Qabrein Hon , Kuch Chehre Hon , Kuch Yadein Hon Kitna Dushwar Hai Us Shehar Se Hijrat Karna

Image
Jis Mein Kuch Qabrein Hon , Kuch Chehre Hon , Kuch Yadein Hon Kitna Dushwar Hai Us Shehar Se Hijrat Karna

Charagh o Ambar o Badah Ke Ahtemam Ka Hai Jo Milna Hai Tou Mere Paas Waqt Sham Ka Hai

Image
Charagh o Ambar o Badah Ke Ahtemam Ka Hai Jo Milna Hai Tou Mere Paas Waqt Sham Ka Hai Jo Tu Nahi Hai Tou Usko Pukarty Hein Hum Humare Shehar Mein Ik Shakhas Tere Nam Ka Hai

Ab Aakhiry Dafa Apni Safai Daita Hon Main Woh Nahi Jo Bazahir Dekhai Daita Hon

Image
Ab Aakhiry Dafa Apni Safai Daita Hon Main Woh Nahi Jo Bazahir Dekhai Daita Hon   Sadain Qaid Kiye Ja Raha Hon Lafzon Mein Mujhe Parho Tou Main Wazih Sunai Daita Hon

Jane Kis Ka Zikar Hai Is Afsane Mein Dard Mazay Laita Hai Jo Duhrane Mein

Image
Jane Kis Ka Zikar Hai Is Afsane Mein Dard Mazay Laita Hai Jo Duhrane Mein

Chand Gily Bhula Diye Chand Se Darguzar Kia Qissa e Gham Taweel Tha ,Jan Ke Mukhtasar Kia

Image
چند گِلے بُھلا دیے چند سے درگزر کِیا قصہء غم طویل تھا ، جان کے مختصر کِیا Chand Gily Bhula Diye Chand Se Darguzar Kia Qissa e Gham Taweel Tha ,Jan Ke Mukhtasar Kia جھوٹ نہیں تھا عشق بھی،زیست بھی تھی تجھے عزیز میں نے بھی اپنی عمر کو اپنے لیے بسر کِیا جیسے بھی تیرے خواب ہوں جو بھی ترے سراب ہوں میں نے تو ریت اوڑھ لی، میں نے تو کم سفر کِیا تیری نگاہِ ناز کا لطف و گریز ایک ساتھ شوق تھا کچھ اگر رہا،رنج تھا کچھ اگر کِیا ٹوٹ کے پھر سے جُڑ گیا خواب کا زرد سلسلہ میں نے ترے فراق کو نیند میں ہی بسر کِیا راہ بہت طویل تھی راہ میں اک فصیل تھی اُس کو بھی مختصر کِیا ،اِس میں بھی ایک در کِیا ہم تو عجیب لوگ تھے ہم کو ہزار روگ تھے خوب کِیا جو آپ نے غیر کو ہم سفر کِیا  

Yeh Kia Keh Ik Jahan Ko Karo Waqaf Izterab Yeh Kia Keh Aik Dil Ko Shakeeba Na Kar Sako

Image
یہ کیا کہ اک جہاں کو کرو وقف اضطراب یہ کیا کہ ایک دل کو شکیبا نہ کر سکو Yeh Kia Keh Ik Jahan Ko Karo Waqaf Izterab Yeh Kia Keh Aik Dil Ko Shakeeba Na Kar Sako ایسا نہ ہو یہ درد بنے درد لا دوا ایسا نہ ہو کہ تم بھی مداوا نہ کر سکو شاید تمہیں بھی چین نہ آئے مرے بغیر شاید یہ بات تم بھی گوارا نہ کر سکو کیا جانے پھر ستم بھی میسر ہو یا نہ ہو کیا جانے یہ کرم بھی کرو یا نہ کر سکو اللہ کرے جہاں کو مری یاد بھول جائے اللہ کرے کہ تم کبھی ایسا نہ کر سکو میرے سوا کسی کی نہ ہو تم کو جستجو میرے سوا کسی کی تمنا نہ کر سکو صوفی غلام مصطفیٰ تبسم Sofi Ghulam Mustafa Tabassum

Mat Soch Kisi Waqt Bhi Nafrat Se Mileingy Hum Ahl e Muhabbat Hein Muhabbat Se Mileingy

Image
مت سوچ کسی وقت بھی نفرت سے ملیں گے ہم اہلِ محبت ہیں محبت سے ملیں گے Mat Soch Kisi Waqt Bhi Nafrat Se Mileingy Hum Ahl e Muhabbat Hein Muhabbat Se Mileingy   دیکھیں گے کسی روز اتر کر ترے دل میں ویران سے اک شخص کی وحشت سے ملیں گے Daikheingy Kisi Roz Utar Kar Tere Dil Mein Weeran Se Ik Shakhs Ki Wehshat Se Mileingy   اس عشق میں آسان کہاں نام کمانا یہ رتبے تو صدیوں کی ریاضت سے ملیں گے Is Ishq Mein Aasan Kahan Nam Kamana Yeh Rutbay Tou Sadiyun Ki Riazat Se Mileingy عاصمہ فراز Asima Faraz

Khid e Bakhair ! Junoon Ko Salam Karna Hai Jahan e Ishq Main Ab Aur Kam Karna Hai

Image
 جنوں کو سلام کرنا ہے ! خردِ بخیر جہانِ عشق میں اب اور کام کرنا ہے Khid e Bakhair ! Junoon Ko Salam Karna Hai Jahan e Ishq Main Ab Aur Kam Karna Hai کتاب صورتِ کونین یُوں اُٹھانا ہے ذرّے ذرّے کو مہرِ دوام کرنا ہے صدائے بُوذَر سلمان یہی تھی دُنیا میں مُسرتوں کو غریبوں کے نام کرنا ہے جنہیں خُدا کی طرح بولنے کی عادت ہے اُنہیں زبانِ بشر میں کلام کرنا ہے میرے شعور کو حاجت نہیں تکلّم کی تجلّیوں کو نظر کا غُلام کرنا ہے کوئی حقیر سی شے ڈال میرے ساغرؔ میں کہ زندگی کو برائے عوام کرنا ہے ساغرؔ صدیقی Saghar Siddiqui

Kabhi Tou Apne Ravaye Ki Bhi Safaai Dy Sawal Jo Nahi Sunta Jawab Mangta Hai

Image
کبھی تو اپنے رویئے کی بھی صفائی دے سوال جو نہیں سنتا جواب مانگتا ہے Kabhi Tou Apne Ravaye Ki Bhi Safaai Dy Sawal Jo Nahi Sunta Jawab Mangta Hai میں بد دعا ہی سمجھتا ہوں جو بھی میرے لیے طویل عمر کی صورت عذاب مانگتا ہے تو اس کے حرفِ طلب میں نہ آ سکا جاوید جسے ترا دلِ خانہ خراب مانگتا ہے جاویدجدون Javed Jadoon

Hum Na Nikhat Hein , Na Gul Hein Jo Mehikty Javein Aag Ki Tarah Jidhar Javein Dahakty Javein

Image
ہم نہ نکہت ہیں، نہ گل ہیں جو مہکتے جاویں آگ کی طرح جدھر جاویں دہکتے جاویں Hum Na Nikhat Hein , Na Gul Hein Jo Mehikty Javein Aag Ki Tarah Jidhar Javein Dahakty Javein

Yeh Khali Pan , Yeh Azeeyat Ke Din Guzar Jaein Tu Laot Ke Aa Keh Museebat Ke Din Guzar Jaein

Image
یہ خالی پن، یہ اذیت کے دن گزر جائیں تو لوٹ آ کہ مصیبت کے دن گزر جائیں Yeh Khali Pan , Yeh Azeeyat Ke Din Guzar Jaein Tu Laot Ke Aa Keh Museebat Ke Din Guzar Jaein تو ایک بار محبت سے گر پکارے مجھے متاعِ جاں، یہ عداوت کے دن گزر جائیں تو چاہتا ہے، ترا عشق ہی بھلا دوں میں تو چاہتا ہے، عبادت کے دن گزر جائیں غمِ حیات مری زندگی تباہ نہ کر نہ یوں ستا کہ محبت کے دن گزر جائیں رہوں میں عشق کی دولت سے مالا مال سدا اسی طرح سے یہ غربت کے دن گزر جائیں نہ تیز بھاگ مری زندگی ذرا سا ٹھہر گلے لگا کہ یہ وحشت کے دن گزر جائیں عاصمہ فراز Asma Fraz

Kia Shair Lekhan Wich Shan Tedy , Nahi Taqat Qalam Kitab Koon Hai Jithan Malak Falak Paye Sujood Karan Aeho Rutba Aali Janab Koon Hai

Image
کیا شعر لکھاں وچ شان تیڈے، نہیں طاقت قلم کتاب کوں ہے جتھاں ملک فلک پئے سجود کرن ایہو رتبہ عالی جناب کوں ہے Kia Shair Lekhan Wich Shan Tedy , Nahi Taqat Qalam Kitab Koon Hai Jithan Malak Falak Paye Sujood Karan Aeho Rutba Aali Janab Koon Hai

Sharaab e Naab Ke Sheeshay Ka Kaag Khola Hai Graft Saaz Se Saqi Ne Raag Khola Hai

Image
شرابِ ناب کے شیشے کا کاگ کھولا ہے گرفت ساز سے ساقی نے راگ کھولا ہے Sharaab e Naab Ke Sheeshay Ka Kaag Khola Hai Graft Saaz Se Saqi Ne Raag Khola Hai یہ کون بام پہ آیا ہے زُلف لہرا کر یہ کِس نے بام پہ آکر بہاگ کھولا ہے جہاں  شعُور  کوئی  مشورہ  نہیں  دیتا وہاں حیات کے جوگی نے تیاگ کھولا ہے نفس نفس میں ہے بے نام آرزُو کی خلش یہ زیست ہے کہ سَپیرے نے ناگ کھولا ہے جلا کے اپنے نشیمن کی تِیلیاں ساغرؔ ہمیں نے گُلشنِ ہستی کا بھاگ کھولا ہے ساغرؔ صدیقی Saghar Siddiqui