Chand Eid Ka Jab Wo Dekhti Ho gi Yad Meri

==============

Eid Collection

==============

Poet Zahid Mahmood

Chand Eid Ka Jab Wo Dekhti Ho gi,,

Yad Meri Phir Usay Aati Ho gi,,

Kho Jati Hogi Phir Mairy Khayalon Mein,,

Dheery Dheery Aansoo Bahati Hogi Galon Py,,

Kahti Hogi Youn Mann Hi Mann Mein,,

Tanha Kyoun Kar Gaye Bhary Gagan Mein,,

Bin Tairy Eid Mujhy Hansati Nahein,,

Kaya Tujhy Mairi Yaad Aati Nahein,,

Lot Aati Hy Eid Bhi To Har Saal,,

Nahein Loty Tum Phir Is Saal,,

Bin Tairy Eid Rulati Hy Mujhy,,

Kaya Eid K Din Mairi Yaad Aati Hy Tujhy,,

Lot Aao K Mil Kar Hum Bhi Eid Karein,,

Pyas Bujhy Aankhon Ki Wafa Ki Tajdeed Karein,,

Aao Eid Py Tum ZAHID Ab K Baras,,

Na Rulao Aur Mujhy Aub Khao Mujh Py Taras.

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai