Har Zulam Tera Yaad Hai
Har Zulam Tera Yaad Hai
Sahil pay kharay ho tumhain kya gham , chalay jana

Main doob raha hoon , abhi duba to naheen hoon

Aye wada faramosh , main tujhsa to naheen hoon
Har Zulm tera yaad hai , bhula to naheen hoon

Aye wada faramoosh , main tujhsa to naheen hoon
Chup chaap sahi maslehatan , waqt kay hathoon

Majboor sahi, waqt se hara to naheen hoon

Ae wada faramoosh , main tujhsa to naheen hoon

Comments
Post a Comment