Ankhon ke khwab zaar ko taraj kar gaiy Pagal hawa chali to hadon se guzar gaiy
آنکھوں کے خواب زار کو تاراج کر گئی
پاگل ہوا چلی تو حدوں سے گزر گئی
Ankhon ke khwab zaar ko taraj kar gaiy
Pagal hawa chali to hadon se guzar gaiy
پھر شام کی ہوا نے تری بات چھیڑ دی
پھر میرے چار سُو تری خُوشبُو بکھر گئی
Phir sham ki hawa ne teri bat chher di
Phir mere char su teri khushbu bikhhar gaiy

Comments
Post a Comment