Hijar Ki Taarik Raaton Mein, Main, Umeed Ka Jugnoo Dhund Raha Hon


Poet Ayaz Khan

Type By

*.__Ayaz_Khan__.*

 

Hijar Ki Taarik Raaton Mein, Main,

Umeed Ka Jugnoo Dhund Raha Hon,

Mein Bhi Pagal Hon Khizaan Mein,

Phool Aur Khushboo Dhund Raha Hon,

Teri Deed Ke Sab Hi Phool Murjha Gaye Hain,

Aur Mein Shoq-E-Namoo Dhund Raha Hon,

Dil Lahoo Lahoo Perahan Taar Taar Howa,

Aur Mein Taab-E-Rafoo Dhund Raha Hon,

Mein Ne Apne Hi Hathon Se Khud Ko Barbad Kia,

AYAZ Tere Daman Par Lahoo Dhund Raha Hon....!

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai