Posts

Showing posts from August, 2020

Mein aaieenon se tou mayoos laut aaya tha Magar kisi ney bataya bohat haseen hoon main

Image
  Mein aaieenon se tou mayoos laut aaya tha Magar kisi ney bataya bohat haseen hoon main  

Har tarf thy raah mein kannte bechy hoae Hum ko teri talb thi guzarte chaly gaye

Image
   Har tarf thy raah mein kannte bechy hoae Hum ko teri talb thi guzarte chaly gaye  

ik to husn bla upar se bnawat aafat Ghar bigade'n ge hazaro'n ke ، sanwarne wale

Image
 اک تو حسن بلا، اوپر سے بناوٹ آفت گھر بگاڑیں گے ہزاروں کے, سنورنے والے حشر میں لطف ہو, جب ان سے ہوں دو باتیں  وہ پوچھیں کون ہو تم،ہم کہیں مرنے والے ik to husn bla upar se bnawat aafat Ghar bigaden ge hazaron ke ، sanwarne wale Hashr mein lutf ho jab unse hon do baten Wo puchhen kon ho tum ، ham kahen marne wale

Mahobbat mohtaaj kahan husn aur jawaani kii Main toh umr ke har ohde mein tujhe chahonga

Image
     Mahobbat mohtaaj kahan husn aur jawaani kii Main toh umr ke har ohde mein tujhe chahonga महोब्बत मोहताज़ कहां हुस्न और जवानी की मैं तो उम्र के हर ओहदे मैं तुझे चाहूंगा  

Raah-rau tujh sa kaha'n ay khizr-e-shauk Kaun teri khaak-e-paa ko paayega

Image
 Raah-rau tujh sa kaha'n ay khizr-e-shauk Kaun teri khaak-e-paa ko paayega राह-रौ तुझ सा कहाँ ऐ ख़िज़्र-ए-शौक़ कौन तेरी ख़ाक-ए-पा को पाएगा  

Kaash Hum Khul Ke Zindagi Karte Umar Guzri Hai Khudkashi Karte

Image
  محسن نقوی کی ایک خوبصورت غزل اس کا ایک ایک شعر کمال ہے لیکن آخری شعر کی تو کیا ہی بات ہے کاش ہم کھل کے زندگی کرتے عمر گزری ہے خودکشی کرتے بجلیاں اس طرف نہیں آئیں ورنہ ہم گھر میں روشنی کرتے کون دشمن تری طرح کا تھا؟ اور ہم کس سے دوستی کرتے؟ بجھ گئے کتنے چاند سے چہرے دل کے صحرا میں چاندنی کرتے عشق اُجرت طلب نہ تھا ورنہ ہم ترے در پہ نوکری کرتے اس تمنا میں ہو گئے رسوا ہم بھی جی بھر کے عاشقی کرتے حُسن اس کا نہ کھل سکا محسن تھگ گئے لوگ شاعری کرتے محسن نقوی  

Jo Marne Se Pehle Mar Jate Hein Woh Bad-Bakht Kabhi Nahi Marte

Image
     Jo Marne Se Pehle Mar Jate Hein  Woh Bad-Bakht Kabhi Nahi Marte Joun Elia  

Aawaaz De Ke Chup Gai Har Baar Zindagi Hum Aise Sada Dil Thay Keh Har Baar Aa Gaye

Image
   Aawaaz De Ke Chup Gai Har Baar Zindagi Hum Aise Sada Dil Thay Keh Har Baar Aa Gaye Ahmad Faraz

Kabhi Dard Hai Tou Dawa Nahi , Jo Dawa Mili Tou Shifa Nahi Zulam Karte Hein Iss Tarah , Jaise Mera Koi Khuda Nahi

Image
   Kabhi Dard Hai Tou Dawa Nahi , Jo Dawa Mili Tou Shifa Nahi Zulam Karte Hein Iss Tarah , Jaise Mera Koi Khuda Nahi

Kabhi Aansoo Kabhi Sajday Kabhi Haathon Ka Uth Jana Khuwahishein Adhoori Hoon Tou Rab Kitna Yaad Aata Hai

Image
 

Bhoola Nahi Hoon Hijar Ke Lamhaat Kadey Woh Ratein Tou Badi Thein Hi Magar Din Bhi Badey Woh

Image
  Bhoola Nahi Hoon Hijar Ke Lamhaat Kadey Woh Ratein Tou Badi Thein Hi Magar Din Bhi Badey Woh Parveen Shakir

Nazar Chura Ke Kaha Bas Yahi Muqaddar Tha Bichadnay Wale Ne Malba Khuda Par Daal Diya

Image
     Nazar Chura Ke Kaha Bas Yahi Muqaddar Tha Bichadnay Wale Ne Malba Khuda Par Daal Diya

Humari Aankhein Jo Shairi Sunanay Lag Jaein Lafz Jo Tum Liye Phirtay Ho Sab Thikanay Lag Jaein

Image
   Humari Aankhein Jo Shairi Sunanay Lag Jaein Lafz Jo Tum Liye Phirtay Ho Sab Thikanay Lag Jaein

Uss Ne Kaha Tha Ishq Dhong Hai Main Ne Kaha Tujhe Ishq Ho Ye Khuda Kare

Image
    Uss Ne Kaha Tha Ishq Dhong Hai Main Ne Kaha Tujhe Ishq Ho Ye Khuda Kare Koi Tujh Ko Uss Se Juda Kare Tere Hont Hansna Bhool Jaein Teri Aankhein Pur Nam Raha Karen Tu Usski Batein Kia Kare Tu Usski Batein Suna Kare Tujhe Ishq Ki Woh Jhari Lagay Tu Milan Ki Har Pal Dua Kare Tu Gali Gali Mein Phira Kare Tu Nagir Nagir Mein Sada Kare Tujhe Ishq Ka Phir Yaqeen Ho Ussay Tasbiyon Mein Parha Kare Main Kahon Keh Ishq Dhong Hai Tu Nahi Nahi Ki Sada Kare Parveen Shakir

Manta Bhi Nahi Hon Tu Ne Bhula Diya Mujhe Rota Bhi Buhat Hon Tu Ne Bhula Diya Mujhe

Image
Manta Bhi Nahi Hon Tu Ne Bhula Diya Mujhe Rota Bhi Buhat Hon Tu Ne Bhula Diya Mujhe

Khatam Nahi Hota Hai Reshta Jhagdon Se Lekin Pehle Jaisa Thodi Hota Hai

Image
Khatam Nahi Hota Hai Reshta Jhagdon Se Lekin Pehle Jaisa Thodi Hota Hai Maa Ke Haath Ki Chhoori Baap Ki Mushafaq Daant Sari Umar Ye Maila Thodi Rehta Hai Wasi Shah  

Kabhi Yun Bhi Ho Sar e Bazm Woh Mujhe Ye Kahay Keh Ghazal Suna

Image
Kabhi Yun Bhi Ho Sar e Bazm Woh Mujhe Ye Kahay Keh Ghazal Suna Main Ghazal Ghazal Mein Uss Se Ye Kahon Mera Koi Nahi Tere Sewa    

Jab Sitare Hi Nahi Mil Paaye Le Ke Hum Shams o Qamar Kia Karte

Image
Jab Sitare Hi Nahi Mil Paaye Le Ke Hum Shams o Qamar Kia Karte Parveen Shakir

Ik Dosre Ko Jaan Na Paaye Tamaam Umar Hum Hi Ajeeb Thay Keh Zamana Ajeeb Tha

Image
Ik Dosre Ko Jaan Na Paaye Tamaam Umar Hum Hi Ajeeb Thay Keh Zamana Ajeeb Tha Parveen Shakir

Haath Mere Bhool Baithay Dastakein Deny Ka Fun Band Mujh Par Jab Se Uske Ghar Ka Darwaza Hua

Image
Haath Mere Bhool Baithay Dastakein Deny Ka Fun Band Mujh Par Jab Se Uske Ghar Ka Darwaza Hu a Parveen Shakir  

Jahan Sawaal Ke Badly Sawaal Hota Hai Wahan Se Muhabbaton Ka Zawaal Hota Hai

Image
Jahan Sawaal Ke Badly Sawaal Hota Hai Wahan Se Muhabbaton Ka Zawaal Hota Hai Kisi Ko Apna Banana Hunar Hi Sahi Kisi Ka Ban Ke Rehna Kamaal Hota Hai Parveen Shakir  

Ab Kia Dhoondhtay Ho Jalay Kaghaz Ki Rakh Mein Woh Afsana Hi Jal Gaya Jis Ka Enwaan Tum Thay

Image
Ab Kia Dhoondhtay Ho Jalay Kaghaz Ki Rakh Mein Woh Afsana Hi Jal Gaya Jis Ka Enwaan Tum Thay Parveen Shakir

Dil Ko Uss Raah Pe Chalna Hi Nahi Jo Mujhe Tum Se Juda Karti Hai

Image
Dil Ko Uss Raah Pe Chalna Hi Nahi Jo Mujhe Tum Se Juda Karti Hai Parveen Shakir

Ye Chand Aur Abr e Rawaan Chalta Rahy Jamaal e Shaam Tehe Asmaan Guzarta Rahy

Image
یہ غزل پروین شاکر صاحبہ نے اپنے بیٹے کے نام لکھی جب طلاق کے بعد بیٹا ان سے جدا ہوا تو انہوں نے اپنے جذبات کا اظہار اس خوبصورت نظم کے ذریعے کیا  تصویر محترمہ پروین شاکر اور ان کے بیٹے مراد کی ہے یہ چاند اور یہ ابرِ رواں گذرتا رہے​ جمالِ شام تہہ آسماں گزرتا رہے​ ​ بھرا رہے تری خوشبو سے تیرا صحنِ چمن​ بس ایک موسمِ عنبر فشاں گزرتا رہے​ ​ سماعتیں ترے لہجے سے پھول چنتی رہیں​ دلوں کے ساز پہ تو نغمہ خواں گزرتا رہے​ ​ خدا کرے تری آنکھیں ہمیشہ ہنستی رہیں​ دیارِ وقت سے تو شادماں گزرتا رہے​ ​ میں تجھ کو دیکھ نہ پاؤں تو کچھ ملال نہیں​ کہیں بھی ہو' تو ستارہ نشاں گزرتا رہے​ ​ میں مانگتی ہوں تری زندگی قیامت تک​ ہوا کی طرح سے تو جاوداں گزرتا رہے​ ​ مرا ستارہ کہیں ٹوٹ کے بکھر جائے​ فلک سے ترا خطِ کہکشاں گزرتا رہے​ ​ میں تیری چھاؤں میں کچھ دیر بیٹھ لوں اور پھر​ تمام راستہ بے سائباں گزرتا رہے​ ​ یہ آگ مجھ کو ہمیشہ کیئے رہے روشن​ مرے وجود سے تو شعلہ ساں گزرتا رہے​ ​ میں تجھ کو دیکھ سکوں آخری بصارت تک​ نظر کے سامنے بس اک سماں گزرتا رہے​ ​ ہمارا نام کہیں تو لکھا ہوا ہوگا​ مہ ونجوم سے یہ خاکداں گزرتا رہے​...

Rafaqaton Ke Naye Khuwaab Khushnuma Hein Magar Guzar Chuka Hai Tere Aitbaar Ka Mousam

Image
   Rafaqaton Ke Naye Khuwaab Khushnuma Hein Magar Guzar Chuka Hai Tere Aitbaar Ka Mousam Parveen Shakir

Ya Rab Mere Sukoot Ko Naghma Saraai Dy Zakhm e Hunar ko Housla Lab Kushaai Dy

Image
Ya Rab Mere Sukoot Ko Naghma Saraai Dy Zakhm e Hunar ko Housla Lab Kushaai Dy Shehr e Sukhan Se Rooh Ko Woh Aashnaai Dy Aankhen Bhi Band Rakhon Tou Rasta Sujhaai Dy Parveen Shakir

Ek raat hue barsaat boht main roya sare raat boht Har gham thaa zamane ka lekin main tanha thaa Us raat boht

Image
   Ek raat hue barsaat boht main roya sare raat boht Har gham thaa zamane ka lekin main tanha thaa Us raat boht Phir  aankh se ek  sawan  barsa  jab  siher hue to Khayal aaya Wo Badal kitna tanha thaa jo barsa sare raat boht  

Dil ne jab bhii fareb khaaya hai Tera andaaz yaad aaya hai Yeh bhii khuch manzilon se kam to nahin

Image
 Dil ne jab bhii fareb khaaya hai Tera andaaz yaad aaya hai Yeh bhii khuch manzilon se kam to nahin Raaston mein jo khoya paaya hai Tum numaaish liye ho daagon kii Hamne zakhmon ko bhii chuppaayaa hai Koii marta nahin kisi ke liye Ham ne duniya ko aazmaaya hai

Firdaus e Jannat mein Hooron ka laakh tasawur sahi Main us ke ishq se niklon to wahan ka sochon

Image
Firdaus e Jannat mein Hooron ka laakh tasawur sahi Main us ke ishq se niklon to wahan ka sochon

Dil Na-umeed to Nahi ,Na-kam hi to hai Lambi hai Gham ki Shaam Magar Shaam hi to hai

Image
 Dil Na-umeed to Nahi ,Na-kam hi to hai Lambi hai Gham ki Shaam Magar Shaam hi to hai

Info about Ahmad Faraz

Image
احمد فراز کو رخصت ہوئے بارہ برس بیت گئے احمد فراز 12 جنوری 1931 کو کوہاٹ میں پیدا ہوئے ۔ ان کے والد سید محمد شاہ برق کوہاٹی فارسی کے ممتاز شاعر تھے۔ فراز نے اردو اور فارسی میں ایم اے کیا ( بعد میں کراچی یونیورسٹی نے انہیں پی ایچ ڈی کی اعزازی ڈگری بھی دی) احمد فراز نےایڈورڈ کالج ( پشاور ) میں تعلیم کے دوران ریڈیو پاکستان کے لیے فیچر لکھنے شروع کیے ۔ جب ان کا پہلا شعری مجموعہ " تنہا تنہا " شائع ہوا تو وہ بی اے میں تھے ۔ تعلیم کی تکمیل کے بعد ریڈیو چھوڑ کر لیکچر شپ اختیار کرلی ۔ اسی ملازمت کے دوران ان کا دوسرا مجموعہ " درد آشوب "چھپا جس کو پاکستان رائٹرزگلڈ کی جانب سے " آدم جی ادبی ایوارڈ " عطا کیا گیا ۔ اس کے بعد وہ پاکستان نیشنل سینٹر (پشاور) کے ڈائریکٹر مقرر ہوۓ ۔ انہیں 1976 ء میں اکادمی ادبیات پاکستان کا سربراہ بنایا گیا ۔ بعد ازاں جنرل ضیاء کے دور میں انہیں مجبوراً جلا وطنی اختیار کرنی پڑی ۔1989 سے 1990 چیرمین اکادمی پاکستان،1991 سے 1993 تک لوک ورثہ اور 1993 سے 2006ء تک " نیشنل بک فاؤنڈیشن " کے سربراہ رہے ۔ ایک ٹی وی انٹرویو کی پاداش میں انہیں...

Woh Guzarta Hai Tou Khultay Hein Dareechay Ghar Ke Ik Chamak See Dar o Deewaar Mein Aa Jati Hai

Image
 وہ گزرتا ہےتو کھلتے ہیں دریچے گھر کے اک چمک سی در و دیوار میں آ جاتی ہے جب بھی آتا ہے مرا نام ترے ہونٹوں پر خوشبوئے گل مرے اشعار میں آ جاتی ہے वो गुज़रता है तो खुलते हैं दरीचे घर के इक चमक सी दर-ओ-दीवार में आ जाती है जब भी आता है मेरा नाम तेरे होंटों पर ख़ुश्बू-ए-गुल मेरे अशआ'र में आ जाती है Woh Guzarta Hai Tou Khultay Hein Dareechay Ghar Ke Ik Chamak See Dar o Deewaar Mein Aa Jati Hai Jab Bhi Aata Hai Mera Naam Tere Honton Par Khushbo e Gul Mere Asha'ar Mein Aa Jati Hai

Woh jo ajate thay ankhon minn sitaray lekar Jane kis des gaye khuwab hmare lekar

Image
 وہ جوآ جاتے تھے آنکھوں میں ستارے لے کر جانے کس دیس گئے خواب ہمارے لے کر چھاؤں میں بیٹھنے والے ہی تو سب سے پہلے پیڑ گرتا ہے تو آ جاتے ہیں آرے لے کر وہ جو آسودہ ساحل ہیں انہیں کیا معلوم اب کے موج آئی تو پلٹے گی کنارے لے کر شہر والوں کو کہاں یاد ہے وہ خواب فروش پھرتا رہتا تھا جو گلیوں میں غبارے لے کر ایسا لگتا ہے کہ ہر موسم ہجراں میں بہار ہونٹ رکھ دیتی ہے شاخوں پہ تمہارے لے کر نقد جاں صرف ہوا قلفت ہستی میں فراز اب جو زندہ ہیں تو کچھ سانس دھارے لے کر احمد فراز Woh jo ajate thay ankhon minn sitaray lekar Jane kis des gaye khuwab hmare lekar Chaon mein bethne walay hi tou sab se pehlay Perr girta hai tou ajatay hein aray lekar Wo jo asoda sahil hein unhen kia maloom Ab k mauj aee tou paltay gi kinaray lekar Shehr walon ko kahan yaad hai wo khuwab farosh Phirta rehta tha jo galion mein ghubaray lekar Aisa lagta hai keh har mausam e hijran mein bahar Hont rakh deti hai shakhon pe tumharay lekar Naqad jan sarf hua qalfatay hasti mein Faraz Ab jo zinda hein tou kuch sans udharay lekar Ahmad...

Na mere zakhm khile hain na tera rang-e-hina Mausam aaye hi nahiin ab ke gulaabon waale

Image
  Na mere zakhm khile hain na tera rang-e-hina Mausam aaye hi nahiin ab ke gulaabon waale  Faraz

Tere Mathey Ki Shikan Pehle Bhi Dekhi Thi Magar Ye Girah Ab Ke Mere Dil Mein Padi Ho Jaise

Image
    تیرے ماتھے کی شکن پہلے بھی دیکھی تھی مگر  یہ گرہ اب کے مرے دل میں پڑی ہو جیسے   तेरे माथे की शिकन पहले भी देखी थी मगर ये गिरह अब के मेरे दिल में पड़ी हो जैसे   Tere Mathey Ki Shikan Pehle Bhi Dekhi Thi Magar Ye Girah Ab Ke Mere Dil Mein  Padi Ho Jaise   The break of your forehead I had seen it before but The wrinkle of your forehead I had seen it before but This knot is in my heart now It seems like you are lying This knot in my heart now Lying like  

Kaante bhi to mere naseeb mein thy Phool jo gulaab ka chuna tha maine

Image
    Kaante bhi to mere naseeb mein thy Phool jo gulaab ka chuna tha maine Thorns were also in my fate The flower that I chose from rose

Na Hum bolain na woh bolain faqt aik baat aaisy hai Main jab dekhon woh tab bolain tabiyat aaj kaisy hai

Image
   Na Hum bolain na woh  bolain faqt aik baat aaisy hai Main jab dekhon woh tab bolain tabiyat aaj kaisy hai  

Suna hai yaad karte ho Keh jb bhi sham dhalti hai

Image
   Suna hai yaad karte ho Keh jb bhi sham dhalti hai Hejr mein jan jalti hai Tum apni raat ka aksr Sukon barbad karte ho Suna hai yaad karte ho  

Tanha samajh rahey hain mere dil ko charagar Duniya basi hai ismein kisi ke khayal ki

Image
    Tanha samajh rahey hain mere dil ko charagar Duniya basi hai ismein kisi ke khayal ki

Ret par dhundhle dhundhle naksh e qadam Jaaney kis shakhs ki thakaan ke hain

Image
   रेत पर धुंधले-धुंधले नक़्श-ए-क़दम जाने किस शख़्स की थकान के हैं राजेश रेड्डी Ret par dhundhle dhundhle naksh e qadam Jaaney kis shakhs ki thakaan ke hain Rajesh Reddy  

Main Ussay dekh kar dekhti reh gaii Haaye main bhool gaii sar pe dupatta laina

Image
   Main Ussay dekh kar dekhti reh gaii Haaye main bhool gaii sar pe dupatta laina

Main Bhi Tha Markaz e Nigaah O Rahate Jaan Kabhi Go Keh Sookh Gaya Hoon Magar Gulab To Hoon

Image
     میں بھی تھا مرکزِ نِگاہ و راحتِ جاں کبھی گو کہ  سُوکھ  گیا  ہُوں مگر  گُلاب  تو ہُوں   Main Bhi Tha Markaz e Nigaah O Rahate Jaan Kabhi Go Keh Sookh Gaya Hoon Magar  Gulab To Hoon  

Ranjish hi sahi dil hi dukhane k liye aa Aa phir se mujhe chor jaane k liye aa

Image
Tribute to one of the greatest shaayar of Century  रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिये आ आ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिये आ Ranjish hi sahi dil hi dukhane k liye aa Aa phir se mujhe chor jaane k liye aa  

Uljhta hai wo har ek baat par ab be sabab mujh se Kabhi jo mere kehne par subh ko shaam likhta thaa

Image
الجھتا ہے وہ ہر اک بات پر اب بے سبب مجھ سے کبھی جو میرے کہنے پر صبح کو شام لکھتا تھا Uljhta hai wo har ek baat par ab be sabab mujh se Kabhi jo mere kehne par subh ko shaam likhta thaa

Is Se Badh Kar Koi INAAM E HUNAR Kya Hai FARAZ Apne Hi Ahd Mein Ik Shakhs Fasana Ban Jaye

Image
    DeathAnniversary Ahmed Faraz ne jab shayari shuro ki thi toh unka naam 'Ahmed Shah Kohati' hota tha jo baad mein Faiz Ahmed Faiz ke mashware se Ahmed Faraz ho gaya! Faraz apne ahd ke sache fankaar the, haq-go aur bebaak! Bar-e-sagheer mein jin shayaron ko sabse zyada pazeeraai aur mohabbaten haasil huin unme Faraz ka naam sar-e-fehrist hai! Roomaani ehsaasaat ko alfaaz ke paikar mein dhaalne ka kaam ho ya awaam ki aawaaz ban kar ehtijaaj ka naara buland karna ho, Faraz ne dono kaarnamey bakhoobi anjaam diye    

Sab kay waste laye hein kaprye sale se Laye hein mere liye qaidi ka kambal jail se

Image
     Ahmed Faraz ka sabse pehla She’r Sab kay waste laye hein kaprye sale se Laye hein mere liye qaidi ka kambal jail se Ahmad Fraz Faraz was born in Kohat, Pakistan to Syed Muhammad Shah Barq. His brother is Syed Masood Kausar. In an interview with Rediff he recalls how his father, once bought clothes for him on Eid. He didn't like the clothes meant for him, but preferred the ones meant for his elder brother. This lead him to write his first couplet

Silsile tod gaya wo sabhi jaate jaate warna itne to marasim thy keh aate jaate

Image
    Remembering Ahmed Faraz on his death anniversary   Silsile tod gaya wo sabhi jaate jaate warna itne to marasim thy keh aate jaate Kitna asaan tere hijar mein marna jaana Phir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaate Us ki woh jaane usey paasey wafa tha keh na tha Tum Faraz apni taraf se to nibhate jaate Ahmed Faraz   सिलसिले तोड़ गया वो सभी जाते जाते वर्ना इतने तो मरासिम थे कि आते जाते कितना आसां था तेरे हिज्र में मरना जाना फिर भी इक उम्र लगी जान से जाते जाते उस की वो जाने उसे पासे वफ़ा था कि न था तुम फ़राज़ अपनी तरफ़ से तो निभाते जाते । अहमद फ़राज़

MAIN USAY DHOONDNAY,YAADON KI KHULI SARKON PAR KHUSHK PATON KI TARAH,ROZ BIKHAR JAATI HOON

Image
     میں اسے ڈھونڈنے یادوں کی کھلی سڑکوں پر خشک پتوں کی طرح روز بکهر جاتی ہوں   MAIN USAY DHOONDNAY,YAADON KI KHULI SARKON PAR KHUSHK PATON KI TARAH,ROZ BIKHAR JAATI HOON  

TUM NUMAAISH LIYAE HO DAAGON KI HUM NE ZAKHMON KO BHI,CHUPAYA HAI

Image
     TUM NUMAAISH LIYAE HO DAAGON KI HUM NE ZAKHMON KO BHI,CHUPAYA HAI  

maana keh teray dill mein koi aur makee'n hai tu bhi tau meri jaan hai aur mera yaqee'n hai

Image
     maana keh teray dill mein koi aur makee'n hai tu bhi tau meri jaan hai aur mera yaqee'n hai main jabar kay sajdo'n mein giroo'n toot na jaa'uun patthar kay Khuda'o.. meri sheeshay ki jabee'n hai aainay tujhay teri khabar day na saken gay aa dekh meri aankh mein tu kitna hasee'n hai deewaar mein chunwa kay mujhay jurm e wafa par ay meray shehnshah tu paresha'n to nahee'n hai palko'n say tha tarasha, jisey ham nay wo heera matt puchh keh wo kis ki angoothi ka nagee'n hai