Zindagi Tu Ne Kahan Apna Banaya Mujh Ko Jab Talak Maut Ne Seenay Se Lagaya Mujh Ko



نذرِ ساغٓر صدیقی
Nazr e SAGHAR SIDDIQUI

زندگی تُو نے کہاں اپنا بنایا مجھ کو
جب تلک موت نے سینے سے لگایا مجھ کو
Zindagi Tu Ne Kahan Apna Banaya Mujh Ko
Jab Talak Maut Ne Seenay Se Lagaya Mujh Ko

بعد مرنے کے جو اعزاز مِلا پھولوں کا
جیتے جی اُس نے ہی کانٹوں پہ چلایا مجھ کو
Ba'ad Marne Ke Jo Aizaz Mila Phoolon Ka
Jeetay Jee Us Ne Hi Kanton Peh Chalaya Mujh Ko

علٓی سیّد 

مارچ 26  2023

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai