Mohabbat K Fasaane Se Kahaani Maang Lete Hain


شاعرہ رخسانہ سحر
انتخاب
عروسہ ایمان‬
محبت کے فسانے سے کہانی مانگ لیتے ہیں
نۓ موسموں سے کچھ یادیں پرانی مانگ لیتے ہیں
.
تیرے دم سے میری آنکھیں کبھی بنجر نہیں ہوتی
انہی آنکھوں میں اشکوں کی روانی مانگ لیتے ہیں
.
تمہیں لکھنے کی آدت ہے چلو کچھ مجھ پے لکھ لو
تمہارے دل کی سب باتیں زبانی مانگ لیتے ہیں
.
مجھے دکھ ہے محبت میں غموں سے دور رہنے کا
چلو غم سے ہی کچھ گھڑیاں سنہری مانگ لیتے ہیں
.
جوانی کی خطائیں تو سحر ہوتی نہیں بس میں
تو پھر جرمء محبت کو جوانی مانگ لیتے ہیں 


Poetess Rukhsana Sehar
Mohabbat K Fasaane
Se Kahaani Maang Lete
Hain
Naye Muasam Se Kuch
Yaadein Purani Mang
Lete Hain
Tere Dam Se Meri
Aankhein Kabhi
Banjar Nahi Hotein,
Inhi Aankhoon Mein
Ashkoon Ki Ravaani
Mang Lete Hain
Tumhein Likhne Ki
Aadat Hai Chalo Kuch
Mujh Pe Likh Lo
Tumhare Dil Ki Sub
Baatein Zabani Mang
Lete Hain
Mujhe Dukh Hai
Mohabbat Mein
Ghamoon Se Door
Rehne Ka
Chalo Gham Se Hi
Kuch Gharriyaan Suhani
Mang Lete Hain
Jawaani Ki Khattaaein
To SEHAR Hoti Nahi
Bus Mein
To Phir Juram-E-
Mohabbat Ko Jawaani
Mang Lete Hain.......................*

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo