Posts

Showing posts from July, 2021

Masti Nawaz Saaqiya Teri Nazar Bhi Khoob Hai Jis Pe Nazar Dal Di Usko Khumaar Aa Gaya

Image
  مستی نواز ساقیا تیری نظر بھی خوب ہے جـس پہ نِــگاہ ڈال دی اُس کو خمـار آ گیا Masti Nawaz Saaqiya Teri Nazar Bhi Khoob Hai Jis Pe Nazar Dal Di Usko Khumaar Aa Gaya  

Tum Mukhatet Bhi Ho Qareeb Bhi Ho Tum Ko Dekhein Keh Tum Se Baat Karein??

Image
  تم مخاطب بھی ھو ، قریب بھی ھو تم کو دیکھیں ، کہ تم سے بات کریں ؟؟ اِک شعاعِ نگاہِ چشمِ سیاہ اب اسے دن کریں ، کہ رات کریں جو اَزل تا ابد ، نہ ٹُوٹ سکی آج ، اُس خامشی سے بات کریں فراق گورکھپوری Tum Mukhatet Bhi Ho Qareeb Bhi Ho Tum Ko Dekhein Keh Tum Se Baat Karein?? Ik Shuaa e Nigah e Chishm e Siah Ab Isay Din Karein Keh Raat Karein Jo Azal Ta Abad Na Toot Saki Aaj Us Khamshi Se Baat Karein Firaq Gorakhpori

Tere Kaly Suit De Kia Kehnay Uton Akh Talwar Alag Ae Watt Nak Di Nathli Wakhri Hai Uton Kajal Di Dhar Alag Ae

Image
  تیرے کالے سوٹ دے کیا کہنے اُتوں اکھ تلوار الگ اے  وت نک دی نتھلی وکھری ہے اتوں کجل دی دھار الگ اے ہن ہونٹ گلاب دے پھل وانگوں وت میٹھی گُفتار الگ اے کائنات ساری ہک پاسے تیری چن مُسکار الگ اے Tere Kaly Suit De Kia Kehnay Uton Akh Talwar Alag Ae Watt Nak Di Nathli Wakhri Hai Uton Kajal Di Dhar Alag Ae Hun Hont Gulaab De Phul Wangon Watt Meethi Guftar Alag Ae Kaainaat Sari Hik Pase Teri Chan Muskar Alag Ae  

Hisaar e Zaat Rasta Tou Day Koi Mujh Ko Badey Dinon Se Tamanna Hai Khud Ko Paaney Ki

Image
  حصارِ ذات کوئی راستہ تو دے مجھ کو بڑے دنوں سے تمنا ہےخود کو پانے کی हिसार ए ज़ात कोई रास्ता दे मुझ को बड़े दिनों से तमन्ना हे खुद को पाने की   Hisaar e Zaat Rasta Tou Day Koi Mujh Ko Badey Dinon Se Tamanna Hai Khud Ko Paaney Ki   Hisar of caste Give me some way Hisar of caste Somebody give me a way Wish for a long time To get myself Have a wish for a long time To find myself

Reshton Ki Dhoop Chaaon Se Aazaad Ho Gaye Ab Tou Hamein Bhi Sare Sabaq Yaad Ho Gaye

Image
Woh Gali Bhi Mujhe De Tou Main Sun Ke Zabt Karta Hoon Mere Dushman Samajhtay Hein Mujhe Ghussa Nahi Aata Mere Ghar Ke Bade Aksar Mujhe Ye Dars Daite Hein Keh Kuta Kaat Bhi Le Tou Usay Kaata Nahi Jata  

Reshton Ki Dhoop Chaaon Se Aazaad Ho Gaye Ab Tou Hamein Bhi Sare Sabaq Yaad Ho Gaye

Image
Reshton Ki Dhoop Chaaon Se Aazaad Ho Gaye Ab Tou Hamein Bhi Sare Sabaq Yaad Ho Gaye Aabadiyun Mein Hote Hein Barbad Kitne Log Hum Dekhne Gaye Thay Tou Barbad Ho Gaye Main Parbaton Se Ladta Raha Aur Chand Log Geeli Zameen Khod Kar Farhad Ho Gaye Baithay Hoe Hein Qeemti Sofon Pe Bhaidiye Jangal Ke Log Shehar Mein Aabaad Ho Gaye Lafzon Ke Her Pher Ka Dhanda Bhi Khoob Hai Jahil Hamare Shehar Mein Ustad Ho Gaye  

Koi rafogari karay ga meri Ishq khaa gya jaga jaga se

Image
  کوئی رفوگری کرے گا میری عشق کھا گیا "جگہ جگہ "سے Koi rafogari karay ga meri Ishq khaa gya jaga jaga se

Ratol Mi Khaistona Du Salor Konja Dunya Kdal Zama Du Khad Pokhtoon Pake Misaal Na Wo Sadiya

Image
  راٹول می خایستونہ دسلور کونجہ دونیا کڑل زما د خڑ  پختون  پکی  مثال  نوو  سڑیہ Ratol Mi Khaistona Du Salor Konja Dunya Kdal Zama Du Khad Pokhtoon Pake Misaal Na Wo Sadiya

Woh Halqa e Yaraan Woh Meri Shokh Mizaji Ae Gardash e Halaat Bata Woh Waqt Kahan Gaya?

Image
  وہ حلقہ یاراں،وہ میری شُوخ مِزاجی اے گردشِ حالات بتا،وہ وقت کہاں ھے۔؟ Woh Halqa e Yaraan Woh Meri Shokh Mizaji Ae Gardash e Halaat Bata Woh Waqt Kahan Gaya?  

Bas Aik Tu Hi To Reh Gaya Hai Jahan Sara Tou Kho Chuka Hoon Tujhe Bhi Apni Ana Mein Aa Kar Khafa Karonga Tou Kia Karonga?

Image
  بس ایک تُو ہی تو رہ گیا ہے، جہاں سارا تو کھو چُکا ہوں تجھے بھی اپنی اَنا میں آکر خفا کروں گا تو کیا کروں گا؟    محسن نقوی Bas Aik Tu Hi To Reh Gaya Hai Jahan Sara Tou Kho Chuka Hoon Tujhe Bhi Apni Ana Mein Aa Kar Khafa Karonga Tou Kia Karonga? Mohsin Naqvi  

Kion Parakhtay Ho Sawalon Ko Jawabon Se ADEEM Hont Achay Hoon Tou Samjho Keh Sawaal Acha Hai

Image
  کیوں پرکھتے ہو سوالوں کو جوابوں سے عدیم ہونٹ اچھے ہوں تو سمجھو کہ سوال اچھا ہے Kion Parakhtay Ho Sawalon Ko Jawabon Se ADEEM Hont Achay Hoon Tou Samjho Keh Sawaal Acha Hai  

Us Ka Khiram Dekh Ke Jaaya Na Jaega Ae Kabk Phir Bahal Bhi Aaya Na Jaega

Image
  Us Ka Khiram Dekh Ke Jaaya Na Jaega Ae Kabk Phir Bahal Bhi Aaya Na Jaega Hum Kushtgan e Ishq Hein Abru o Chishm e Yaar Sar Se Hamare Tegh Ka Saaya Na Jaega Hum Rahrawan e Rah e Fana Hein Barang e Umar Javenge Aise Khoj Bhi Paaya Na Jaega Phoda Sa Saari Raat Jo Pakta Rahenga Dil To Subah Tak To Haath Lagaya Na Jaega Apne Shaheed e Naz Se Bas Haath Utha Ke Phir Deewan e Hashar Mein Usay Laya Na Jaega Ab Dekh Le Keh Seena Bhi Taaza Hoa Hai Chaak Phir Hum Se Apna Haal Dekhaya Na Jaega Hum Be-Khudan e Mehfil e Tasweer Ab Gae Ainda Hum Se Aap Mein Aaya Na Jaega Go Be-Sutoon Ko Taal Di Aage Se Kohkan Sang e Garan e Ishq Uthaya Na Jaega Hum To Gaye Thay Shekh Ko Insan Buujh Kar Par Ab Se Khanqah Mein Jaya Na Jaega Yaad Us Ki Itni Khoob Nahein MEER Baaz Aa Nadan Phir Woh Jee Se Bhulaya Na Jaega   MEER TAQI MEER उस का ख़िराम देख के जाया न जाएगा ऐ कब्क फिर बहाल भी आया न जाएगा हम कशतगान-ए-इशक़ हैं अब्रू-ओ-चश्म-ए-यार सर से हमारे तेग़ का साया न जाएगा हम रहरवान-ए-राह-ए-फ़ना हैं बिरंग-ए-उम्र जावेंग

Ae Ishq Humain Barbad Na Kar Ae Ishq Na Chaid Aa Aa Ke Humain

Image
اختر شیرانی کی سپر کلاس غزل اس کے بھی سب مصرے نہیں گائے گئے ********* اے عشق ہمیں برباد نہ کر اے عشق نہ چھیڑ آ آ کے ہمیں ہم بھولے ہوؤں کو یاد نہ کر پہلے ہی بہت ناشاد ہیں ہم تو اور ہمیں ناشاد نہ کر قسمت کا ستم ہی کم نہیں کچھ یہ تازہ ستم ایجاد نہ کر یوں ظلم نہ کر، بیداد نہ کر اے عشق ہمیں برباد نہ کر جس دن سے ملے ہیں دونوں کا سب چین گیا، آرام گیا چہروں سے بہار صبح گئی آنکھوں سے فروغ شام گیا ہاتھوں سے خوشی کا جام چھٹا ہونٹوں سے ہنسی کا نام گیا غمگیں نہ بنا، ناشاد نہ کر اے عشق ہمیں برباد نہ کر راتوں کو اٹھ اٹھ کر روتے ہیں رو رو کے دعائیں کر تے ہیں آنکھوں میں تصور،دل میں خلش سر دھنتے ہیں آہیں بھرتےہیں اے عشق! یہ کیسا روگ لگا جیتے ہیں نہ ظالم مرتے ہیں؟ یہ ظلم تو اے جلاد نہ کر اے عشق ہمیں برباد نہ کر یہ روگ لگا ہے جب سے ہمیں رنجیدہ ہوں میں بیمار ہے وہ ہر وقت تپش، ہر وقت خلش بے خواب ہوں میں،بیدار ہے وہ جینے سے ادھر بیزار ہوں میں مرنے پہ ادھر تیار ہے وہ اور ضبط کہے فریاد نہ کر اے عشق ہمیں برباد نہ کر جس دن سے بندھا ہے دھیان ترا گھبرائےہوئے سے رہتے ہیں ہر وقت تصور کر کر کے شرمائے ہوئے سے رہتے ہیں

Kam kijiye huzoor tamazat mizaaj ki Aatey nahi parindey bhi tapti munder par

Image
کم کیجیے حضور تمازت مزاج کی آتے نہیں پرندے بھی تپتی منڈیر پر Kam kijiye huzoor tamazat mizaaj ki Aatey nahi parindey bhi tapti munder par  

Dilkashi Thi Unseeyat Thi Ya Muhabbat Ya Junoon Sab Marahil Tujh Se Jo Mansoob Thay Achay Lagay

Image
  دل کشی تھی انسیت تھی یا محبت یا جنون سب مراحل تجھ سے جو منسوب تھےاچھے لگے दिलकशी थी उन्सियत थी या मोहब्बत या जुनून सब मराहिल तुझ से जो मंसूब थे अच्छे लगे   Dilkashi Thi Unseeyat Thi Ya Muhabbat Ya Junoon Sab Marahil Tujh Se Jo Mansoob Thay Achay Lagay   It was a heartbreak, it was a humanity. Or love or madness All the steps that were attributed to you Love it It was a heartbreak, it was an advancement. Or love or passion All the people who were desired by you Liked it

kya sitam hai waqt ka is daur ka har aadmi hai to aik kirdaar par apni kahaani ka nahin

Image
kya sitam hai waqt ka is daur ka har aadmi hai to aik kirdaar par apni kahaani ka nahin

Jo Ba-Kirdar Ho Usko Siyani Kon Kehta Hai? Kisi Mazdoor Ki Beti Ko RAANI Kon Kehta Hai

Image
  جو باکردار ہو اس کو سیانی کون کہتا ہے؟ کسی مزدور کی بیٹی کو رانی کون کہتا ہے؟ Jo Ba-Kirdar Ho Usko Siyani Kon Kehta Hai? Kisi Mazdoor Ki Beti Ko RAANI Kon Kehta Hai  

Yaqeen Todey Gumaan Cheeney Milay Jo Fursat Tou Sochna Keh Tumhare Lafzon Ne Meri Aankhon Se Kaise Kaise Jahan Cheenay

Image
  یقین توڑے گمان چھینے ملے جو فرصت تو سوچنا کہ تمہارے لفظوں نے میری آنکھوں سے  کیسے کیسے جہان چھینے Yaqeen Todey Gumaan Cheeney Milay Jo Fursat Tou Sochna Keh Tumhare Lafzon Ne Meri Aankhon Se Kaise Kaise Jahan Cheenay  

Bichad Gaya Hai Tou Ab Uska Saath Kia Mangon Zara See Umar Hai Nijaat Kia Mangon

Image
  بچھڑ گیا ہے تو اب اس کا ساتھ کیا مانگوں ذرا سی عمر ہے غم سے نجات کیا  مانگوں Bichad Gaya Hai Tou Ab Uska Saath Kia Mangon Zara See Umar Hai Nijaat Kia Mangon وہ ساتھ ہوتا تو ہوتی ضرورتیں بھی بہت اکیلی ذات کے لئے میں کائنات کیا مانگوں Woh Saath Hota Tou Hoti Zarooratein Bhi Buhat Akeeli Zaat Ke Liye Main Kaainaat Kia Mangon  

Us ne Hans kar dekha tu muskira diye hum bhi Zaat se nikalne mein dair kitne lagte hai

Image
  اُس نے ھنس کر دیکھا تو ، مُسکرا دیے ھم بھی ذات سے نکلنے میں دیر کِتنی لگتی ھے ؟؟ Us ne Hans kar dekha tu muskira diye hum bhi Zaat se nikalne mein dair kitne lagte  hai  

Azal Se Qaaem Hain Dono Apni Zidon Pe MOHSIN Chalega Paani Magar Kinara Nahein Chalega

Image
Azal Se Qaaem Hain Dono Apni Zidon Pe MOHSIN Chalega Paani Magar Kinara Nahein Chalega

Door hota tou usey dhoondh hi laite Faraz Rooh mein chup ke jo baitha ho usey paain kaise

Image
  Door hota tou usey dhoondh hi laite Faraz Rooh mein chup ke jo baitha ho usey paain kais  

Shala Kakh Na Rawey Unhan Lokan Da Jinhan Wasdey Log Tabah Keetay

Image
  شالا کَکھ نہ راوے اُنہاں لوکاں دا جینہاں وسدے لوگ تباہ کیتے Shala Kakh Na Rawey Unhan Lokan Da Jinhan Wasdey Log Tabah Keetay

Dekho Yahein Pe Hongi Tamanna Ki Kirchiyan? Toota Tha Aitbaar Ka Sheesha Yahein Kahein

Image
  دیکھو  یہیں  پہ  ہونگی  تمنا  کی  کرچیاں؟ ٹوٹا   تھا  اعتبار  کا  شیشہ  یہیں  کہیں Dekho Yahein Pe Hongi Tamanna Ki Kirchiyan? Toota Tha Aitbaar Ka Sheesha Yahein Kahein

Tum Jate Hoe Mujh Ko Bata Kar Nahi Jana? Dil Bacha Hai ,Roye Ga ,Buhat Shor Karega

Image
  تم جاتے ہوئے مجھ کو بتا کر نہیں جانا؟ دل بچہ ہے، روئے گا، بہت شور کرے گا Tum Jate Hoe Mujh Ko Bata Kar Nahi Jana? Dil Bacha Hai ,Roye Ga ,Buhat Shor Karega  

Koi Tum Sa Na Dekha Yun Tou Dekha Hum Ne Dunya Mein Buhat Jado Nazar Wale Buhat Jado Asar Wale

Image
  کوئی تم سا نہ دیکھا  یوں تو دیکھا ہم نے دنیا میں بہتــــ جادو نظـــــر والے بہت جـــادو اثر والــــے پیر نصیرالدین نصیر Koi Tum Sa Na Dekha Yun Tou Dekha Hum Ne Dunya Mein Buhat Jado Nazar Wale Buhat Jado Asar Wale Peer Naseer ud Deen Naseer

Khil uthta hai man mera jab piyar se kehta hai woh Mere dunia ik tere muskaan mein samayi hai

Image
  کٍھل اٹھتا ہے من میرا جب پیار سے کہتا ہے وہ میری  دنیا  اک  تیری  مسکان  میں سمائی  ہے Khil uthta hai man mera jab piyar se kehta hai woh Mere dunia ik tere muskaan mein samayi hai  

Kabhi Ulfat Bhara Lehja Kabhi Utra Hoa Chehra

Image
ﮐﺒﮭﯽ ﺍُﻟﻔﺖ ﺑﮭﺮﺍ ﻟﮩﺠﮧ ﮐﺒﮭﯽ ﺍُﺗﺮﺍ ﮨُﻮﺍ ﭼﮩﺮﮦ Kabhi Ulfat Bhara Lehja Kabhi Utra Hoa Chehra ﺳﻤﺠﮫ ﻣﯿﮟ ﮐﭽﮫ ﻧﮩﯿﮟ ﺁﺗﺎ ﺑﺘﺎ ﻣﯿﺮﺍ ﮔﻨﺎﮦ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ؟ Samajh Mein Kuch Nahi Aata Bata Mera Gunah Kia Hai? ﻣﯿﺮﯼ ﺍُﻟﺠﮭﻦ ﻣﭩﺎ ﺗﻮ ﺩﮮ ﻣﺠﮭﮯ ﺍﺗﻨﺎ ﺑﺘﺎ ﺗﻮ ﺩﮮ Meri Uljhan Mita Tou Day Mujhe Itna Bata Tou Day ﻣﯿﮟ ﻣُﺠﺮﻡ ﮨﻮﮞ ﯾﺎ ﻣﺤﺮﻡ ﮨﻮﮞ ﺳﺰﺍ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ؟ ﺟﺰﺍ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ؟ Main Mujrim Hoon Ya Muhrim Hoon Saza Kia Hai? Jaza Kia Hai? ﻣﯿﺮﯼ ﺳﺎﻧﺴﯿﮟ ﺗﻮ ﭼﻠﺘﯿﮟ ﮨﯿﮟ ﺗﯿﺮﯼ ﯾﺎﺩﻭﮞ ﺳﮯ ﺍﮮ ﮨﻤﺪﻡ Meri Sansein Tou Chalti Hein Teri Yadon Se Aey Humdam ﻧﮩﯿﮟ ﻓﺮﺻﺖ ﮐﮧ ﯾﮧ ﺳﻮﭼﻮﮞ ﻓﻨﺎ ﮐﯿﺎ  ﮨﮯ؟ ﺑﻘﺎ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ؟ Nahi Fursat Keh Ye Sochon Fana Kia Hai? Baqa Kia Hai ﻣﯿﺮﺍ ﯾﮧ ﺩﻝ، ﻣﯿﺮﯼ ﺩﮬﮍﮐﻦ ﻣﯿﺮﯼ ﺳﺎﻧﺴﯿﮟ، ﯾﮧ ﻣﯿﺮﯼ ﺟﺎﮞ Mera Dil Meri Dhadkan Meri Sansein Ye Meri Jaan ﯾﮧ ﺳﺐ ﮐﭽﮫ ﻧﺎﻡ ﺗﯿﺮﮮ ﮨﮯ ﺑﺘﺎ ﭘﯿﭽﮭﮯ ﺑﭽﺎ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ؟ Ye Sab Kuch Nam Tere Hai Bata Peechay Bacha Kia Hai?

Har shab guzar rahi hai tahajjud mein aj kal Momin bana ke mujh ko wo kafir chala gaya

Image
  ہر شب گزر رہی ہے تہجد میں آج کل مومن بنا کے مجھ کو وہ کافر چلا گیا Har shab guzar rahi hai tahajjud mein aj kal Momin bana ke mujh ko wo kafir chala gaya  

Lo Chal Padfa Hai Aaj Jholy Ko Jhad Ke Jo Jo Azal Se Aap Ke Dar Ka Faqeer Tha

Image
  لو چل پڑا ہے آج جھولی کو جھاڑ کے دل جو ازل سے آپ کے در کا فقیر تھا Lo Chal Padfa Hai Aaj Jholy Ko Jhad Ke Jo Jo Azal Se Aap Ke Dar Ka Faqeer Tha  

Yaad Aaye Hein Mojjzay Apne Aur Uske Badan Ka Jado Bhi

Image

Yaad Aaye Hein Mojjzay Apne Aur Uske Badan Ka Jado Bhi

Image
  یاد آتے ہیں معجزے اپنے اور اس کے بدن کا جادو بھی Yaad Aaye Hein Mojjzay Apne Aur Uske Badan Ka Jado Bhi  

Main Tere Milne Ko Mojazah Keh Raha Tha Laikin Tere Bichherhne Ka Saanehah Bhi , Kamaal Guzra

Image
  مَیں  تیرے  مِلنے  کو  مُعجزہ کہہ  رہا  تھا  لیکِن تیرے  بِچھَڑنے   کا   سانِحہ   بھی کَمال   گُزرا Main Tere  Milne Ko Mojazah  Keh Raha Tha Laikin Tere  Bichherhne  Ka Saanehah  Bhi , Kamaal Guzra  

Nazar Uthtay Uthtay Nazar Miltay Miltay Dhadaktay Dilon Ka Woh Nazuk Fasana

Image
  نظر اٹھتے اٹھتے نظر ملتے ملتے دھڑکتے دلوں کا وہ نازک فسانہ حیا میں وہ معصوم سی اک شرارت شرارت میں موہوم سا اک فسانہ جگر مراد آبادی Nazar Uthtay Uthtay Nazar Miltay Miltay Dhadaktay Dilon Ka Woh Nazuk Fasana Haya Mein Woh Maasoom See Ik Shararat Shararat Mein Mohom Sa Ik Fasana Jigar Muradabadi  

Bahut tha khauf jis ka phir wahi kissa nikal aaya Meray dukh se kisi awaaz ka rishta nikal aaya

Image
Bahut tha khauf jis ka phir wahi kissa nikal aaya Meray dukh se kisi awaaz ka rishta nikal aaya There was a lot of fear, then the same story came out My sadness came out of a relation of a voice  
Image
Harf-e-Ranjish Pe koi Baat Bhi ho Sakti hai Ain Mumkin hai Mulaqaat Bhi ho Sakti hai Zindagi Phool hai Khushbu hai Magar Yaad Rahe Zindagi Gardash-e-Halaat Bhi ho Sakti hai Hum Ne ye Soch Ke Rakha Tha Qadam Gulshan Mein Lala-o-Gul mein Teri Zaat Bhi ho Sakti hai Chaal Chalte huwe Shtranj ki Baazi ke Usool Bhool Jao ge tou Phir Maat Bhi ho Sakti hai Aik tou Chhat ke Bina Ghar hai Hamhara Mohsin Us pe Ye Khauf Ke Barsaat Bhi ho Sakti hai  

Humnasheen Khamosh Deewarein Bhi Sunti Hein Yahan Raat Dhal Jaye Tou Phir Chaidengay Afsana Koi

Image
  ہم نشیں ، خاموش دیواریں بھی سنتی ہیں یہاں رات ڈھل جائے تو پھر چھیڑیں گے افسانہ کوئی ناصر کاظمی Humnasheen Khamosh Deewarein Bhi Sunti Hein Yahan Raat Dhal Jaye Tou Phir Chaidengay Afsana Koi Nasir Kazmi  

Itna Masoom Na Ban Ishq Ka Mafhoom Na Pooch Aqal Ki Baat Na Keh Doon Kahein Nadani Mein

Image
  اِتنا معصُوم نہ بَن  عِشق کا مَفہُوم نہ پُوچھ عَقل کی بات نہ کہہ دُوں کہیں نادانی میں Itna Masoom Na Ban Ishq Ka Mafhoom Na Pooch Aqal Ki Baat Na Keh Doon Kahein Nadani Mein  

Kitna Dushwar Tha Dunya Ye Hunar Aana Bhi Tujh Se Hi Fasla Rakhna Tujhe Apnana Bhi

Image
  کتنا دشوار تھا دنیا یہ ہنر آنا بھی تجھ سے ہی فاصلہ رکھنا تجھے اپنانا بھی کیسی آداب نمائش نے لگائیں شرطیں پھول ہونا ہی نہیں پھول نظر آنا بھی دل کی بگڑی ہوئی عادت سے یہ امید نہ تھی بھول جائے گا یہ اک دن ترا یاد آنا بھی جانے کب شہر کے رشتوں کا بدل جائے مزاج اتنا آساں تو نہیں لوٹ کے گھر آنا بھی ایسے رشتے کا بھرم رکھنا کوئی کھیل نہیں تیرا ہونا بھی نہیں اور ترا کہلانا بھی خود کو پہچان کے دیکھے تو ذرا یہ دریا بھول جائے گا سمندر کی طرف جانا بھی جاننے والوں کی اس بھیڑ سے کیا ہوگا وسیمؔ اس میں یہ دیکھیے کوئی مجھے پہچانا بھی وسیم بریلوی

Main kahan itni Khubsurat hon Teri chaht nikharti hy mujhy

Image
  Main kahan itni Khubsurat hon Teri chaht nikharti hy mujhy Tere lafzoon ki maar hy mera dil Teri sangat nikharti hy mujhy  

Tabiyat APNI Gabhrati Hai Jab Sunsaan Raaton Mein HUM Aisey Mein Teri YAADON Ki Chaadar Taan Laitey Hein

Image
  طبِیعَت   اَپنی  گبھراتی   ہے جَب  سُنسان  راتوں   میں ہَم   اَیسے  میں ،  تِری  یادوں  کی  چَادَر ، تان  لیتے  ہیں Tabiyat  APNI Gabhrati Hai Jab Sunsaan Raaton Mein HUM Aisey Mein Teri YAADON Ki Chaadar Taan Laitey Hein

Phir sham ki hawa ne teri baat chaid di Phir mere char soo teri khushbo bekhar gai

Image
Phir sham ki hawa ne teri baat chaid di Phir mere char soo teri khushbo bekhar gai

Ambar Kahe Khusboo Se Azan , EID MUBARAK EID Aa Gai Aey Jaan e Jahan , EID MUBARAK

Image
  عنبر کہے خوشبو سے اَذاں ، عید مبارَک عید آ گئی اے جانِ جہاں ، عید مبارَک Ambar Kahe Khusboo Se Azan , EID MUBARAK EID Aa Gai Aey Jaan e Jahan , EID MUBARAK یاقوت لبوں پر ترے قربان شگوفے چندا ترے ہنسنے کا نشاں ، عید مبارَک Yaqoot Labon Par Tere Qurban Shagofay Chanda Tere Hansnay Ka Nishan , EID MUBARAK دیدار جنہیں تیرا ملے اُن کو بھی تبریک جو تجھ کو جہاں دیکھے ، وَہاں عید مبارَک Deedaar Jinhein Tera Milay Unko Bhi Tabreek Jo Tujh Ko Jahan Dekhay , Wahan EID MUBARAK ملنے کو تجھے صف میں کھڑے ہوں سرِ دَربار ملکائیں ، شہنشاہِ زَماں ، عید مبارَک Milnay Ko Tujhe Saff Mein Khare Hoon Sar e Darbar Malkaaein , Shahinshah e Zamaan , EID MUBARAK بوسوں کی ترے رُخ کے ملے تتلی کو عیدی ہر سمت ہو خوشیوں کا سماں ، عید مبارَک Boson Ki Tere Rukh Ke Milay Titli Ko EIDI Har Simt Ho Khushion Ka Samaan , EID MUBARAK اَللہ مری ساری خوشی بھیج دے تجھ کو غم بھیجے ترے سارے یہاں ، عید مبارَک ALLAH Meri Sari Khushi Bhaij Day Tujh Ko Gham Bhaijay Tere Sare Yahan , EID MUBARAK راتیں تری تاباں رہیں ، دِن نورِ

