Posts

Main Faqat Aik Khuwaab Tha Tera Aur Khuwaab Ko Kon Yaad Rakhta Hai?

Image
میں فقط ایک خواب تھا تیرا اور خواب کوکون یاد رکھتا ہے ؟ Main Faqat Aik Khuwaab Tha Tera Aur Khuwaab Ko Kon Yaad Rakhta Hai? मैं फ़क़त एक ख़्वाब था तेरा और ख़्वाब को कौन याद रखता है  

Eek aztarab sa hy rooh ky andr basa howa Aankhon mein mere khuwab jal rahe hain keya lekhon

Image
Eek aztarab sa hy rooh ky andr basa howa Aankhon mein mere khuwab jal rahe hain keya lekhon

Honton Ko See Ke Dekhiye Pachtayiye Ga Aap Hangamey Jaag Uthtay Hein Aksar Ghutan Ke Baad

Image
ہونٹوں کو سی کے دیکھیے پچھتائیے گا آپ ہنگامے جاگ اٹھتے ہیں اکثر گھٹن کے بعد   होंटों को सी के देखिए पछ्ताइएगा आप हंगामे जाग उठते हैं अक्सर घुटन के बा'द Honton Ko See Ke Dekhiye Pachtayiye Ga Aap Hangamey Jaag Uthtay Hein Aksar Ghutan Ke Baad  

Mere Saaqi Ko Nazrein Uthane Tou Do Jitne Khali Hein Sab Jaam Bhar Jaeingy

Image
میرے ساقی کو نظرین اٹھانے تو دو جتنے خالی ھیں سب جام بھر جائیں گے Mere Saaqi Ko Nazrein Uthane Tou Do Jitne Khali Hein Sab Jaam Bhar Jaeingy

Safar Ko Niklay Thay Hum Jis Ki Rahnumaai Par Woh Ik Sitara Kisi Aur Aasman Ka Tha

Image
سفر کو نکلے تھے ہم جس کی رہ نمائی پر وُہ اِک سِتارہ کِسی اور آسمان کا تھا عجیب دِن تھے کہ با وصفِ دُوریِ ساغر گمان نشّے کا تھا اور نشہ گمان کا تھا Safar Ko Niklay Thay Hum Jis Ki Rahnumaai Par Woh Ik Sitara Kisi Aur Aasman Ka Tha Ajeeb Din Thay Keh Ba-Wasaf e Doori Saghar Gumaan Nashay Ka Tha Aur Nasha Gumaan Ka Tha    

Aur jo laahasil hua uss se Muhabbat nahi ishq hua karta hai

Image
Aur jo laahasil hua uss se Muhabbat nahi ishq hua karta hai  

Bada Maza Ho Jo Mahshar Mein Hum Karen Shikwa Woh Minnaton Se Kahein Chup Raho Khuda Ke Liye

Image
Bada Maza Ho Jo Mahshar Mein Hum Karen Shikwa Woh Minnaton Se Kahein Chup Raho Khuda Ke Liye Daagh