Gham e dauran ne bhi seekhhe gham e janan ke chalan Wohi sochi hui chaalen wohi be sakhta pan



غم دوراں نے بھی سیکھے غم جاناں کے چلن
وہی سوچی ہوئی چالیں وہی بے ساختہ پن
Gham e dauran ne bhi seekhhe gham e janan ke chalan
Wohi sochi hui chaalen wohi be sakhta pan

 
وہـی اقـرار میں انـکار کے لاکھـوں پہـلو
وہـی ہونٹـوں پہ تبسم، وہـی ابرو پہ شکن
Wohi iqrar mein inkar ke lakhon pehlu
Wohi honton pe tabassum, wohi abru pe shikan


مصطفی زیدی
Mustafa Zaidi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna