Mat Soch Kisi Waqt Bhi Nafrat Se Mileingy Hum Ahl e Muhabbat Hein Muhabbat Se Mileingy



مت سوچ کسی وقت بھی نفرت سے ملیں گے
ہم اہلِ محبت ہیں محبت سے ملیں گے
Mat Soch Kisi Waqt Bhi Nafrat Se Mileingy
Hum Ahl e Muhabbat Hein Muhabbat Se Mileingy

 
دیکھیں گے کسی روز اتر کر ترے دل میں
ویران سے اک شخص کی وحشت سے ملیں گے
Daikheingy Kisi Roz Utar Kar Tere Dil Mein
Weeran Se Ik Shakhs Ki Wehshat Se Mileingy

 
اس عشق میں آسان کہاں نام کمانا
یہ رتبے تو صدیوں کی ریاضت سے ملیں گے
Is Ishq Mein Aasan Kahan Nam Kamana
Yeh Rutbay Tou Sadiyun Ki Riazat Se Mileingy


عاصمہ فراز
Asima Faraz


Comments

Popular posts from this blog

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna