Woh Guzarta Hai Tou Khultay Hein Dareechay Ghar Ke Ik Chamak See Dar o Deewaar Mein Aa Jati Hai



 وہ گزرتا ہےتو کھلتے ہیں دریچے گھر کے
اک چمک سی در و دیوار میں آ جاتی ہے
جب بھی آتا ہے مرا نام ترے ہونٹوں پر
خوشبوئے گل مرے اشعار میں آ جاتی ہے

वो गुज़रता है तो खुलते हैं दरीचे घर के
इक चमक सी दर-ओ-दीवार में आ जाती है

जब भी आता है मेरा नाम तेरे होंटों पर
ख़ुश्बू-ए-गुल मेरे अशआ'र में आ जाती है


Woh Guzarta Hai Tou Khultay Hein Dareechay Ghar Ke
Ik Chamak See Dar o Deewaar Mein Aa Jati Hai
Jab Bhi Aata Hai Mera Naam Tere Honton Par
Khushbo e Gul Mere Asha'ar Mein Aa Jati Hai


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo