Muhabbat Rait Jaisi Thi Mujhe Ye Ghalat Fehmi Thi Keh Muhabbat Dher Saari Hai




Muhabbat Rait Jaisi Thi
Mujhe Ye Ghalat Fehmi Thi Keh
Muhabbat Dher Saari Hai
Main Dono Haath Bhar Bhar Kar
Sanbhalon Ga
Zamane Se Chupa Longa
Kabhi Khone Nahi Donga Magar
Main Ne Isii Dar Se
Muhabbat Hi Na Kho Jae
Ye Muthiyan Band Rakhi Thein Magar Jab
Muthiyan Kholein Tou
Dono Haath Khali Thay
Muhabbat Ke Sawali Thay
Kion Ke Muhabbat Rait Jaisi Thi

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai