Tere hath se maire hath tak Wo jo hath bhar ka tha fasla, Kai mosamon mai badal gaya Usey naptey, Usey katatey, Mera sara waqt nikal gaya Tu maire safar ka shareek hai,Mein tere safar ka shareek hon Per jo darmayan se nikal gaya, Usi fasley k shumar mai Usi be yakeen se ghubar mai,Usi rahguzar k hasar mai Tera rassta koi aur hai, Mera rasta koi aur hai