Skip to main content
Shehar-E-Jaana Ko Eid Mubarik Jana K Gali Kooche

===============
EID MUBARIK
==============
Poet Zahid Mahmood
Shehar-E-Jaana Ko Eid Mubarik,,
Jaana K Gali-O-Kooche Ko Eid Mubarik,,
Basti Hy Jis Gali Jis Muhly Mein,,
Us Muhly Us Gali Ko Eid Mubark,,
Us Gali Mein Jitny Ghar Hain,,
Us Makaa'N-O-Makeen Ko Eid Mubark,,
Aurr'Hti Hy Jo Chunri Jaana'N,,
Us Chunri Chunri K Bail-O-Booty Ko Eid Mubark,,
Hunssn-E-Jaana'N Ko Barrhaty Hain Jo Baali-O-Nathli,,
Us Naak Ki Nathli Kaan Ki Baali Ko Eid Mubark,,
Sajai Hain Jo Choorriyan Kalai Mein,,
Rang-Ba-Rangi Un Choorriyon Ko Eid Mubark,,
Pahni Hy Jo ZAHID Ki Di Payel Pairon Mein,,
Payel K Us Sur-O-Jhankar Ko Eid Mubarik......!!!
Comments
Post a Comment