Pyaar Ki Zakhmi Kahaani Kaya Karoon ? Main Teri Aik Aik Nishaani Kaya Karoon ?


شاعر فرحت عباس شاہ
بوک اے عشق ہمیں آزاد کرو
صفحہ 26 27
انتخاب
‫‏عروسہ ایمان
پیار کی زخمی کہانی کیا کروں؟
میں تیری ایک ایک نشانی کیا کروں؟
زندگی کے درد بوڑھا کر گۓ
اور بڑھاپے میں جوانی کیا کروں؟
تنشگی میری بجھا سکتا نہیں
اے سمندر اتنا پانی کیا کروں؟
کوئی بھی ردعمل مقصود ہے
اتنی ساری رائگانی کیا کروں؟
میں تیرے جذبوں کی شدت کا بیاں
صرف قاصد کی زبانی کیا کروں..................؟

Poet Farhat Abbas Shah
Type By
*_UJRRA_DIL_*
Pyaar Ki Zakhmi Kahaani Kaya Karoon ?
Main Teri Aik Aik Nishaani Kaya Karoon ?
Zindagi K Dard Boorrha Kar Gaye,
Aur Burrhaape Mein Jawani Kaya Karoon ?
Tashangi Meri Bujha Sakta Nahi,
Ay Samndar Itna Pani Kaya Karoon ?
Koi Bhi Rad'Amal Maqsood Hai,
Itni Sari Raaegaani Kaya Karoon ?
Main Tere Jazboon Ki Shidat Ka Bayaan,
Siraf Qaadid Ki Zabaani Kaya Karoon....................?

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo