REH GAI DIL MEIN ADHURI HAR KHUSHI TERE BAGHAIR KESE KHUSH REH KAR GUZARU ZINDAGI TERE BAGHAIR



My friend Bilqees Baloch and her Late daughter Huriya Baloch in their hometown Lahore ( Pakistan ) only a month ago . Now Huriya is gone forever , Never to be seen again . Huriya was never sick in her life . A forever healthy and fit Huriya died yesterday after a very short mysterious illness . Rest in eternal peace Huriya ( pronounced as HOORYA meaning Angelique


Image may contain: 2 people, people smiling, indoor

REH GAI DIL MEIN ADHURI HAR KHUSHI TERE BAGHAIR
KESE KHUSH REH KAR GUZARU ZINDAGI TERE BAGHAIR
KYA BATAU KIS KADAR PHEEKE NAZAR AANE LAGE
CHAND TAARO MEIN NAHI WO ROSHNI TERE BAGHAIR
ZINDGAI SARI WO TANHA KIS TARAH KAATE BHALA
EK PAL JISNE NA KAATA HO KABHI TERE BAGHIR
YA KHUDA KO ILM HAI YA MEIN SAMJHTA HU ISE
JO MUJHE MEHSOOS HOTI HAI KAMI TERE BAGHAIR
TERI YAADON KE TERE RANGEE KHYALO KE TUFAIL
NAAM KO ZINDA HAI "RASHID"AAJ BHI TERE BAGHAIR

 POET:RASHID TONKI

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai