Posts

Showing posts from June, 2017

Hisab-e-Umar Ka Itna Sa Goshwara Hai,Tumhein Nikaal Ke Dekha To Sab Khasara Hai

Image
حسابِ عمر کا اتنا سا گوشوارا ہے تمہیں نکال کے دیکھا تو سب خسارا ہے کسی چراغ میں ہم ہیں کسی کنول میں ہو تم کہیں جمال ہمارا کہیں تمہارا ہے وہ کیا وصال کا لمحہ تھا جس کے نشے میں تمام عمر کی فرقت ہمیں گوارا ہے ہر اک صدا جو ہمیں بازگشت لگتی ہے نجانے ہم ہیں دوبارہ کہ یہ دوبارہ ہے وہ منکشف مری آنکھوں میں ہو کہ جلوے میں ہر ایک حُسن کسی حُسن کا اشارہ ہے عجب اصول ہیں اس کاروبارِ دُنیا کے کسی کا قرض کسی اور نے اُتارا ہے کہیں پہ ہے کوئی خُوشبو کہ جس کے ہونے کا تمام عالمِ موجود استعارا ہے نجانے کب تھا! کہاں تھا مگر یہ لگتا ہے یہ وقت پہلے بھی ہم نے کبھی گزارا ہے یہ دو کنارے تو دریا کے ہو گئے ، ہم تم! مگر وہ کون ہے جو تیسرا کنارا ہے

Hai ye bhi daur ke neen'do'n se khwab roothe hain Khuli nigah sai dekhe thai ik zamana tha

Image
Hai ye bhi daur ke neen'do'n se khwab roothe hain Khuli nigah sai dekhe thai ik zamana tha

Hijar Karte Ya Koi Wasal Guzara Karte,Hum Baharhaal Basar Khuwaab Tumhara Karte

Image
ہجر کرتے یا کوئی وصل گزارا کرتے ہم بہرحال بسر خواب تمھارا کرتے ایک ایسی بھی گھڑی عشق میں آئی تھی کہ ہم خاک کو ہاتھ لگاتے تو ستارا کرتے اب تو مل جاؤ ہمیں تم کہ تمھاری خاطر اتنی دور آ گئے دنیا سے کنارا کرتے محوِ آرائشِ رُخ ہے وہ قیامت سرِ بام آنکھ اگر آئینہ ہوتی تو نظارا کرتے جب ہے یہ خانہ ء دل آپکی خلوت کے لئے پھر کوئی آئے یہاں ، کیسے گوارا کرتے ظرفِ آئینہ کہاں اور ترا حسن کہاں ہم ترے چہرے سے آئینہ سنوارا کرتے

Hui Wafa ko kabhi jis ki rehbari pyaari Ussi ko apna har ik naqsh-e-pa mitana tha

Image
Hui Wafa ko kabhi jis ki rehbari pyaari Ussi ko apna har ik naqsh-e-pa mitana tha

Uss se poocho azaab rasto'n ka Jiska saathi safar main bichrda hai

Image
Uss se poocho azaab rasto'n ka Jiska saathi safar main bichrda hai

Mahabbat ki aik se zyada daleel nahi hoti Aur be-wafai ke sau (100) se kam bahaane nahi hote

Image
Mahabbat ki aik se zyada daleel nahi hoti Aur be-wafai ke sau (100) se kam bahaane nahi hote

Mata Pa War Ke Rakhkara Wa Ma Lidale Na Wa, Mata Ye Kare Ishara Wa Ma Lidale Na Wa

Image
Mata Pa War Ke Rakhkara Wa Ma Lidale Na Wa, Mata Ye Kare Ishara Wa Ma Lidale Na Wa  Ma Ye Da Laaso, Na Prewati Mat Bangri Tolawal, Hagha Zama Pa Tamasha Wa,Ma Lidale Na Wa Sa Ajiba Ghunde ,Khabra Da Manalo Na Da, Mata Pa Ghega Ke Oda Wa Ma,Lidale Na Wa Gharra Ye Rakrra Khula Ye Rakra Za Ye Har Sa Manam, Kho Bas Arman Che Tora Shpa Wa Ma, Lidale Na Wa  Mata Ye Owayal ATALA Lewanai De Krama  Sta Kho Khlogay Sma Lamba Wa Ma,Lidale Na Wa

Tum To Meri Jaan-e-Jaan Thein Farha,Kon Thein Tum Aur Kahan Thein Farha

فارہہ تم جو میری جانِ جاں تھیں فارہہ کون تھیں تم اور کہاں تھیں فارہہ ہوں میں اب اور اک جہانِ نا شناس تم ہی بس میرا جہاں تھیں فارہہ کیا ہوا وہ رودِ خوابِ جاں کہ تم جس میں دست و پا زناں تھیں فارہہ میں غریقِ رودِ زہرِ ناب ہوں تم جو تھیں نوشیں زباں تھیں فارہہ اور کہہ سکتا ہوں کیا میں یعنی میں تم زمین و آسماں تھیں فارہہ اب تو ہوں میں اک خزاں اندر خزاں تم بہارِ بے خزاں تھیں فارہہ اب میں ہوں خانہ بدوش اور تم مرا اک مکانِ جاوداں تھیں فارہہ میں تھا میرِ داستاں یعنی کہ تم داستانِ داستاں تھیں فارہہ کیا بھلا میرا وجود اور کیا عدم تم، نہیں، تھیں اور، ہاں، تھیں فارہہ ہاں میں شاید تھا بہت نا مہرباں تم بَلا کی مہرباں تھیں فارہہ تھی وہ اپنی درمیانی بھی عجیب یعنی تم نا درمیاں تھیں فارہہ کیوں نہ تھوکا جائے اب خونِ جگر یعنی تم میرا زیاں تھیں فارہہ ہائے وہ بادِ برینِ سبز کوک پر تم اک رودِ دُخاں تھیں فارہہ کیسی خوش بینی خوش اُمیدی کہاں تم تو حشر بے اماں تھیں فارہہ کچھ نہیں تھیں تم نہیں تھیں کچھ بھی تم پر مرا ہندوستاں تھیں فارہہ مجھ تک آئیں جانے کتنی کسبیاں تم ہی شہ بانوئے جاں تھیں فارہہ سب کنیزیں تھ

Habs-e-Duniya Se Guzar Jaatay Hain Aaisa Kartay Hain Keh Marr Jaatay Hain

Habs-e-Duniya Se Guzar Jaatay Hain.! Aaisa Kartay Hain Keh Marr Jaatay Hain.! Kaisay Hotay Hain Bicharnay Waalay.? Hum Yeh Sochain Bhi To Darr Jaatay Hain.!​ ​ Dil Jo Tootey To Sar-e-Mehfil Bhi.! Baaal Be-Wajah Bikhar Jaatay Hain.!​ ​ Ab Na Dekho Meri Banjar Aankhen.! Charh'tay Daryaa To Utar Jaatay Hain.!​ ​ Dhoop Ka Roop Rachaanay Waalay.! Shaam Ko Aur Nikhar Jaatay Hain.!​ ​ Ab Na Murr Murr Kay Pukaaro Unko.! Log Rastay Men Thehar Jaatay Hain.!​ ​ Khaali Damann Say Shikayat Kaisi.? Aashk Ankhon Men To Bhar Jaatay Hain.!​ ​ Tum kahaaan Jao Gay Socho Mohsin.? Log Thakk Haar Kay Ghar Jaatay Hain.!​

Lakdi Ke Makano Mein Chiraago Ko Na Rakhiye Apne Bhi Yahan Aag Bujhaane Nahi Aate

Lakdi Ke Makano Mein Chiraago Ko Na Rakhiye Apne Bhi Yahan Aag Bujhaane Nahi Aate

Na Main Ne Chaand Ko Dekha,Aur Na Koi Tehniyat Ka Phool

Image

Rind-e-kharaab-haal ko zahid na chedh tu Tujh ko paraaii kya padhi apni nabedh tu

Image
Rind-e-kharaab-haal ko zahid na chedh tu Tujh ko paraaii kya padhi apni nabedh tu Chuut'taa hai kaun mar ke griftaar-e-dam-e-zulf Turbat pe uss ki jaal ka paayega pedh tu Ay zahid-e-do-rang na peer aap ko banaa Manind-e-subh-e-kazib abhee hai adedh tu Awargi se ku-e-mohabbat ki haath utha Ay ZAUQ yeh utha na sakega khakhed tu

Jahan Hujatain Wahan Hijaab Kis Liye Jahan Chahatain Wahan Naqaab Kis Liye

Image
" غزل "   شیخ اسلم آزاد   Sheikh Aslam Azad جہاں حجتیں وہاں حجاب کس لئے جہاں چاہتیں وہاں نقاب کس لئے Jahan Hujatain Wahan Hijaab Kis Liye Jahan Chahatain Wahan Naqaab Kis Liye پوچھا ہے کسی نے سوال یہ مجھ سے جہاں عذاب ہیں وہاں خواب کس لئے Poocha Hai Kisi Ne Sawaal Ye Mujh Se Jahan Azaab Hain Wahan Khuwaab Kis Liye جو چلتے نہیں اپنی تحریروں پر, پھر چھپتے ہیں ان کے کتاب کس لئے Jo Chaltay Nahi Apni Tahreeron Par,Phir Chaptay Hain Unke Kitaab Kis Liye کسی کو کسی پر فوقیت نہیں گر ہیں پھر یہ وڈیرے, نواب کس لئے Kisi Ko Kisi Par Foqiyat Nahi Gar Hain Phir Ye Waderay,Nawaab Kis Liye جو جانتے ہیں درسِ انسانی "اے آزاد ان کے لئے جنتیں اور ثواب کس لئے Jo Jantay Hain Dars-e-Insaani "Ay AZAD" Unke Liye Jannatain Aur Sawaab Kis Liye

Talkhiyan barh gayin jab zeest ke paimane mein Ghol kar dard ke maaron ne piya eid ka chand

Image
Talkhiyan barh gayin jab zeest ke paimane mein Ghol kar dard ke maaron ne piya eid ka chand Saghar siddiqui

Eid Ke Din Purani Yadon Se Dil Behlana Acha Laga Bheegi Aankhon Se Hansna Aur Qahaqhe Lagana Acha Laga

Image
عید کے دن پرانی یادوں سے دل بہلانا اچھا لگا بھیگی آنکھوں سے ہنسنا اور قہقہے لگانا اچھا لگا Eid Ke Din  Purani Yadon Se Dil Behlana Acha Laga Bheegi Aankhon Se Hansna Aur Qahaqhe Lagana Acha Laga

BSs Itna Saa Tha Tehwaar-E-EiD *** Kisi Nay EID Mubarak Keh Diya TO Kisi Nay Haal Tak Na POochha

Image
************** BSs Itna Saa Tha Tehwaar-E-EiD *** Kisi Nay EID Mubarak Keh Diya TO Kisi Nay Haal Tak Na POochha **************

Main Ne Chaha Tha Keh Tujhe Eid Pe Kuch Paish Karon Jis Mein Ihsaas Ke Sab Rang Hon Roshan Roshan

Image
Main Ne Chaha Tha Keh Tujhe Eid Pe Kuch Paish Karon Jis Mein Ihsaas Ke Sab Rang Hon Roshan Roshan Jis Mein Aankhon Ke Tarashay Hoe Moti Lekhon Jis Mein Shamil Ho Mere Qalb Ki Dhadkan Dhadkan

Eid Ka Din Hai Galay Aaj To Mil Lay Zalim Rasm e Duniya Bhi Hai Mouqa Bhi Hai, Dastoor Bhi Hai

Image
ईद का दिन है गले आज तो मिल ले ज़ालिम रस्म ए दुनिया भी है, मौक़ा भी है, दस्तूर भी है। क़मर बदायूनी। Eid Ka Din Hai Galay Aaj To Mil Lay Zalim Rasm e Duniya Bhi Hai Mouqa Bhi Hai, Dastoor Bhi Hai Qamar Badayuni

Taare utre jab phelaya anchal ko Eid k chaand mein daikha mein ny sajan ko

Image
Taare utre jab phelaya anchal ko Eid k chaand mein daikha mein ny sajan ko Chaand raat ki mehndi mujh sy kehti hua Tum bhi ik paigham likho na sajan ko

Eid ka chaand falak par nazar aaya jis dam Meri palkon py sitaary thy Teri yaadon k

Image
Eid ka chaand falak par nazar aaya jis dam Meri palkon py sitaary thy Teri yaadon k

gaye dinon ka suraag lekar kidhar se aaya kidhar gaya wo ajib maanuus ajanabi tha mujhe to hairaan kar gaya wo

Image
gaye dinon ka suraag lekar kidhar se aaya kidhar gaya wo ajib maanuus ajanabi tha mujhe to hairaan kar gaya wo wo hijr ki raat ka sitaara wo ham-nafas ham-sukan hamaara sada rahe usaka naam pyaara suna hai kal raat mar gaya wo wo raat ka be-nava musaafir wo tera shaayir wo tera ' naasir' teri gali tak to hamane dekha tha phir na jaane kidhar gaya wo bas ek moti si chhab dikhaakar bas ek mithi si dhun sunaakar sitaaraa-e-shaam ban ke aaya ba-rang-e-kaab-e-sahar gaya wo kushi ki raat ho ya gam ka mausam nazar use dhuundhati hai haradam wo buu-e-gul tha ki nagmaa-e-jaan mere to dil mein utar gaya wo na ab wo yaadon ka chadhata dariya na fursaton ki hai os barakha yuunhi zara si kasak hai dil mein jo zakm gahara tha bhar gaya wo kuchh ab sambhalane lagi hai jaan bhi badal chala daur-e-aasamaan bhi jo raat bhaari thi tal gayi hai jo din kada tha guzar gaya wo bas ek manzil hai bul-hawas ki hazaar raste hain ahal-e-dil ke yahi to hai farq mujhamein us

Uljhi Sham ko Paane ki Zidd na Karo Jo Na Ho Apna,Usse Apnane Ki Zidd Na Karo

Image
Uljhi Sham ko Paane ki Zidd na Karo Jo Na Ho Apna,Usse Apnane Ki Zidd Na Karo Is Samandar mein Tuffan Bahut Aate Hain Iske Sahil Par Ghar Banane ki Zidd Na Karo उलझी शाम को पाने की ज़िद न करो जो ना हो अपना उसे अपनाने की ज़िद न करो इस समंदर में तूफ़ान बहुत आते है इसके साहिल पर घर बनाने की ज़िद न करो

Wo Akhri Train Mein Bheta Hoa Hoga,Par Ye To Bas Qiyas Hai Aur Chaand Raat Hai

Image
وُہ آخری ٹرین میں بیٹھا ہُوا ہو گا پر یہ تو بس قیاس ہے اور چاند رات ہے ************************************* غزل نمبر 1: دِل ، رُوح تک اُداس ہے اور چاند رات ہے ************************************* دِل ، رُوح تک اُداس ہے اور چاند رات ہے اِک بدترین یاس ہے اور چاند رات ہے وُہ آخری ٹرین میں بیٹھا ہُوا ہو گا پر یہ تو بس قیاس ہے اور چاند رات ہے دِل کا سکوں ، جگر کا سکوں ، ذِہن کا سکون سب کچھ تو اُس کے پاس ہے اور چاند رات ہے ٹھنڈی ہَوا کا پَہرا ہے یادوں کے شہر میں ہر زَخم بے لباس ہے اور چاند رات ہے لوح و قلم پہ دَرد اُتارے گی چاندنی دِل فاتر الحواس ہے اور چاند رات ہے اِک وعدہ اُس کی دید کا ، اِک پڑیا زہر کی دونوں کی یکساں آس ہے اور چاند رات ہے کچھ لیلیٰ کو جنون ہے تقسیمِ زَخم کا کچھ قیس غم شناس ہے اور چاند رات ہے شاعر: شہزادقیس     مجموعہ کلام: عید *********************************** غزل نمبر 2: مجنوں بہت اُداس ہے اور چاند رات ہے *********************************** مجنوں بہت اُداس ہے اور چاند رات ہے لیلیٰ کسی کے پاس ہے اور چاند رات ہے اِس

Ab Dil Jaly Wahan Se Bharty Hain Botlein Ik Jheel Mein Phisal Ke Geri Thein Jahan Aap

Image
Ab Dil Jaly Wahan Se Bharty Hain Botlein Ik Jheel Mein Phisal Ke Geri Thein Jahan Aap Razab Tabraiz  

Tere sb jhoot moatbar thehry Hua sach bol bol mei ruswa

Image
Tere sb jhoot moatbar thehry Hua sach bol bol mei ruswa...!!!

Lab py hain qehqahy kisi nakaam zabt k Dil mei bhara hua hai qayamat ka ik malal

Image
Lab py hain qehqahy kisi nakaam zabt k Dil mei bhara hua hai qayamat ka ik malal...!!!

Tujh ko sochun to roshni dekhun Yaad mehtaab ho gae shayed

Image
Tujh ko sochun to roshni dekhun Yaad mehtaab ho gae shayed...!!!

Mujh py chaa jaye wo barsaat ki khushbu ki trha Ang ang apna usi rutt mei mehakta dekhun

Image
Mujh py chaa jaye wo barsaat ki khushbu ki trha Ang ang apna usi rutt mei mehakta dekhun...!!!

Tery badalny k ba-wasf tujh ko chaha hai Ye aitraaf b shamil mery gunnah mei hai

Image
Tery badalny k ba-wasf tujh ko chaha hai Ye aitraaf b shamil mery gunnah mei hai...!!!

Jo badiloun se b mujh ko chupaye rkhta tha Barhi hai dhoop to be-saibaan chor gya

Image
Jo badiloun se b mujh ko chupaye rkhta tha Barhi hai dhoop to be-saibaan chor gya...!!!

Na Mein Shair Na Shair Ki Nawa Hon,Bas Aik Adna Ghulam-e-Mustafa (P.B.U.H)

Image
نہ میں شاعر نہ شاعر کی نوا ہوں بس اک ادنیٰ غلامِ مصطفیٰ ہوں نیازِ عشق میں ڈوبا ہوا ہوں غرورِ حسن بن کر آ گیا ہوں متاعِ ہر زماں ہیں اشک میرے سرورِ جاوداں کا ماجرہ ہوں برنگِ گُل کِھلا ہوں شاخِ گلشن جہانِ رنگ و بُو کو جانتا ہوں حیاتِ جاوداں کا راز پایا سرِ تسلیم یوں خم کر گیا ہوں تجلّی نے کیا واصف کو بے خود خدا جانے میں کیا تھا اور کیا ہوں

Intezar-E-Saba Raha Barson Ik Dareecha Khula Raha Barson

Image
Intezar-E-Saba Raha Barson Ik Dareecha Khula Raha Barson Aik Din Unka Pyar Barsa Tha Aur Main Bheegta Raha Barson Tab Kahin Ja K Ik Ghazal Lekhi Main Usay Sochta Raha Barson Faasley Kam Na Ho Sakey Nasir Aamna Saamna Raha Barson...!!!

Kon jane ek tabassum se Kitne mafhoom-e-ghum nikalte hain

Image
Kon jane ek tabassum se Kitne mafhoom-e-ghum nikalte hain...!!!

Qissay kahaniyoun ki had tak Mohabbat buhat khubsoorat hai

Image
Qissay kahaniyoun ki had tak Mohabbat buhat khubsoorat hai...!!!

Kaanp uthti hon main ye soch k tanhae mein Mery chehry pe tera naam na parh ly koe

Image
Kaanp uthti hon main ye soch k tanhae mein Mery chehry pe tera naam na parh ly koe...!!!

Jo badiloun se bhi mujh ko chupaye rkhta tha Barhi hai dhoop to be-saibaan chor gya

Image
Jo badiloun se bhi mujh ko chupaye rkhta tha Barhi hai dhoop to be-saibaan chor gya...!!!

Hamko Khudi ne apna khuda hi bana diya Jab be khudi mili to gire paa-e-yaar par

Image
Hamko Khudi ne apna khuda hi bana diya Jab be khudi mili to gire paa-e-yaar par

TU SHIKAM SAIR HE,LEKIN KOI BHOOKA TO NAHI,DEKHNA YE BHI HE,AE MARD E KHUDA EID KE DIN

Image

Shayed kisi rasty ki hawa teri khabar dy Is wasty masroof-e-safar hai tera mohsin Mohsin Naqvi

Image
شاید کسی رستے کی ہوا تیری خبر دے اس واسطے مصروف سفر ہے تیرا محسن محسن نقوی Shayed kisi rasty ki hawa teri khabar dy Is wasty masroof-e-safar hai tera mohsin Mohsin Naqvi

Eid Ka Kia Hai Janaan , Guzar Hi Jaye Gi Deed Na Sahi Teri Yaad Se Jee Behla Lengy

Image
عید کا کیا ہے جاناں, گذر ہی جائے گی دید نہ سہی تیری یاد سے جی بہلا لیں گے سامنے تیری تصویر کے تصویر ہو جائیں گے اور تجدیدِ عہدِ وفا کی شمع جلا لیں گے شیخ اسلم آزاد Eid Ka Kia Hai Janaan , Guzar Hi Jaye Gi Deed Na Sahi Teri Yaad Se Jee Behla Lengy Saamnay Teri Tasveer Ke Tasveer Ho Jaengy Aor Tajdeed-e-Ahd-e-Wafa Ki Shamma Jala Lengy Sheikh Aslam Azad

Mang Eid da tuhfa kya bhejan Jehra shuqaan nal saja bhejan Do cheezan hein meedy seene wich Dass dil bhejan ya saah bhejan

Image
Mang Eid da tuhfa kya bhejan Jehra shuqaan nal saja bhejan Do cheezan hein meedy seene wich Dass dil bhejan ya saah bhejan

Qaafilon ke qaafiley qadmon ke nishaan chorr gaye Aik hamara hi dard tha jo hijrat na kar sakaaa

Image
Qaafilon ke qaafiley qadmon ke nishaan chorr gaye Aik hamara hi dard tha jo hijrat na kar sakaaa

Dunya Ki Har Zubaan Ki Apni Hi Ada Hai Apni Mehik Aur Apni Hi Matti Ki Sada Hai

Image
Dunya Ki Har Zubaan Ki Apni Hi Ada Hai Apni Mehik Aur Apni Hi Matti Ki Sada Hai Par Jis Se Keh Insaniat Ko Dars Mila Hai Wo Hai Zubaan Arbi,Keh Jo Guftar-e-Khuda Hai  Dua Kijiye Keh Urdu Ki Tarah Arbi Bhi Seekh Sakon...   Poetess:Lata Haya

Yahi zindagi museebat, yahi zindagi masarrat Yahi zindagi haqeeqat, yahi zindagi fasaana

Image
Yahi zindagi museebat, yahi zindagi masarrat Yahi zindagi haqeeqat, yahi zindagi fasaana

Tu aesa kar Apna dard mujhy dy dy Phr main jano Dard jane Dawa jane Khuda jane

Image
Tu aesa kar Apna dard mujhy dy dy Phr main jano Dard jane Dawa jane Khuda jane

Tum qaflay baharon k kuch der rok lo Aatay han hm bhi paaun se, kaantay nikaal k

Image
Tum qaflay baharon k kuch der rok lo Aatay han hm bhi paaun se, kaantay nikaal k

Naav me baithkar dhoye the usne haath kabhi saare taalab me mehndi ki mehak aaj bhi hai

Image
नाव में बैठ्कर धोये थे उसने हाथ कभी सारे तालाब में मेहँदी की महक आज भी है Naav me baithkar dhoye the usne haath kabhi saare taalab me mehndi ki mehak aaj bhi hai

Ilaahi abro rakhna bara naxuk zamana hai Dillon mein kufr rakhty hain bazahir dostana hai

Image
Duniya do rangi opron sangi andaron dushman Ilaahi abro rakhna bara naxuk zamana hai Dillon mein kufr rakhty hain bazahir dostana hai

Wo aankhen thi jo sach sach bayan kar gayee warna lafz hote to kab ke mukar gaye hote

Image
वो तो आँखें थी जो सब सच बयां कर गयी वरना लफ्ज होते तो कब के मुकर गए होते Wo aankhen thi jo sach sach bayan kar gayee warna lafz hote to kab ke mukar gaye hote

Apni khu-e-wafa se darta hon Aashqi bandagi na ho jaaye

Image
अपनी खू-ए-वफा से डरता हूँ  आशकी बंदगी ना हो जाए Apni khu-e-wafa se darta hon Aashqi bandagi na ho jaaye

REH GAI DIL MEIN ADHURI HAR KHUSHI TERE BAGHAIR KESE KHUSH REH KAR GUZARU ZINDAGI TERE BAGHAIR

Image
My friend Bilqees Baloch and her Late daughter Huriya Baloch in their hometown Lahore ( Pakistan ) only a month ago . Now Huriya is gone forever , Never to be seen again . Huriya was never sick in her life . A forever healthy and fit Huriya died yesterday after a very short mysterious illness . Rest in eternal peace Huriya ( pronounced as HOORYA meaning Angelique REH GAI DIL MEIN ADHURI HAR KHUSHI TERE BAGHAIR KESE KHUSH REH KAR GUZARU ZINDAGI TERE BAGHAIR KYA BATAU KIS KADAR PHEEKE NAZAR AANE LAGE CHAND TAARO MEIN NAHI WO ROSHNI TERE BAGHAIR ZINDGAI SARI WO TANHA KIS TARAH KAATE BHALA EK PAL JISNE NA KAATA HO KABHI TERE BAGHIR YA KHUDA KO ILM HAI YA MEIN SAMJHTA HU ISE JO MUJHE MEHSOOS HOTI HAI KAMI TERE BAGHAIR TERI YAADON KE TERE RANGEE KHYALO KE TUFAIL NAAM KO ZINDA HAI "RASHID" AAJ BHI TERE BAGHAIR  POET:RASHID TONKI

Go jald baaz bohat hoon magar yaqeen karo Tumhare khuwab tassali se dekhta hoon main

Image
Go jald baaz bohat hoon magar yaqeen karo Tumhare khuwab tassali se dekhta hoon main