Chaand Ik Toota Hua Tukda Mere Jaam Ka Hai Ye Mera Qoul Nahi Hazrat Khayyam Ka Hai


No automatic alt text available.

چاند اک ٹوٹا ہوا ٹکڑا میرے جام کا ہے
یہ میرا قول نہیں حضرت خیام کا ہے
ہم سے پوچھو کہ, غزل مانگتی ہے کتنا لہو
سب سمجھتے ہیں یہ دھندا بڑے آرام کا ہے

Chaand Ik Toota Hua Tukda Mere Jaam Ka Hai
Ye Mera Qoul Nahi Hazrat Khayyam Ka Hai
Hum Se Poocho Keh Ghazal Mangti Hai Kitna Lahoo
Sab Samajhtay Hain Yeh Dhanda Badey Aaraam Ka Hai

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha