Harf e ranjish pe koi baat bhi ho sakti ha


Harf e ranjish pe koi baat bhi ho sakti ha
aen mumkin ha,mulaqat bhi ho sakti ha
zindgi phool ha,khushboo ha,magar yaad rahay
zindgi gardish e haalaat bhi ho sakti ha
hm ne ye soch k rakha thaa qadam gulshan main
lala o GUL main teri zaat bhi ho sakti ha
ek to chtt k bina ghar ha hamara MOHSIN

US PE YE KHAUF,K BARSAAT BHI HO SAKTI HA

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha