Posts

Tum Hi Rehty Ho Tasawer Ki Haseen Wadi Mein Chahe Manzar Mein Raho Ya Pas e Manzar Mein Raho

Image
تم ہی رہتے ہو تصوّر کی حسیں وادی میں چاہے منظر میں رہو یا پسِ منظر میں رہو Tum Hi Rehty Ho Tasawer Ki Haseen Wadi Mein Chahe Manzar Mein Raho Ya Pas e Manzar Mein Raho شیزا جلالپوری Shiza Jalalpuri

Dil Woh Abad Nahi Jis Mein Teri Yaad Nahi Hai Woh Kafir Jo Teri Raah Mein Barbad Nahi

Image
دل وہ آباد نہیں جس میں تیری یاد نہیں ہے وہ کافر جو تیری راہ میں برباد نہیں Dil Woh Abad Nahi Jis Mein Teri Yaad Nahi Hai Woh Kafir Jo Teri Raah Mein Barbad Nahi

Kabhi jo barsay ufaq se bundein Chalein jo taza madhur hawaein

Image
کبھی جو برسے ،افق سے بوندیں چلیں جو تازہ ، مدھر ہوائیں Kabhi jo barsay ufaq se bundein Chalein jo taza madhur hawaein   یا میرے آنگن، میں چاند اترے تمھاری خوشبو ، سے گنگنائیں Ya meray angan mein chand utray Tumhari kushbu se gungunaaein   میرے تخیل، میری بانہیں Meray takhyul , meri baanhein   درشہوارقریشی Dur E Shahwar Qureshi

Jis ki wazaahat k liye alfaaz nahin hai Woh dard mere zeest ka unwaan hai ab

Image
Jis ki wazaahat k liye alfaaz nahin hai Woh dard mere zeest ka unwaan hai ab

Naamabar tu hi bata tuney toh dekhe honge Kaise hote hain woh khat jin ka jawab aata hai

Image
Naamabar tu hi bata tuney toh dekhe honge Kaise hote hain woh khat jin ka jawab aata hai नामाबर तू ही बता तूने तो देखे होंगे कैसे होते हैं वो ख़त जिनका जवाब आता है

Mujh Ko Har Phool Sunata Tha Fasana Tera Tere Daman Ki Qasam Apne Gareban Ki Qasam

Image
مجھ کو ہر پھول سناتا تھا فسانہ تیرا تیرے دامن کی قسم اپنے گریباں کی قسم Mujh Ko Har Phool Sunata Tha Fasana Tera Tere Daman Ki Qasam Apne Gareban Ki Qasam ادب آموز محبت ہے محبت میری ورنہ کھاتا ترے توڑے ہوئے پیماں کی قسم Adab Aamoz Muhabbat Hai Muhabbat Meri Warna Khata Tere Tody Hoe Paiman Ki Qasam   اثر لکھنوی Asar Lakhnavi

Gal Bareek Vi Hondi Ae Chup Di Chek Vi Hondi Ae

Image
گل باریک وی ہوندی اے چپ دی چِیک وی ہوندی اے Gal Bareek Vi Hondi Ae Chup Di Chek Vi Hondi Ae شیشہ ای نہیں دل ہوندا دل تے لِیک وی ہوندی اے چنتا لے وی بہندی اے چنتا ٹھیک وی ہوندی اے ورہیاں پچھوں ملدا اے لکھ اڈیک وی ہوندی اے یعقوب پرواز Yaqoob Parwaz