Nazar Aao Aey Sukoon e Qalb Meri Eid Yun Na Raaigaan Karo

Image
نظر آؤ اے سکون قلب میری عید یوں نہ رائیگاں کرو Nazar Aao Aey Sukoon e Qalb Meri Eid Yun Na Raaigaan Karo

Band Pankhay Se Kaha Aur Khuli Khirki Ne Suna Aur Kis Kis Ko Bhala EID Mubarak Kehtay

Image
    بند پنکھے سے کہا اور کھلی کھڑکی نے سنا اور کس کس کو بھلا عید مبارک کہتے Band Pankhay Se Kaha Aur Khuli Khirki Ne Suna Aur Kis Kis Ko Bhala EID Mubarak Kehtay

Adhoray Khawab K Andar Kabhi Palkein Bichana Mat

Image
 

Jheelein Kia Hein? Uski Aankhein Umdah Kia Hai?

Image
جھیلیں کیا ہیں؟ اُس کی آنکھیں عمدہ کیا ہے؟ اُس کا چہرہ خوشبو کیا ہے؟ اُس کی سانسیں خوشیاں کیا ہیں؟ اُس کا ہونا تو غم کیا ہے؟ اُس سے جدائی ساون کیا ہے؟ اُس کا رونا سردی کیا ہے؟ اُس کی اُداسی گرمی کیا ہے؟ اُس کا غصہ اور بہاریں؟ اُس کا ہنسنا میٹھا کیا ہے؟ اُس کی باتیں کڑوا کیا ہے؟ میری باتیں کیا پڑھنا ہے؟ اُس کا لکھا کیا سننا ہے؟ اُس کی غزلیں لب کی خواہش؟ اُس کا ماتھا زخم کی خواہش؟ اُس کا چھونا دنیا کیا ہے؟ اک جنگل ہے اور تم کیا ہو؟ پیڑ سمجھ لو اور وہ کیا ہے؟ اک راہی ہے کیا سوچا ہے؟ اُس سے محبت کیا کرتے ہو؟ اُس سے محبت مطلب پیشہ؟ اُس سے محبت اس کے علاوہ؟ اُس سے محبت اُس سے محبت

Shayed Naye Rabtay Mein Hoga EID Bhi Bhoolta Hai Bhala Koi??

Image
  شاید نئے رابطے میں ہوگا عید بھی بھولتا ہے بھلا کوئی؟؟ Shayed Naye Rabtay Mein Hoga EID Bhi Bhoolta Hai Bhala Koi??

Aashiqi Sabr-Talab Aur Tamanna Betaab Dil Ka Kya Rang Karon Khoon-E-Jigar Hone Tak

Image
Aashiqi Sabr-Talab Aur Tamanna Betaab Dil Ka Kya Rang Karon Khoon-E-Jigar Hone Tak Ham Ne Maana Ke Taghaaful Na Karoge Lekin Khaak Ho Jaayeinge Ham Tum Ko Khabar Hone Tak

Shauq Ko Aazim e Safar Rakhiye Be-khabar Ban ke Sab Khabar Rakhiye

Image
    Twenty years from now you will be more disappointed by the things you didn’t do than by the ones you did do. So throw off the bowlines, sail away from the safe harbor. Catch the trade winds in your sails. Explore. Dream. Discover. Mark Twain ************ Shauq Ko Aazim e Safar Rakhiye Be-khabar Ban ke Sab Khabar Rakhiye Chahe Nazrein Ho Aasmanon Par Paon Lekin Zameen Par Rahkhiye Baat Hai Kya Yeh Kaun Parkhega Aap Lehze Ko Pur-asar Rakhiye Jaane Kis Waqt Kooch Karna Ho Apna Saaman Mukhtasar Rakhiye Dil Ko Khud Dil Se Raah Hoti Hai Kis Liye Nama Bar Rakhiye Aik Tuk Mujh ko Dekhe Jati Hain Apni Nazron Pe Kuch Nazar Rakhiye Nikhat Iftikhar