Umar Karta Hoon Basar Gosha e Tanhaai Mein Jab Se Woh Rooth Gaye , Tab Se Alag Baitha Hoon
عمرکرتا ہوں بسر گوشہ ء تنہائی میں
جب سے وہ روٹھ گئے ، تب سے الگ بیٹھا ہوں
Umar Karta Hoon Basar Gosha e Tanhaai Mein
Jab Se Woh Rooth Gaye , Tab Se Alag Baitha Hoon
میرا انداز نصیر اہلِ جہاں سے ہے جدا
سب میں شامل ہوں ، مگر سب سے الگ بیٹھا ہوں
Mera Andaz NASEER Ahl e Jahan Se Hai Juda
Sab Mein Shamil Hoon , Magar Sab Se Alag Baitha Hoon
نصیر الدین نصیر
Naseer u Deen Naseer
Comments
Post a Comment