Posts

Showing posts from September, 2019

Waqt Ka Pansa Palat Bhi Sakta Hai Jo Tuu Bhi Seh Sakay Wahi Sitam Kar

Image
Waqt Ka Pansa Palat Bhi Sakta Hai Jo Tuu Bhi Seh Sakay Wahi Sitam Kar

Zid Ki Hai Aur Baat Magar Khoo Ka Bura Nahi Bhoolay Se Uss Ne Sainkdon Waadey Wafa Kiya

Image
Zid Ki Hai Aur Baat Magar Khoo Ka Bura Nahi Bhoolay Se Uss Ne Sainkdon Waadey Wafa Kiya Mirza Ghalib

Ussi Par Ishq Sajta Hai Jo Andar Se Qalandar Ho

Image
Ussi Par Ishq Sajta Hai Jo Andar Se Qalandar Ho

Uss Ka Ma'ayar Abhi Mujh Se Juda Hai Lekin Woh Bhi Bikhre Ga Tou Ho Jae Ga Mere Jaisa

Image
Uss Ka Ma'ayar Abhi Mujh Se Juda Hai Lekin Woh Bhi Bikhre Ga Tou Ho Jae Ga Mere Jaisa

Uss Ke Lafzon Ke Muqabil Mein Bhala Kia Kehta Main Ne Hairan Hi Rehny Mein Saholat Dekhi

Image
Uss Ke Lafzon Ke Muqabil Mein Bhala Kia Kehta Main Ne Hairan Hi Rehny Mein Saholat Dekhi

Jo bhi dukh yaad na tha,yaad aaya aaj kia janyae,kia yaad aaya?

Image
جو بھی دُکھ یاد نہ تھا ، یاد آیا آج کیا جانیے کیا یاد آیا ؟ پھر کوئی ھاتھ ھے دل پر جیسے پھر تیرا عہد وفا یاد آیا جس طرح دھند میں لپٹے ھُوئے پھول اِک اِک نقش تیرا یاد آیا ایسی مجبوری کے عالم میں کوئی یاد آیا بھی تو کیا یاد آیا یاد آیا تھا بچھڑنا تیرا پھر نہیں یاد کہ کیا یاد آیا جب کوئی زخم بھرا داغ بنا جب کوئی بھول گیا یاد آیا یہ محبت بھی ھے کیا روگ فراز جسے بُھولے وہ سدا یاد آیا  احمد فراز  Jo bhi dukh yaad na tha,yaad aaya aaj kia janyae,kia yaad aaya? phir koi haath hai dil par jaisay phir tera aehd e wafa yaad aaya jis tarah dhund mein liptay hue phool ik ik naqsh tera,yaad aaya aisi majboori k aalam mein koi yaad aaya bhi tou kia yaad aaya yaad aaya tha bicharna tera phir nahen yaad,keh kia yaad aaya jb koi zakhm bhra,daagh bna jab koi bhool gya,yaad aaya ye muhabbat bhi hai kia rog Faraz ajisay bhoolay,woh sada ,yaad aaya Ahmad Faraz

Ghair Phir Ghair , Darguzar Kar De Kon Rokey Zubaan Apno Ki

Image
دیکھ کر آن بان اپنوں کی کیوں نکلتی ہے جان اپنوں کی Dekh Kar Aan Baan Apno Ki Kion Nikalti Hai Jaan Apno Ki غیر پھر غیر، درگزر کر دے کون روکے زبان اپنوں کی Ghair Phir Ghair , Darguzar Kar De Kon Rokey Zubaan Apno Ki تیر کیسے نہ دل میں وہ اترے جس کو چھوڑے کمان اپنوں کی Teer Kaise Na Dil Mein Woh Utre Jis Ko Chodey Kamaan Apno Ki چاہِ یوسف میں پھینکنا ان کا اس پہ آہ و فغان اپنوں کی Chaah e Yousaf Mein Phainkna Unka Us Pe Aah o Fughan Apno Ki جب سے ہوں بیچنے کو رکھا گیا تب سے چمکی دکان اپنوں کی Jab Se Hoon Bechnay Ko Rakha Gaya Tab Se Chamki Dukaan Apno Ki آڑے اخلاق آ گئے ، ورنہ لکھتا میں داستان اپنوں کی Aadey Akhlaq Aa Gaye , Warna Lekhta Main Dastaan Apno Ki چھوڑ دے ساری محفلیں ابرک تجھ سے گھٹتی ہے شان اپنوں کی Chod Dey Sari Mehfilen ABRAK Tujh Se Ghat'ti Hai Shaan Apno Ki   اتباف ابرک Atbaf Abrak  

Bas Yahi Qeemti Shai Thi So Zaroori Samjha Jalte Ghar Se Teri Tasveer Utha Kar Le Aaye

Image

Tere Piyaar Mein Ruswa Ho Kar Jaein Kahan Deewane Log Jane Kia Kia Pooch Rahein Hain Ye Jane Pehchane Log

Image
تیرے پیار میں رسوا ہوکر جا ئیں کہاں دیوانے لوگ جانے کیا کیا پوچھ رہیں ہیں یہ جانے پہچانے لوگ جیسے تمھیں ہم نے چاہا تھا کون بھلا یوں چاہے گا مانا اور بہت آئیں گے تم سے پیار جتانے لوگ کیسے دکھوں کے موسم آئے کیسی آگ لگی یارو اب صحراؤں سے لاتی ہیں پھولوں کے نذرانے لوگ کل ماتم بے قیمت ہوگا آج ان کی توقیر کرو دیکھو خوں جگر سے کیا کیا لکھتے ہیں افسانے لوگ جانتے ہیں یہ عشق مسلسل روگ ہے آہ و زاری کا پھر بھی اسکے کوچے میں جاتے ہیں عمر گنوانے لوگ Tere Piyaar Mein Ruswa Ho Kar Jaein Kahan Deewane Log Jane Kia Kia Pooch Rahein Hain Ye Jane Pehchane Log Jaise Tumhein Hum Ne Chaha Tha Kon Bhala Yun Chahe Ga Mana Aur Bhi Aaeingy Tum Se Piyaar Jatane Log Kaise Dukhon Ke Mousam Aaye Kaisi Aag Lagi Yaaro Ab Sahraoun Se Lati Hain Phoolon Ke Nazrane Log Kal Matam Be-Qeemat Hoga Aaj Un Ki Tauqeer Karo Dekho Khoon Jigar Se Kia Kia Lekhtay Hain Afsane Log Jante Hain Ye Ishq Musalsal Rog Hai Aah o Zari Ka Phir Bhi Uske Koochay Mein Jate Hain Umar G...

Mudaton Baad Jo Dekhi Uss Ne Meri Khushk Aankhein Phir Ye Keh Ke Rula Gaya Keh Lagta Hai Sanbhal Gaye Ho

Image
مدتوں بعد جو دیکھی اس نے میری خشک آنکھیں  پھر یہ کہہ کے رلا گیا  کہ لگتا ہے سنبھل گئے ہو Mudaton Baad Jo Dekhi Uss Ne Meri Khushk Aankhein Phir Ye Keh Ke Rula Gaya Keh Lagta Hai Sanbhal Gaye Ho

Uss Ke Dil Se Utar Gaye Aise Jaise Hasrat Tamaam Ho Jaye

Image
Uss Ke Dil Se Utar Gaye Aise Jaise Hasrat Tamaam Ho Jaye

Uss Ke Be-Hijaab Hone Tak Hum Bhi Shamil Thay Hosh Walo Mein

Image
Uss Ke Be-Hijaab Hone Tak Hum Bhi Shamil Thay Hosh Walo Mein

Usi Ka Shehar Wahi Mudai Wahi Munsif Humain Yaqeen Tha Humara Qusoor Niklay Ga

Image
Usi Ka Shehar Wahi Mudai Wahi Munsif Humain Yaqeen Tha Humara Qusoor Niklay Ga

Umar Bhar Hum Yun Hi Ghalti Karte Rahe GHALIB Dhool Chehre Pe Thi Aur Hum Aaina Saaf Karte Rahe

Image
Umar Bhar Hum Yun Hi Ghalti Karte Rahe GHALIB Dhool Chehre Pe Thi Aur Hum Aaina Saaf Karte Rahe

Ujle-? Chamkeelay--? Makhmal Jaise Log---? Wasta Pada Tou Pathar Niklay

Image
Ujle-? Chamkeelay--? Makhmal Jaise Log---? Wasta Pada Tou Pathar Niklay........!!

Tum Ne Uss Waqt Be-Wafaai Ki Jab Yaqeen Aakhiri Muqaam Pe Tha

Image
Tum Ne Uss Waqt Be-Wafaai Ki Jab Yaqeen Aakhiri Muqaam Pe Tha

Tum Ne Tou Naam Hi Sunay Hain Faqat Hum Ne Seh Kar Azaab Dekhay Hain

Image
Tum Ne Tou Naam Hi Sunay Hain Faqat Hum Ne Seh Kar Azaab Dekhay Hain

Tum Jaisi Haseen Aankhon Wale Aate Hain Jab Sahil Par Lehren Bhi Shor Machati Hain Lo Aaj Samandar Doobay Ga

Image
Tum Jaisi Haseen Aankhon Wale Aate Hain Jab Sahil Par Lehren Bhi Shor Machati Hain Lo Aaj Samandar Doobay Ga

Tujhe Bhoolny Ko Ik Pal Chahiye Woh Pal Keh Jese Mout Kehty Hain Log

Image
Tujhe Bhoolny Ko Ik Pal Chahiye Woh Pal Keh Jese Mout Kehty Hain Log

Tu Yaad Kar Ya Bhool Ja Tu Yaad Hai Ye Yaad Rakh

Image
Tu Yaad Kar Ya Bhool Ja Tu Yaad Hai Ye Yaad Rakh

Raat Aai Tou Teri Bazm Ke Tare Jagay Ya Koi Meri Tarah Dard Ke Mare Jagay

Image
 رات آی تو تیری بزم کے تارے، جاگے یا کوی میری طرح درد کے مارے، جاگے چاند جاگا کسی مقصد سے، فلک پر لیکن جانے کچھہ لوگ بھلا کس کے سہارے، جاگے؟ ایک شمع تھی جو گھل گھل کے فروزاں جاگی بہر تقدیر پتنگے بھی بیچارے، جاگے اک چراغاں سا ہوا ہے، شبِ تنہای میں جب کسی یاد کے گل رنگ نظارے، جاگے درد جاگا کسی پہلو میں، تو آنسو جاگے جب کوی ذکر چھڑا ، سارے کے سارے جاگے رات کی بات ہی کیا، رات گزر جانی ہے رات کی گود سے سورج کے اشارے، جاگے آیئے صبح کے آثار ہیں ، سجدہ کر لیں سر جو جھک جایں تو قسمت کے ستارے، جاگے طاہر حسین

Uss ki zabaan mein itna asar hai keh nisf shab Woh roshni ki baat kare aur diya jale

Image
Uss ki zabaan mein itna asar hai keh nisf shab Woh roshni ki baat kare aur diya jale Tazeeb Hafi

Lagaani Parhti Hai Dubki Ubharney Se Pehley Gharoob Hoaney Ka Matlabb , ZAWAAL Thorhi Hai

Image
لگانی پَڑتی ہے ڈُبکی ، اُبھرنے سے پِہلے غرُوب ہَونے کا مَطلَب ، زواَل تھَوڑی ہَے Lagaani Parhti Hai Dubki Ubharney Se Pehley Gharoob Hoaney Ka Matlabb , ZAWAAL Thorhi Hai

Saba Ko Hum Se Adaawat , Hamien Se Rutt Ko Guraiz Bharey Chaman Mein , Hamien , Shaakh e Be-Samar Thehre

Image
صَبا کو ہَم سے عداوَت ، ہمِیں سے رُت کو گُریز بھَرے چَمن میں ، ہمِیں شاخِ بے ثَمر ٹھِہرے Saba Ko Hum Se Adaawat , Hamien Se Rutt Ko Guraiz Bharey Chaman Mein , Hamien , Shaakh e Be-Samar Thehre

Tere Faraaq Ke Lamhon Mein ,DIL Ne Socha Hai TERE Wasaal Ke DIN , Kitne Mukhtasir Thehrey

Image
تِرے فراق کے لَمحوں میں دِل نے سَوچا ہَے تِرے وصال کے دِن ، کِتنے مُختصر ٹھِہرے Tere Faraaq Ke Lamhon Mein ,DIL Ne Socha Hai TERE Wasaal Ke DIN , Kitne Mukhtasir Thehrey

Ghair say tum ko Buhat rabt hai mana Lekin Yeh tamasha tou meray bad bhi ho sakta tha

Image
غیر سے تم کو بہت ربط ہے مانا لیکن یہ تماشا تو میرے بعد بھی ہو سکتا تھا Ghair say tum ko Buhat rabt hai mana Lekin Yeh tamasha tou meray bad bhi ho sakta tha

Aankhon Mein Koi Khuwaab Utarne Nahi Deta Ye Dil K Mujhe Chain Se Marne Nahi Deta

Image
Aankhon Mein Koi Khuwaab Utarne Nahi Deta Ye Dil K Mujhe Chain Se Marne Nahi Deta Bicharay Tou Ajab Pyaar Jatata Hai Khaton Mein Mil Jaye Tou Phir Had Se Guzarne Nahi Deta Wo Shaks Khizan Rut Mein Bhi Mohtaat Rahay Kitna Sokhay Hoye Phoolon Ko Bikharne Nahi Deta Ik Roz Teri Pyaas Khariday Ga Woh Ghabro ! Pani Tujhe Panghat Se Jo Bharne Nahi Deta Woh Dil Mein Tabassam Ki Kiran Gholne Wala Roothay Tou Ruton Ko Bhi Sanwarne Nahi Deta Mein Us Ko Manaon K Gham-e-Dehar Se Uljhon ?  Mohsin Woh Koi Kaam Bhi Karne Nahi Deta

Zinda Rehne Ki ye Tarkeeb Nikali Main ne Apne Hone ki Khabar sab se chupa li main ne

Image
Zinda Rehne Ki ye Tarkeeb Nikali Main ne Apne Hone ki Khabar sab se chupa li main ne

Do ghari mayaser ho os ka humsafar hona phir hamain gawara hai apna dar ba dar hona

Image
Do ghari mayaser ho os ka humsafar hona phir hamain gawara hai apna dar ba dar hona parveen shakir

Khalish , Ghutan Hai Ye Tishnagi Hai Humain Tha Dhoka Ye Zindagi Hai

Image
خلش, گھٹن ہے یہ تشنگی ہے ہمیں تھا دھوکہ یہ زندگی ہے پلک جھپکتے خوشی ندارد تو غم نہ کوئی بھی عارضی ہے ہیں سب رویے بجھے بجھے سے نہ دوست اب ہے نہ دشمنی ہے نہ کوئی سنتا نہ کہہ سکے ہم ہے شور اتنا کہ خامشی ہے جلایا امید نے دیا جب تو سب سے پہلے یہ خود جلی ہے تلاش میں تھا میں منزلوں کی سفر سفر میں گزر گئی ہے لکھا گیا تھا حیات جس کو یہ رفتہ رفتہ سی خود کشی ہے کبھی محبت تھی حرفِ آخر تو اب تعلق یہ سرسری ہے میں جب بھی نکلا تری گلی سے تو سامنے پھر تری گلی ہے نہ جانے کب سے یوں جی رہا ہوں کہ سانس جیسے یہ آخری ہے میں جب سے سمجھا ہوں تجھ کو ابرک یہ نیند تب سے اڑی اڑی ہے اتباف ابرک

Saath tum thay tou humaen raas tha pagalpan bhi Ab tere baad karain kaisay guzara? Pagal

Image
ساتھ تم تھے تو ہمیں راس تھا پاگل پن بھی اب ترے بعد کریں کیسے گزارہ؟ پاگل Saath tum thay tou humaen raas tha pagalpan bhi Ab tere baad karain kaisay guzara? Pagal

Muhabbat yeh nahi hoti keh jis mein mua'af kar dena na mukin ho jaaye

Image
محبت یہ نہیں ہوتی کہ جس میں معاف کر دینا ناممکن ہوُ جاے محبت یہ نہیں ہوتی کہ تم نے کہہ دیا تو دن ہو اور تم نے کہہ دیا تو رات ہو جاے محبت یہ نہیں ہوتی کہ جب جیتو تو تم جیتو کہ جب بولو تو تم بولو گلے شکوے تمہیں ہوں یہ سارے فیصلے تم ہی کرو کس کو محبت بھیک میں دینی ہے کسُ کو خواہشوں سے اپنانا ہے کسُ سے وعدہ کرنا ہے یا کسُ کوُ بھول جانا ہے محبت یہ نہیں ہوتی ذرا سا سوچ لینا تم جسے اب تک محبت کہتے آئے ہو محبت وہ نہیں ہوتی Muhabbat yeh nahi hoti keh jis mein mua'af kar dena na mukin ho jaaye Muhabbat yeh nahi hoti keh tum nay keh diya DIN ho Aur tum nay keh diya raat ho jaye Muhabbat yeh nahi hoti keh Jab jeeto to tum jeeto Keh jab bolo tou tum bolo Gelay shikway tumhain hoon Yeh saray faslay tumhi karo Kis ko muhabbat bheek Mein Deni hai Kis ko khuwahishon say apnana hai Kis se wada karna hai Ya Kis ko bhool jana hai Muhabbat ye nahi hoti Zara sa sooch Lena tum Jisay ab tak muhabbat kahtay aaye ho Muhabbat woh nahi hoti

Rok sako tou pehli barish ki bondo ko tum roko Kachi mitti tou mehkai gi hai mitti ki majbori

Image
روک سکو تو پہلی بارش کی بوندوں کو تم روکو کچی مٹی تو مہکے گی، ہے مٹی کی مجبوری Rok sako tou pehli barish ki bondo ko tum roko Kachi mitti tou mehkai gi hai mitti ki majbori

Aaye Tou Yuun Keh Jaisey HAMAISHA Thay Meherabaan Bhooley Tou Yuun Keh Goya Kabhi AASHNA Na Thay

Image
Aaye Tou Yuun  Keh Jaisey HAMAISHA Thay Meherabaan Bhooley Tou Yuun Keh Goya Kabhi AASHNA Na Thay

Itna Tou Hausalah Mere Jazbon Ko Dey KHUDA Main Tulkhiyey Hayaat Ka Shikwah Na Kar Sakoon

Image
Itna Tou Hausalah Mere Jazbon Ko Dey KHUDA Main Tulkhiyey Hayaat Ka Shikwah Na Kar Sakoon Shabnam Ki Tarah Gir Kar Bhi Khaamosh Hi Rahoon Khushboo Ki Tarah DARD Ka Charchaa Na Kar Sakoon

Sahar hoi tou bohat der tak dekhaye dia Ghuroob hoti hoi raat ka kinara mujhay

Image
Sahar hoi tou bohat der tak dekhaye dia Ghuroob hoti hoi raat ka kinara mujhay Zafer Iqbal

Woh Mere Paas Raha Ya Door Raha Safar Kanton Se Bhar-poor Raha

Image
وہ میرے پاس رہا یا دور رہا سفر کانٹوں سے بھر پور رہا Woh Mere Paas Raha Ya Door Raha Safar Kanton Se Bhar-poor Raha

Kitnay Mukhtat Hain Iss Shehar Ke Ahl e Emaan Chatriyan Taan Ke Barish Ki Dua Karte Hain

Image
کتنے محتاط ہیں اِس شہر کے اہلِ ایماں چھتریاں تان کے بارش کی دُعا کرتے ہیں Kitnay Mukhtat Hain Iss Shehar Ke Ahl e Emaan Chatriyan Taan Ke Barish Ki Dua Karte Hain

Ye Kon Mujh Ko Adhora Bana Ke Chod Gaya Palat Ke Mera Musawwer Kabhi Nahi Aaya

Image
Ye Kon Mujh Ko Adhora Bana Ke Chod Gaya Palat Ke Mera Musawwer Kabhi Nahi Aaya

