Tere hath se maire hath tak Wo jo hath bhar ka tha fasla, Kai mosamon mai badal gaya
Tere hath se maire hath tak
Wo jo hath bhar ka tha fasla, Kai mosamon mai badal gaya
Usey naptey, Usey katatey, Mera sara waqt nikal gaya
Tu maire safar ka shareek hai,Mein tere safar ka shareek hon
Per jo darmayan se nikal gaya, Usi fasley k shumar mai
Usi be yakeen se ghubar mai,Usi rahguzar k hasar mai
Tera rassta koi aur hai, Mera rasta koi aur hai

Comments
Post a Comment