jis roz humara kooch hoga phoolon ki dukaanain band hongi

Image
جس روز ہمارا کوچ ہوگا پھولوں کی دکانیں بند ہوں گی شیریں سخنوں کے حرفِ دُشنام بے مہر زبانیں بند ہوں گی پلکوں پہ نمی کا ذکر ہی کیا یادوں کا سراغ تک نہ ہوگا ہمواری ِ ہر نفس سلامت دل پر کوئی داغ تک نہ ہوگا پامالیِ خواب کی کہانی کہنے کو چراغ تک نہ ہوگا معبود ! اس آخری سفر میں تنہائی کو سرخ رو ہی رکھنا جز تیرے نہیں کوئی نگہدار اس دن بھی خیال تو ہی رکھنا جس آنکھ نے عمر بھر رلایا اس آنکھ کو بے وضو ہی رکھنا جس روز ہمارا کو چ ہو گا پھو لوں کی دکانیں بند ہوں گی افتخار عارف jis roz humara kooch hoga phoolon ki dukaanain band hongi sheereen sukhanoun k herf e dushnaam be mehar zubaanain band hongi palkon peh nami ka ziker hi kia yaadon ka suraagh tak na hoga humwari-e-her nafs salaamat dil per koi daagh tak na hoga paamaali-e-khwaab ki kahani kehne ko charaagh tak na hoga maabood !is aakhri safer main tanhaayi ko surkhroo hi rakhna juz tere koi nahin nigahdaar us din bhi khayaal too hi rakhna jis aankh ne umer bhar rulaaya us aankh ko be wuzoo hi ra...

Tu Shairi Ke Har Hunar Se Waqif Hai Main Harf Harf Zakham Tu Tahreer Kar Mujhe

Image
Tu Shairi Ke Har Hunar Se Waqif Hai Main Harf Harf Zakham Tu Tahreer Kar Mujhe

Tu Ne Kaha Tha Main Teri Kashti Pe Bojh Hoon Aankhon Ko Ab Na Dhanp , Mujhe Doobta Bhi Dekh

Image
Tu Ne Kaha Tha Main Teri Kashti Pe Bojh Hoon Aankhon Ko Ab Na Dhanp , Mujhe Doobta Bhi Dekh

Tu Mera Hosla Tou Dekh Dad Tou Dy Keh Ab Mujhe Shouq Kamaal Bhio Nahi Khouf e Zawaal Bhi Nahi

Image
Tu Mera Hosla Tou Dekh Dad Tou Dy Keh Ab Mujhe Shouq Kamaal Bhio Nahi Khouf e Zawaal Bhi Nahi

Dheeray dheeray apna bana raha hai koi Piyar ke sapne dikha raha hai koi Ae Khuda ye sachhi muhabbat hai ya choona laga raha hai koi

Image
Dheeray dheeray apna bana raha hai koi Piyar ke sapne dikha raha hai koi Ae Khuda ye sachhi muhabbat hai ya choona laga raha hai koi

Hijar Wisal Ki Sarhad Pe Zindagi Guzri Humare Pehlo Se Ho Kar Har Ik Khushi Guzri

Image
ہجر وصال کی سرحد پہ زندگی گزری ہمارے پہلو سے ہو کر ہر اک خوشی گزری ہمارے غم ہیں امیدوں کی سر پرستی میں سیاہ رات بھی خود بن کے روشنی گزری یونہی نہ کوس محبت کو تو خفا مت ہو ملے یہ ہم سوں کو، ایسی نہیں گئی گزری غلط ہیں کہتے، نہیں وقت لوٹ کر آتا جو تیرے ساتھ گزاری، گھڑی گھڑی گزری اب اور کیسے ہو طوفان کی بیاں شدت کہ عمر گزری، نہ اس آنکھ سے نمی گزری بس ایک گل تھا جو مطلوب وہ نہیں پایا وگرنہ آنکھ سے یارو کلی کلی گزری تلاش میں ہوں کہ نسخہ ہمارے ہاتھ لگے ہمارے بعد بھلا کیسے آپ کی گزری تو لکھنے والوں کا خود حال سوچ لے ابرک جو پڑھنے والوں پہ ہے اس قدر کڑی گزری  اتباف ابرک

Tum agar hum say bicharnay mein na ujlat kartay Hum ibaadat ki tarah tum say muhabbat kartay

Image
تم اگر ہم سے بچھڑنے میں نہ عجلت کرتے ہم عبادت کی طرح تم سے محبت کرتے میں نے پوچھا تھا فقط تم سے تغافل کا سبب بھیگی آنکھوں سے سہی کچھ تو وضاحت کرتے اُن کو دعویٰ تھا محبت میں جُنوں کاری کا ہم سے وہ کیسے خسارے کی تجارت کرتے دُکھ کا ہر روپ بہر حال ہمارا ہوتا ہم جو تقسیم کبھی دل کی وراثت کرتے فیصلہ اُس نے کیا ترکِ مراسم کا مگر زندگی بیت گئی میری وضاحت کرتے Tum agar hum say bicharnay mein na ujlat kartay Hum ibaadat ki tarah tum say muhabbat kartay Main nay poocha tha faqat tum say taghaaful ka sababb Bheegi aankhon say sahi kuch toh wazaahat kartay Unn ko daawa tha muhabbat mein junoon kaari ka Hum say kaisay woh khasaaray ki tajaarat kartay Dukh ka har roop beharhaal hamaara hota Hum jo taqseem kabhi dil ki waraasat kartay Faisala uss nay kiya tark-e-maraasim ka magar Zindagi beet gaee meri wazaahat kartay

Arfa Ho Tere Mast Ka Dast ! Analmast Masti Me Teri Waqf Ho Ye Hast ! Analmast

Image
ارفع ہو ترے مست کا یہ دست ! انا المست مستی میں تری وقف ہو یہ ہست ! انا المست یوں تیری بلندی میں ہوا جذب فقیرا لگتا ہے مجھے سارا جہاں پست ! انا المست  آنکھوں پہ کسی چشمِ پریشاں کا فسوں ہے سینے میں کوئی ایسا ہے پیوست ! انا المست پڑھتی ہیں درود اس رُخِ روشن پہ یہ آنکھیں دل جس کے سبب جگ سے ہوا رَست ! انا المست مستوں کو کہاں کون و مکاں سے کوئی مطلب ہیں مست ! یہاں مست ! وہاں مست ! انا المست بس ایک تری گوشہ نشینی پہ حسیں شخص ایں روح و دلم زین فدا است ! انا المست Arfa Ho Tere Mast Ka Dast ! Analmast Masti Me Teri Waqf Ho Ye Hast ! Analmast  Yun Teri Bulandi Me Hoa Jazab Faqeera Lagta Hai Mujhe Sara Jahan Past ! Analmast Aankhon Pe Kisi Chishm Pareshan Ka Fason Hai Seenay Me Koi Aisa Hai Paiwast  ! Analmast Parhti Hain Darood Uss Rukh e Roshan Pe Ye Aankhein Dil Jis Ke Sabab Jag Se Hoa Rast ! Analmast Maston Ko Kahan Kon o Makaan Se Koi Matlab Hain Mast ! Yahan Mast ! Wahan Mast ! Analmast Bas Aik Teri Gosha Nasheeni Pe Haseen Shak...

Kisi Namrood Ki Jannat Se Mujhe Gharz Nahin Hain Qubool Mujhko Yahi Farshi Thikany Mere

Image
کسی نمرود کی جنت سے مجھے غرض نہیں ہیں قبول مجھکو یہی فرشی ٹھکانے میرے किसी नमरूद की जन्नत से मुझे ग़रज़ नहीं हैं क़ुबूल मुझको यही फ़रशी ठिकाने मेर Kisi Namrood Ki Jannat Se Mujhe Gharz Nahin Hain Qubool Mujhko Yahi Farshi Thikany Mere

Ab talkhiyon ka samna karne ka waqt hai Ab umar khuwaab dekhney wali nahin rahi

Image
Ab talkhiyon ka samna karne ka waqt hai Ab umar khuwaab dekhney wali nahin rahi

Aks Pani Pe Main Tahreer Karon Zindagi Aa Tujhe Tasweer Karon

Image
عکس پانی پہ میں تحریر کروں زندگی آ تجھے تصویر کروں بت بناؤں میں کوئی مٹی کا روح پھونکوں اسے تسخیر کروں خواب دیکھوں میں تری مرضی کا اپنی مرضی کی میں تعبیر کروں تجھ کو شہرت کی بلندی دے کر اپنی گمنامی کی تشہیر کروں Aks Pani Pe Main Tahreer Karon Zindagi Aa Tujhe Tasweer Karon Butt Banaoun Main Koi Mitti Ka Rooh Phonkon Usay Taskheer Karon Khuwaab Dekhon Main Teri Marzi Ka Apni Marzi Ki Main Ta'abeer Karon Tujh Ko Shuhrat Ki Bulandi De Kar  Apni Gum-Naami Ki Tashheer Karon